Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~ Aetibaar ~
Collapse
X
-
Re: ~ Aetibaar ~
Originally posted by Masood View PostNa Komal aik baar agar kisi per sey aetmaad ki dori toot jaey to dobara sey bahaal nahin hoti - oh though! Ho bhi jaati hai agar dil ki niyyat ko samjha jaey to - magar ander jhaank ker dekhna har kisi ka kaam to nahin hota na. Kabhi kabar insaan anjaney mein dhokha khaa leta hai aur kabhi...
Comment
-
-
Re: ~ Aetibaar ~
Originally posted by aquari View Postyes komal aitebar tu toot'a haii mager as la'hasil said k hum phr bhi nahi seekhteyy
ha yeh baat such hia k ek bar aeitebar toot jayee tu phr aksar logo pr sey aeitebar uth jata haii..bina aetibar k jina mumkin bhi nahi mager ek bar thais lagney k badd yeh kabhi apni poorani or mansboot kafiyat main wapis nahi ata ..:)
matlab k pehly jitna aetibar hum dobara nahe ker sakty na phir.
Comment
-
Re: ~ Aetibaar ~
Originally posted by ummid View Postbauaht si baatein anjaane mein hojaati hai komal... pata bhi nahi chalta... na jaane hum khud anjaane mein kitnu ke aitbaar ko thais pohncha chuke ho'n... humare baba kaihte hain.. yeh sub mukafat-e-amal hai... aap se kahein na kahein.. anjaane mein... aksar aisi ghalti ker jaate hain ke aap ko khud ilm nahi hota.. aur aisa hi shaid us shakhs ke saath howa ho jisey aap yeh ilzam dein ke us ne humara aitbaaar tora hai... thats what i think..woh kya kaha hai shair ne..
"Insaan apne aap mein majboor hai bauaht..
koi nahi hai be-wafa afsoos mut karo......."
bus...:)
aur personal xperience ki baat karein tu hum ab thak se gaye hain in lafzon se.. aitbaar, wafa, bharosa, etc etc... jo jaisa chal raha hai hum waise hi chalne dete hain... koshish yahi karte hain ke apne aap ko sahi rakhein... duaa bhi yahi karte hain ke "IhdeenasiratulMustqeema.."(aameen).. bus...
Comment
-
Re: ~ Aetibaar ~
Originally posted by Innocent sweet girl View PostAitabarr...ager koi aik insaan humara aitabar tor deta hai...tu hum us per phir se aitabr kerte hain..han yeh ke waisa aitabar nahi rehta jitna ke humain pehle hota hai un per..
Aquari nay bhe yahe baat kahi the .. im totally agree with u both:)
per main aik baat kahon gi...kisi per aitabar nahi kerna chaiye..siway apne bohat azeez dost ke....
kuch log kehte hain..kisi se koi ummed nahi rekhni chaiyee
log aitabar tu tordetay hain..per pata nahi un logo ko..koi dukh kyun nahi mehsos hota....
khair ap ne acha articale share kya hai..thanks for sharing....:)
Comment
-
Re: ~ Aetibaar ~
Originally posted by munda_sialkoty View Postji hua he...mere aik doost ne muj se aik bari rakam li apni bank statement sahi kerne ke liye, but us ne wo rakam utilize ki aur us se haath dhoo betha...me us se yeh expect nahi kerta tha but us ne aisa kia, usay kaha to mein ne kuch nahi per us per aitbaar uth gaya...but eventually he regained his position in my eyes, since he is not able to return, but us ne bohat dil se appologize ki and i realized ke achay se achay insaan se bhi ghalti ho jati he...now i am happy with him
means k aapko os py ab utna he trust hai jitna pehly tha?
Comment
Comment