Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham History

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pegham History

    Assalamalikum
    aap loog yeh na souchye main pegham kay pechlay dhaai saal ki history yaha post kar rahi houn :khi: balkay is thread main yeh karna hai kay koi acha kaam kia hai pegham par ya kuch acha kaha hai kisi ko :hehe: to yaha date likh deeni hai kay aap nay is din yeh kaam kia :D:
    waqat guzrnay kay sath sath jab aap peachay murr kay is thread ko deekhian gay to aap ko acha lagay ga kay aap nay flan flan kam is date ki acha kia tha :lpop:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Pegham History

    aik baar phir se dubara batao aanchal :lol :lol :lol
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Pegham History

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      aap loog yeh na souchye main pegham kay pechlay dhaai saal ki history yaha post kar rahi houn :khi: balkay is thread main yeh karna hai kay koi acha kaam kia hai pegham par ya kuch acha kaha hai kisi ko :hehe: to yaha date likh deeni hai kay aap nay is din yeh kaam kia :D:
      waqat guzrnay kay sath sath jab aap peachay murr kay is thread ko deekhian gay to aap ko acha lagay ga kay aap nay flan flan kam is date ki acha kia tha :lpop:

      to phir aaj ka din note kar lo - Thursday 4. October 2007 ko main ney Aamir ko insaan samajha hai - siraf Eid tak :kr:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Pegham History

        walaikum salam larki,

        theek leykin wo kehtey hein na key naiki ker darya mey daal :mm:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Pegham History

          Originally posted by Xenya View Post
          walaikum salam larki,

          theek leykin wo kehtey hein na key naiki ker darya mey daal :mm:

          to yeh kaam aap kab kab karti hain wohi likh diya karin baqi ham khud samajhdar hain :p
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Pegham History

            Originally posted by Masood View Post
            to yeh kaam aap kab kab karti hain wohi likh diya karin baqi ham khud samajhdar hain :p
            :lol

            good point ...


            to phir Aanchal since i hv joined pegham mey ney per day key hisaab sey aik naik kaam kiya hai :D ....... :embarasse
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Pegham History

              Aj kisi ka intizaar khatam kerwaya hum ny :khi:

              Comment


              • #8
                Re: Pegham History

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                aap loog yeh na souchye main pegham kay pechlay dhaai saal ki history yaha post kar rahi houn :khi: balkay is thread main yeh karna hai kay koi acha kaam kia hai pegham par ya kuch acha kaha hai kisi ko :hehe: to yaha date likh deeni hai kay aap nay is din yeh kaam kia :D:
                waqat guzrnay kay sath sath jab aap peachay murr kay is thread ko deekhian gay to aap ko acha lagay ga kay aap nay flan flan kam is date ki acha kia tha :lpop:
                hmm
                aanchal ge maray khayal sa to yahan per sirf time guzara jata ha aur koi acha yah bura kam agar keya be ho to yaad nahi rahta yaan per sirf time pass hota ha....

                ya yah samaj laan ka naki kar daryaa ma dal wal hesab samaj laan
                :donno:
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Pegham History

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Assalamalikum
                  aap loog yeh na souchye main pegham kay pechlay dhaai saal ki history yaha post kar rahi houn :khi: balkay is thread main yeh karna hai kay koi acha kaam kia hai pegham par ya kuch acha kaha hai kisi ko :hehe: to yaha date likh deeni hai kay aap nay is din yeh kaam kia :D:
                  waqat guzrnay kay sath sath jab aap peachay murr kay is thread ko deekhian gay to aap ko acha lagay ga kay aap nay flan flan kam is date ki acha kia tha :lpop:
                  mujhe yeh bhi yaad nahi k meinay raat khanay mein kiya khaya tha:cc:.... ab pechli baatein kese yaad hoon gi???

                  Comment


                  • #10
                    Re: Pegham History

                    Originally posted by nomi sialkoti View Post
                    hmm
                    aanchal ge maray khayal sa to yahan per sirf time guzara jata ha aur koi acha yah bura kam agar keya be ho to yaad nahi rahta yaan per sirf time pass hota ha....

                    ya yah samaj laan ka naki kar daryaa ma dal wal hesab samaj laan:donno:
                    time pass :cc: bhai sahib aap berozgaar hain??

                    Comment


                    • #11
                      Re: Pegham History

                      aj ka din bhi history ban jaye ga

                      Comment


                      • #12
                        Re: Pegham History

                        logun pechli batian nahi likhni :pagal:
                        abhi ki likhian koi acha thread shuru kia hai to , ya ghalati say koi acha kaam kar lia hai to :a stick: isay aap apni diary samjhian pher aglay saal a kay parhna kay yeh kaam is din kia tha
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: Pegham History

                          Main tu Shuru kay Do Teen Maah kay Ilwa Yahaan The hi nahin :(
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Pegham History

                            Hum ayen hain yehan per.............
                            ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                            372-haha372-haha372-haha

                            Comment


                            • #15
                              Re: Pegham History

                              main ne abi tab koi boor kaam kia hi nahi acha app sub jantay hoo

                              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                              Comment

                              Working...
                              X