Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ander ka insaan?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ander ka insaan?

    salam alaikum,

    Her insaan ka aik "self" hota hai. kya aap apney "self" sey mu'tarif heiN ? agar haan to ye mulaqat kab hui? aur aap ko kaisa laga? kuch baateiN jo aap apney "self" key baarey mey kehna chahiyeiN gey?
    aur agar nahi to aap apney aap sey ye mulaqat kab kerney ja rahey hein?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Ander ka insaan?

    Originally posted by Xenya View Post

    Jab USA ka greencard mila :lol
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Ander ka insaan?

      Originally posted by Masood View Post
      Jab USA ka greencard mila :lol
      lol

      koi haal nahi hai :P America bohot muqaddas jaga hai jahan log apney aap sey mulaqat kerney jatey hein :mm:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Ander ka insaan?

        Originally posted by Xenya View Post
        lol

        koi haal nahi hai :P America bohot muqaddas jaga hai jahan log apney aap sey mulaqat kerney jatey hein :mm:
        Bacha ham pakistaniyon ka zameer usi waqt mutmain hota hai jab hamein america sey asheer'baad aati hai - kya samjhi? :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Ander ka insaan?

          Originally posted by Masood View Post
          Bacha ham pakistaniyon ka zameer usi waqt mutmain hota hai jab hamein america sey asheer'baad aati hai - kya samjhi? :p
          sirf Pakistani kuch leaders ka ....PakistaniyoN ka nahi....:donno:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Ander ka insaan?

            Originally posted by Xenya View Post
            sirf Pakistani kuch leaders ka ....PakistaniyoN ka nahi....:donno:
            Truth - with modifications :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Ander ka insaan?

              Originally posted by Masood View Post
              Truth - with modifications :)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Ander ka insaan?

                Ok let me answer that seriously - merey ander ka insaan us waqt bedar huwa tha jab main Pakistan geya tha, early this year. Mujhey ehsaas huwa keh I am on the very wrong path, I have to find myself... woh chand din merey liyey "mujhey" talash karney key liyey kaafi they. Today I am extemely relaxed and happy with myself - mera ander bohat mutmaiin hai Alhamdolillah...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Ander ka insaan?

                  Mera Andar ka Insan Yeh Hone nahien Daita
                  Ganga Beh rahi hai Haath dhonay nahien daita
                  sigpic

                  Comment

                  • #10

                    (this is off topic)

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Mera Andar ka Insan Yeh Hone nahien Daita

                    Ganga Beh rahi hai Haath dhonay nahien daita

                    Aap nassri zban mey hi kuch bata dein :P
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ander ka insaan?

                      Originally posted by Xenya View Post
                      (this is off topic)
                      Off topic: US is the last place i want to be at :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ander ka insaan?

                        Originally posted by Masood View Post
                        Off topic: US is the last place i want to be at :)
                        Thanks to Allah that its not Pluto :D

                        aur mazeed nahi kuch kehti :$

                        khush raheiN!
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ander ka insaan?

                          Originally posted by Xenya View Post
                          Thanks to Allah that its not Pluto :D

                          aur mazeed nahi kuch kehti :$

                          khush raheiN!
                          Pluto to meri Alien sis ka ghar hai aur sis key gharon ko nahin chhorrtey :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ander ka insaan?

                            jab se hosh sambhala hy tab se hy mulaqaat in hazrat se... aur hameesha hi rehti hy laikin jab bhi mulaqaat shoru hoti hy ibtida ikhtilaf se hoti hy phir bad main ittifaq hojata hy aur har bar hi hameen in hazrat ki baat par imaan lana parta hy kaya samjahy....?
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ander ka insaan?

                              Originally posted by Xenya View Post
                              salam alaikum,

                              Her insaan ka aik "self" hota hai. kya aap apney "self" sey mu'tarif heiN ? agar haan to ye mulaqat kab hui? aur aap ko kaisa laga? kuch baateiN jo aap apney "self" key baarey mey kehna chahiyeiN gey?
                              aur agar nahi to aap apney aap sey ye mulaqat kab kerney ja rahey hein?
                              ab exact time to nahi bata sakti k kab mulakat hui lekin apne ap se mulakat,jaan pehchan shaed bachpan me hi ho gai thi lekin waqt ke sath sath mazeed nikhar kar samne ati gai,jis me mere father ka bohat contribution he.apne ander ke insan se baat karna ,us ki sunna us ko samjhana kabhi us ki maan lena kabhi bilkul ignore kar dena ye sab hota rehta he.

                              Comment

                              Working...
                              X