Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sehri ka ehtamaam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Sehri ka ehtamaam

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ahan good to know...waise me aik baat soochta hoon ke yahan pe jitni larkiyon ne reply kiya he sabi uth ke sehri kerti hein, koi bhi sehri khud teyaar nahi kerta, aap ke sehri to khansama bana leta he lekin sub larkiyon ko bani banai sehri kahan se mil jati he :donno:

    Aur aap ghoosht pasand kyoon nahi kerti ho :lpop:
    sab ka to mujhe pata nahi lekin mujhe bani bnai hi milti he albata aftari me kuch cheezen me khud banati hon kion k aftari ke karib time nahi guzarta to bzy rehne ka asaan tarika:khi:or gosht mujhe serf sehri me acha nahi lagta heavy ho jata he us waqt light si curry hi achi lagti he

    Comment


    • #92
      Re: Sehri ka ehtamaam

      Raat ko shoping kerne nikal gay aur late aaey....sheri say aik ghanta pehla soya aur alarm bhi lgaya laikin jab alarm baja tu pata nahien kaisay band ker diya aur phir subha 8 bjay aankh khuli
      sigpic

      Comment


      • #93
        Re: Sehri ka ehtamaam

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Roman Urdu mein hum pronounciation pe ziada dehaan dete hein ke koon say spelling collectively specific urdu work ko achay tareekay se pronounce kerte hein. Sahir is read like somewhat Saahir, and Seher like Se'hr...so Se'hr or Seher seems more nearer to Se'hri, this is what i think. Khair chalta he.

        The End aap ne acha kia, is ke baad aap soo jati hoon gi, i guess

        okay ...but Faraq bhi tou Roman Urdu mein hi pata chalta hai..Urdu Script mein tou Sahri aur Sehri aik hi terha se likha jata hai ....

        ji haan Sona bhi tou hota hei na

        Comment


        • #94
          Re: Sehri ka ehtamaam

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          yaar mere hotay huay fari ki bisti to mut karo

          itna he khyaal ker lo ke wo meri shagird he

          mein nahi bardaasht ker sakta ke us ki koi bhi bisti karay :na:




















          mere ilawa :kr:
          dhat terey ki - jabhi main kahoon keh pehley pehal to fari pari aik nafees si bachi thi, pyari pyari batein karney wali, achhey achhey kaam karney wali - ab yeh issey kya ho geya hai, to iska raaz yeh hai keh woh tumhari shagird hai - jaisa ustaad waisi shagird :kr:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #95
            Re: Sehri ka ehtamaam

            Originally posted by hamzad View Post
            sab ka to mujhe pata nahi lekin mujhe bani bnai hi milti he albata aftari me kuch cheezen me khud banati hon kion k aftari ke karib time nahi guzarta to bzy rehne ka asaan tarika:khi:or gosht mujhe serf sehri me acha nahi lagta heavy ho jata he us waqt light si curry hi achi lagti he
            haan sahi kaha, aftari se pehlay waqt pata nahi kyoon nahi guzarta :tauba me TV ke aagay book le ke beth jata hoon, aik aankh se TV dekhta hoon aur doosri mein book perhta hoon aur is tarah apnay aap ko dhooka de ke time paas ker leta hoon :kr:aur mein ager kitchen mein jaon to mukhtalif kism ki khushbo'ein mujay stimulate kerti hein so avoid he kerna chahiye :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #96
              Re: Sehri ka ehtamaam

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              Raat ko shoping kerne nikal gay aur late aaey....sheri say aik ghanta pehla soya aur alarm bhi lgaya laikin jab alarm baja tu pata nahien kaisay band ker diya aur phir subha 8 bjay aankh khuli
              to kia hua 8 pehar ka rooza rakh leta, kahin tum ne rooza miss to nahi ker diya
              :thmbup:

              Comment


              • #97
                Re: Sehri ka ehtamaam

                Originally posted by ahsaas View Post
                okay ...but Faraq bhi tou Roman Urdu mein hi pata chalta hai..Urdu Script mein tou Sahri aur Sehri aik hi terha se likha jata hai ....

                ji haan Sona bhi tou hota hei na
                actually me not that good in urdu, so you might be right at ur point :bwink:

                soo ke aftari se pehlay uth jati hein ya :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • #98
                  Re: Sehri ka ehtamaam

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  haan sahi kaha, aftari se pehlay waqt pata nahi kyoon nahi guzarta :tauba me TV ke aagay book le ke beth jata hoon, aik aankh se TV dekhta hoon aur doosri mein book perhta hoon aur is tarah apnay aap ko dhooka de ke time paas ker leta hoon :kr:aur mein ager kitchen mein jaon to mukhtalif kism ki khushbo'ein mujay stimulate kerti hein so avoid he kerna chahiye :khi:
                  :comfort: aap logon ka nahin guzarta ho ga, ham to yahan samajhtey hain keh waqt urrta jata hai, halankeh bohat lambha din hota hai.... waisey tumhari nazar roti-daal per lagi rehti hai na isi liyey tumhien waqt key guzarney ka ehsaas hota hai :tomato:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #99
                    Re: Sehri ka ehtamaam

