Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naat aur Music?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Naat aur Music?

    wo kshsay???

    :donno:BYE :donno:

    Comment


    • #17
      Re: Naat aur Music?

      Originally posted by KurriPunjaban View Post
      Bhai............fatwa pata nahi kis ny dy dia hy....
      mujy to samaj nahi aati k music ko kiun haram dy dia gia hay...
      Aap ko yeh to maloom hai keh sharab kyun haram hai? Is liyey keh sharab pii ker dimagh maflooj ho jata hai aur jo ghanoodgi chhaii jati hai woh insaan ko sochney sey door kar deti hai.

      Isi tarha music key sur aur lay mein jab insaan khota hai to us par aik aisi ghanoodgi tari ho jati hai keh woh kuchh lamhat key liyey apney aap sey bhi door ho jata hai - jaisey hi insaan apney aap sey door huwa, woh apney Allah Rab-ul-Izzat sey door ho jata hai. Aur har woh shay jo Allah Tala sey door karti hai, haram hai.

      Music ko haram aur naaton/hamd mein jaiiz qrar deney walon ki aik tashreeh yeh bhi hai keh Naaton aur Hamd mein jab music ki aamezash ki jaey to woh Allah key qareeb ley jati hai, isi liyey yeh jaiiz hai - baqi Wallah'aalam.

      Main na'cheez na kisi fatwey ko challenge kar sakta hoon aur na is per comment dey sakta hoon - magar meri adna si soch yeh kehti hai keh agar koi shay haram hai, to ussey TOTALY haram hona chahiyey - yeh chor'bazari na nikali jaey keh music ki naaton mein aamezash kar li jaey aur waisey issey dhudkaar diya jaey - jab haram hai to har'su haram hai!!!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      Working...
      X