Salam membero......
mery liy to aik happy news hay aur shiad mery dosto k liy b hay...
wo baat yeh hy k mujy Italy kee govt ny Work Permit dy dia hay :alhamd:aur main inshaALLAH Eid wohan ja ker karonga ..:insha:
aap mery liy duwa karian k ALLAH tala wohan mujy Kamyab kery amen..
aur jo loag mujy sy naraz hay un sy guzarish hy k anjany main jo ghaltian hui hain unain moaf ker dy kiun k main ny b moaf kr dia hay..:SubhanAllhaa:
and thanks to all and also PEGHAM .:SubhanAllhaa:
take cares...
aur han duwa lazmi karna acha

Comment