Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meyri bhanji :D

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • meyri bhanji :D

    Asalam alaikum All,

    Meyrey paas aik bohot payari bhanji hai jo key mujhey akser phone per itni mazzey mazzey ki nazmein sunati hai .....

    Abhi mey ney socha key aap logon sey bhi share karun us ki itni nanni nazmein jo wo school mey seekhti hai...
    sirf is liye key aap key chehron per thori si muskurahat aa jaye :-)

    Mey aik nanni si chirya hun

    dana dana chughti hun

    mehnat ki matwali hun

    kal key gham sey khali hun
    --------
    kaaley kawey ja urh ja

    shor macha ker ser na dukha

    chirya chirya gana ga

    merey hathon mey aa ja
    ----
    Aloo kachalu miyan kahan gaye they

    sabzi ki taukri mey so rahey they

    beyngan ney laat maari ro rahey they

    gajar ney payar kiya hans rahey they

    :D

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: meyri bhanji :D

    awwwwww :x :x so sweet

    Comment

    • #3
      Re: meyri bhanji :D

      lolzzz so sweet :phool:
      Aloo walye pay bari hansi ai :D:
      jab bachaye apni awaaz main parhtay houn gay kitna acha lagta hoo ga :eye:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: meyri bhanji :D

        shukrya sheem

        yep Aanchal wo to khoob "sur" mey sunati hai ..... :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: meyri bhanji :D

          Originally posted by barg.e.gul
          Asalam alaikum All,

          Meyrey paas aik bohot payari bhanji hai jo key mujhey akser phone per itni mazzey mazzey ki nazmein sunati hai .....

          Abhi mey ney socha key aap logon sey bhi share karun us ki itni nanni nazmein jo wo school mey seekhti hai...
          sirf is liye key aap key chehron per thori si muskurahat aa jaye :-)

          Mey aik nanni si chirya hun

          dana dana chughti hun

          mehnat ki matwali hun

          kal key gham sey khali hun
          --------
          kaaley kawey ja urh ja

          shor macha ker ser na dukha

          chirya chirya gana ga

          merey hathon mey aa ja
          ----
          Aloo kachalu miyan kahan gaye they

          sabzi ki taukri mey so rahey they

          beyngan ney laat maari ro rahey they

          gajar ney payar kiya hans rahey they

          :D
          waow ......bohat maza aaya parh kar........kitni masoom se nazmein hain :khi: Allah un ko zindgee de Aur Khush rakhe Ameen sum Ameen
          Allah

          Comment

          • #6
            Re: meyri bhanji :D

            How sweeet yeh to aap ki bhanji ki zubaan sey sunein to ziyada mazzah aaey ga na. Uski totli si meethi si zuban sey :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: meyri bhanji :D

              so sweet khush rahye hameshaa....
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment

              • #8
                Re: meyri bhanji :D

                Originally posted by barg.e.gul
                Asalam alaikum All,

                Meyrey paas aik bohot payari bhanji hai jo key mujhey akser phone per itni mazzey mazzey ki nazmein sunati hai .....

                Abhi mey ney socha key aap logon sey bhi share karun us ki itni nanni nazmein jo wo school mey seekhti hai...
                sirf is liye key aap key chehron per thori si muskurahat aa jaye :-)

                Mey aik nanni si chirya hun

                dana dana chughti hun

                mehnat ki matwali hun

                kal key gham sey khali hun
                --------
                kaaley kawey ja urh ja

                shor macha ker ser na dukha

                chirya chirya gana ga

                merey hathon mey aa ja
                ----
                Aloo kachalu miyan kahan gaye they

                sabzi ki taukri mey so rahey they

                beyngan ney laat maari ro rahey they

                gajar ney payar kiya hans rahey they

                :D

                Sho sweet :phool:

                Main ne bhi apni bhanji ko ek poem sikhayi thi, jab wo yahan thi humarey sath aur wo Saudi janey wali thi to main ne ousey ek poem sikhayi thi ous ke cousins ke naamshamil ker ke, takey wo waha ja ker sab ko sunayeh aur tang karey.... ous ke cousins ke naam they "Samer aur Aamer" jo inface meri sis ki jaithani ek baitey hain :lol

                Choo choo cha cha
                Ghari main samer nacha
                Gari ne ek bajayah
                samer neechey ayaa

                is tarah ki sari poems main oun ke naam they :D
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: meyri bhanji :D

                  aha bohat payari si bachi nay bohat pari si nazmay sunayi:)

                  Comment

                  • #10

                    Bohooooooot Pyaaali aul aththa Nadam haey

                    Cute bhanji...achhi nazmei hain
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment

                    • #11
                      Re: meyri bhanji :D

                      Mashallah buht sii piyaree si banji hai app ki .........Allah kush raki unko ..........:phool:

                      kash meree bi banjii hotii.............
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment

                      • #12
                        Re: meyri bhanji :D

                        swoo sweeet
                        bachy to hoty he kitnyyyyyyyyyyyyy pairy hain
                        itny mazy ki nazmy perhte hoe kitne paire lagte hoge na wo ..:phool: :phool:

                        Comment

                        • #13
                          Re: meyri bhanji :D

                          Originally posted by YAARAM
                          waow ......bohat maza aaya parh kar........kitni masoom se nazmein hain :khi: Allah un ko zindgee de Aur Khush rakhe Ameen sum Ameen
                          Ameeeeen :D:

                          Originally posted by Masood
                          How sweeet yeh to aap ki bhanji ki zubaan sey sunein to ziyada mazzah aaey ga na. Uski totli si meethi si zuban sey :)
                          yep :D

                          jab us ney bolna shuru kiya tha to mey ney apni sis sey kaha tha key sab sey pehley issey "Khala" lafz seykhana aur bhai kehtey they key "Mamoo" ... lol
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: meyri bhanji :D

                            Originally posted by Aania
                            so sweet khush rahye hameshaa....
                            inshALlah :)

                            Originally posted by Saima_Shaheen
                            Sho sweet :phool:

                            Main ne bhi apni bhanji ko ek poem sikhayi thi, jab wo yahan thi humarey sath aur wo Saudi janey wali thi to main ne ousey ek poem sikhayi thi ous ke cousins ke naamshamil ker ke, takey wo waha ja ker sab ko sunayeh aur tang karey.... ous ke cousins ke naam they "Samer aur Aamer" jo inface meri sis ki jaithani ek baitey hain :lol

                            Choo choo cha cha
                            Ghari main samer nacha
                            Gari ne ek bajayah
                            samer neechey ayaa

                            is tarah ki sari poems main oun ke naam they :D

                            shukrya Saima :)

                            phir to aap aap ki sis hamesha aap ki niece ko aap key paas bhejney sey pehley zaroor instructions deyti hon gi key koi nayi shahrarat nahi seykhani :D:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: meyri bhanji :D

                              Originally posted by Rabi
                              aha bohat payari si bachi nay bohat pari si nazmay sunayi:)
                              shurkya Rabi :-)

                              Originally posted by spy
                              Bohooooooot Pyaaali aul aththa Nadam haey

                              Cute bhanji...achhi nazmei hain

                              shurkya spy :D:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X