Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

    Originally posted by aquari View Post
    Aslamalikum :salam:

    Hum aksar ek baat suntey hain k
    "Dukh batney ya share krney sey kum hojata hai
    ya
    Dukh share krney sey man ka boojh halka hojata hai "

    kya app is baat pr yaqeen or aml krtey hain ?
    ager krtey hain tu woh kon loog hain jin sey app
    apna dukh dard share krtey hain
    kis trha krtey hain ?
    ya app is baat pr yaqeen nahi krtey ager nahi krtey

    tu phr kya krtey hain ?
    wa alikum aslam
    g haan ye 100% such hai k gham share krny say kam hota hai
    main apna dukh apny father k saath share krti hoon ya apni friends k saath.jab zyada dukhi hoti hoon to ro ro kr bura haal kr leti hoon or mery father mujhy baar baar hsaaty hain:hehe:or phir mujh say rony ki waja poochty hain or main bta deti hoon.or bohat halka mehsoos krti hoon:lpop:
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #47
      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

      Originally posted by aquari View Post
      Aslamalikum :salam:

      Hum aksar ek baat suntey hain k
      "Dukh batney ya share krney sey kum hojata hai
      ya
      Dukh share krney sey man ka boojh halka hojata hai "

      kya app is baat pr yaqeen or aml krtey hain ?
      ager krtey hain tu woh kon loog hain jin sey app
      apna dukh dard share krtey hain
      kis trha krtey hain ?
      ya app is baat pr yaqeen nahi krtey ager nahi krtey

      tu phr kya krtey hain ?
      walaikum salam aquari

      kuch dukh aeysey hotey hein jo bataney sey halkey ho jatey hein aur kuch dukh aeysey hotey hein jo bataney sey barh jatey heiN .... bojh mazeed barh jata hai. iss key ilawa as sab ney kaha key sab sey pehley ye depend kerta hai key aap kehtey kis sey heiN ... insaan ko waisey bhi aeysey logoN ko kuch nahi batana chahiye jo uss key sath sincere na hoN

      aik bohot payri saying hai
      "apney Zakhm aeysey logoN ko na deykhao jo marham rakhna nahi jaantey warna khamakha zakhm mazeed gehrey ho jayein gey"
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #48
        Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

        Hmmmm Logo'n ka tu Mujhay Pata Nahin Albata Aapney Matliq Yeh Kaho'n Gi Dukho'n Ki Tehshir Karna Passand nahin karti main Log Humdardi karein Hum Say Mujhay Acha Nahin Lagta



        Dukh Sirf Hamaray Appney hotay hain Dukho'n ko Share karney Say Das Logo'n main Baat Pehlay ka Andesha bhi hota hai :)
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #49
          Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

          Originally posted by La'hasil View Post
          Hmmmm Logo'n ka tu Mujhay Pata Nahin Albata Aapney Matliq Yeh Kaho'n Gi Dukho'n Ki Tehshir Karna Passand nahin karti main Log Humdardi karein Hum Say Mujhay Acha Nahin Lagta



          Dukh Sirf Hamaray Appney hotay hain Dukho'n ko Share karney Say Das Logo'n main Baat Pehlay ka Andesha bhi hota hai :)

          ha yeh baat bilkul thek kahi ..loog bilawaja jo hamdradi krtey hian mujhey bhi achey nahi lagteyy...kunk qabr ka hal tu murda hi janta haii naa.
          Originally posted by Xenya View Post
          walaikum salam aquari

          kuch dukh aeysey hotey hein jo bataney sey halkey ho jatey hein aur kuch dukh aeysey hotey hein jo bataney sey barh jatey heiN .... bojh mazeed barh jata hai. iss key ilawa as sab ney kaha key sab sey pehley ye depend kerta hai key aap kehtey kis sey heiN ... insaan ko waisey bhi aeysey logoN ko kuch nahi batana chahiye jo uss key sath sincere na hoN

          aik bohot payri saying hai
          "apney Zakhm aeysey logoN ko na deykhao jo marham rakhna nahi jaantey warna khamakha zakhm mazeed gehrey ho jayein gey"
          :) well said xenyaa....haa dukhoo ka boojh waisey bhi rooh ko boojhal krdeta haii tu behter yehi haii k jitna hosakeyy apney under samait kr rakhey jayainn!