                    Originally posted by Masood View Post
                    dhat terey ki - jabhi main kahoon keh pehley pehal to fari pari aik nafees si bachi thi, pyari pyari batein karney wali, achhey achhey kaam karney wali - ab yeh issey kya ho geya hai, to iska raaz yeh hai keh woh tumhari shagird hai - jaisa ustaad waisi shagird :kr:
                    Dekho Fari ko jo bhi keh lo, us ke baal poot lo, us ko dhaagay se baand do, me bardaasht ker sakta hoon, lekin fari ke musalsal mohtaram aur latagaar kabil-e-izat ustaad ki shaan mein kisi kism ki gustaakhi nahi honi chahiye, me tumhein Fari ka khoon to moaaf ker sakta hoon per us ke ustaad-e-mohtaram ki taraf uthai hui cheechi ungli bhi bardaasht nahi ker sakta
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Sehri ka ehtamaam

                      Originally posted by Masood View Post
                      :comfort: aap logon ka nahin guzarta ho ga, ham to yahan samajhtey hain keh waqt urrta jata hai, halankeh bohat lambha din hota hai.... waisey tumhari nazar roti-daal per lagi rehti hai na isi liyey tumhien waqt key guzarney ka ehsaas hota hai :tomato:
                      Dekho, meri nazar kabi daal per nahi pari, ager kabi daal khani maksood ho to bhi nazar daalay bagair aankhein bund ker ke khata hoon :ahhh:

                      Hum mehanti nojawaan hein, kaam kerne walay saara din bhooka rehnay ke baad Aftaari se pehlay gym ja ke heavy exercise karo phir dekhta hoon ke tumhara waqt kese guzarta he...gala khusk ho jata he, khansi aani shuru ho jati he per bardaasht kerna parta he
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Sehri ka ehtamaam

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Dekho Fari ko jo bhi keh lo, us ke baal poot lo, us ko dhaagay se baand do, me bardaasht ker sakta hoon, lekin fari ke musalsal mohtaram aur latagaar kabil-e-izat ustaad ki shaan mein kisi kism ki gustaakhi nahi honi chahiye, me tumhein Fari ka khoon to moaaf ker sakta hoon per us ke ustaad-e-mohtaram ki taraf uthai hui cheechi ungli bhi bardaasht nahi ker sakta
                        Main to fari pari ko bohat kuchh keh leta hoon aur woh bohat kuchh sun leti hai, aakhri bechari karey bhi to kya, ussey bhi apni besti mujh sey karwaney mein mazzah aata hai :kr: aur yeh uskey haazmey key liye zaroori bhi hai - magar main us pyari si guriyah keh baal nahin poot sakta - kyun keh woh pehley hi GANJI hai jabhi woh sar per scarf rakhti hai takeh keh koi uskey zulf-e-hairan'pareshaan'sunsaan ko na dekh ley :kr:

                        Aur jo salook fari ka ho raha hai wohi tumhara honey wala hai anqareeb :tomato:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Sehri ka ehtamaam

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          to kia hua 8 pehar ka rooza rakh leta, kahin tum ne rooza miss to nahi ker diya
                          nahien :alhamd: roza miss nahein kia...aur aja tu umrah k liey bhi jana hai na
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Sehri ka ehtamaam

                            Originally posted by Masood View Post
                            Main to fari pari ko bohat kuchh keh leta hoon aur woh bohat kuchh sun leti hai, aakhri bechari karey bhi to kya, ussey bhi apni besti mujh sey karwaney mein mazzah aata hai :kr: aur yeh uskey haazmey key liye zaroori bhi hai - magar main us pyari si guriyah keh baal nahin poot sakta - kyun keh woh pehley hi GANJI hai jabhi woh sar per scarf rakhti hai takeh keh koi uskey zulf-e-hairan'pareshaan'sunsaan ko na dekh ley :kr:

                            Aur jo salook fari ka ho raha hai wohi tumhara honey wala hai anqareeb :tomato:
                            Mera haal her waqt hota he, kyoon ke mein her waqt haal mein he rehta hoon, kia samjay :na:

                            Meri shagirdin Fari Pari Ganji he, nahi yeh nahi ho sakta :ahhh: To yeh tha Fari ke scarf ka raaz...fari tum ne itni bari baat apnay ustaad se chupai, itni bari baat tumharay ustaad ke dil pe keya beetay gi, soocho kia haal ho ga tumharay ustaad ka






















                            huss huss ke :kr::kr::kr:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Sehri ka ehtamaam

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              nahien :alhamd: roza miss nahein kia...aur aja tu umrah k liey bhi jana hai na
                              Shabaash meri jaan murgi ke anday.

                              Very good umra kerne ja hamaray liye bhi duaa kerna dheer saari :dua

                              aur yaar apna huliya sahi ker ke jaein :tauba
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Sehri ka ehtamaam

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Mera haal her waqt hota he, kyoon ke mein her waqt haal mein he rehta hoon, kia samjay :na:

                                Meri shagirdin Fari Pari Ganji he, nahi yeh nahi ho sakta :ahhh: To yeh tha Fari ke scarf ka raaz...fari tum ne itni bari baat apnay ustaad se chupai, itni bari baat tumharay ustaad ke dil pe keya beetay gi, soocho kia haal ho ga tumharay ustaad ka






















                                huss huss ke :kr::kr::kr:
                                Woh na siraf ganji hai balkeh ussey nakhun bhi rakhney ka shoq hai aur is per muhawara banta hai: Khuda Ganjey (fari) ko nakhun na dey :lol :lol :lol
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X