Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

    Originally posted by Masood View Post
    :comfort: agar meri yeh aadat badal do gi to phir ham dono ki conversation khamoshi sey huwa karey gi kyun keh tum sey wohi baat karoon ga na jo tum samajh jao :kr:(waisey I like challenges :p)
    Alhumdulillah Main tumharay walay kaam nahin karti :P Bongiyan Marna meri Adat nahin hai hunh :p
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #47
      Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

      Originally posted by Masood View Post
      Pura PG janta hai keh jitni besti fari pari ki hoti hai utni kisi ki nahin magar fari ko kya? woh to hai hi besti'proof :lol :lol

      :a stick:Jhoot na bolo uncle is umar ma ap ko shobha nahi datay:kr::kr:aur agar jhoot bolnay per ap ko aamir nay kat liya tu phir na kahna kah 40 tikay nahi lagwanay :kr::kr::kr:

      Comment


      • #48
        Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

        Originally posted by La'hasil View Post
        Alhumdulillah Main tumharay walay kaam nahin karti :P Bongiyan Marna meri Adat nahin hai hunh :p

        Uffffffffffffffffff merey Khuda!!!!!!!!!!!!! Kitni saadgi sey kitna badi bongi maar di :tauba iskey ko kehtey hain "kuchh bhi na kaha aur bongi bhi maar di" :tomato:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

          Originally posted by *Fari* View Post
          :a stick:Jhoot na bolo uncle is umar ma ap ko shobha nahi datay:kr::kr:aur agar jhoot bolnay per ap ko aamir nay kat liya tu phir na kahna kah 40 tikay nahi lagwanay :kr::kr::kr:

          seedha seedha kaho tum apney ustaad jaisi ho kisi waqt bhi kaat lo gi aur 40 teekon ka bandobast kar loon :khi::khi::khi:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #50
            Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

            Originally posted by *Fari* View Post
            haey Amna kasi shakal bana li apnay:tasali:..udas na hoyiya ma ap ko Uncle masood ki bongiyo ki adat badlnay ka nahi direct unka sir pharnay ka moqa dati hon..
            Oh Yaar Aisa Nayaab Moqa main kabhi bhi na Hath say najaney doon :d :p
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #51
              Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

              Originally posted by Masood View Post
              seedha seedha kaho tum apney ustaad jaisi ho kisi waqt bhi kaat lo gi aur 40 teekon ka bandobast kar loon :khi::khi::khi:

              mai tu pari hon aur pariyan nahi katti:donno:.........ya tu ap kay aur ustaad kay kam hain jhoot bol kar koila ban kar kawon ki trhan aik dosray ko katna:kr::kr::kr::kr::kr:



              Originally posted by La'hasil View Post
              Oh Yaar Aisa Nayaab Moqa main kabhi bhi na Hath say najaney doon :d :p
              :kr::kr:tu phir go ahead meri tarf se ap ko pori pori ijzat ha

              Comment


              • #52
                Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                Faraz karian aap ko pegham members main say kisi ki koi aadat badlnay ka mouka millye to aap kis ki or kia adat badlna chahain gay ?:khi:
                walaikum salam

                kisi ki bhi koi adat nahi aanchal.....sabhi aeysey hi theek heiN...........pagal sey :lol
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #53
                  Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                  Originally posted by Xenya View Post
                  walaikum salam

                  kisi ki bhi koi adat nahi aanchal.....sabhi aeysey hi theek heiN...........pagal sey :lol
                  :lol: :lol:
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Assalamalikum
                    Faraz karian aap ko pegham members main say kisi ki koi aadat badlnay ka mouka millye to aap kis ki or kia adat badlna chahain gay ?:khi:
                    Walaikum salaam

                    Aadat to baad me badalna chahen ge , pehle aap ye bataye k faraz karen ya phir farz :khi:

                    Comment


                    • #55
                      Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Walaikum salaam

                      Aadat to baad me badalna chahen ge , pehle aap ye bataye k faraz karen ya phir farz :khi:

                      :kr::kr:point to be noted me lard:kr:

                      Comment


                      • #56
                        Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                        Originally posted by *Fari* View Post
                        :kr::kr:point to be noted me lard:kr:
                        ye me lard kahin my lord ka cousin to nahi :cc:

                        Comment


                        • #57
                          Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          ye me lard kahin my lord ka cousin to nahi :cc:

                          :kr::kr:han han wohi ha ....:khi:

                          Comment


                          • #58
                            Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Walaikum salaam

                            Aadat to baad me badalna chahen ge , pehle aap ye bataye k faraz karen ya phir farz :khi:
                            faraz ko hi farz kar laian :blush:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #59
                              Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                              Originally posted by Xenya View Post
                              walaikum salam

                              kisi ki bhi koi adat nahi aanchal.....sabhi aeysey hi theek heiN...........pagal sey :lol
                              sab isi baat pay kushi say mazeed pagal hoo jaian gay :kr:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #60
                                Re: agar kisi dosray ki adat ko badlnay ka mouka millye to ...?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                faraz ko hi farz kar laian :blush:
                                Nahi bhuiiiii Faraz k mammi dadi mujhy pakar kar maaren ge agar mai ne faraz ko farz kar dya to :khi:

                                Comment

                                Working...
                                X