          Comment


          • #50
            Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

            Originally posted by lucky View Post
            wa alikum aslam
            g haan ye 100% such hai k gham share krny say kam hota hai
            main apna dukh apny father k saath share krti hoon ya apni friends k saath.jab zyada dukhi hoti hoon to ro ro kr bura haal kr leti hoon or mery father mujhy baar baar hsaaty hain:hehe:or phir mujh say rony ki waja poochty hain or main bta deti hoon.or bohat halka mehsoos krti hoon:lpop:
            thats very nice:)
            or yeh hasti tu bauht hi achi hia app ki life main jo app ka dukh bant kr app ko halka phulka krdetii hai

            Originally posted by hamzad View Post
            kuch dukh share karne se shidat kam ho jati he kuch dukh serf khud tak rakhne hi munasib hote hen or mujhe un logon ke samne rona ya dukh batana achna nahi lagta jo mujhe jante hen jese mere father ki death hui to me bohat khamosh rahi even meri cousin kehne lagi k tum dil khol kar kion nahi ro leti ho.tab mujhe acha nahi lag raha tha ke koi mujh se hamdardi kare:blush: mujhe apni mother ke samne ro kar un ko dukhi karne ki bhi himat nahi hoti.phir me ne jo dil me aya likha or yahan share kia,yahan beth kar khoob roi kion ke yahan mujhe koi nahi janta jo mujhe rone me sharmindagi feel ho.or jab mujhe kisi ki baat dukh de to me tab bhi akele me roti hon ya jaey numaz bicha kar Allah ke age sajde me khoob ro dho leti hon.so depends on dukh:mm:
            father ki death k hawaley sey mera bhi yehi haal tha..mager na rooney ki waja sirf yeh thi k ager main roongi tu baqiyooko kon sanbhaley gaa..as i m responsible member of my family ,yeh bhi sooch hoti hai gher waloo k samney na roney ki k meri himmat toot'ey howey dekhain gey tu in ki apni himat kaisey bandhey gii isi lya gher waloo k samney nahi roona..baqqi kabhi kabhi kisi k kandhey pr sir rakh kr rooleti thi pr abb woh bhi nahi infact zabt itna barh chuka hai k ansoo bhi nahi ateyy abb tu.
            app ajnabi k samney is lya rooti haii k koi shrmindgi na hoo..chalain dear apni apni sooch haii or yeh baat bauhht achi hia k app apney Rab k samney roo leti haii..is aml ko jari rakhyeaa yeh sub sey zayda taqweyat deta hia

            Comment


            • #51
              Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

              appnay dard o gum apnay tak hi rahay to acha hain. ajj kal ka door aisa nahi kay batnay say kaam hojay.
              khushoiyaa bhi hamari dukh dar bhi hamray.
              yah zindagi bhi hamari yah sansay bhi hamari

              kuch halka nahi hota batnay say. behter hain kay itna busy karlo kay kuch sochnay ka time hi na ho
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #52
                Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                appnay dard o gum apnay tak hi rahay to acha hain. ajj kal ka door aisa nahi kay batnay say kaam hojay.
                khushoiyaa bhi hamari dukh dar bhi hamray.
                yah zindagi bhi hamari yah sansay bhi hamari

                kuch halka nahi hota batnay say. behter hain kay itna busy karlo kay kuch sochnay ka time hi na ho

                hmm yeh thek kaha k aaj kal k zamaney main dukh batney sey waqai kum nahi hotaa

                Comment


                • #53
                  Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                  Originally posted by aquari View Post
                  Aslamalikum :salam:
                  Hum aksar ek baat suntey hain k
                  "Dukh batney ya share krney sey kum hojata hai
                  ya
                  Dukh share krney sey man ka boojh halka hojata hai "

                  kya app is baat pr yaqeen or aml krtey hain ?
                  ager krtey hain tu woh kon loog hain jin sey app
                  apna dukh dard share krtey hain
                  kis trha krtey hain ?
                  ya app is baat pr yaqeen nahi krtey ager nahi krtey
                  tu phr kya krtey hain ?
                  dukh kesi be halit ma nahi batana chaheyaan kush be ho jaya.....
                  key ka koi be asa nahi ha jo app ka dard bant sakay khamash sun ka thri dare ka leya tasali da ga lakin bad me wohi karay ga jo us ka dil chata ha yah nahi karay ga ka app ka dukh kam karnay ka kaya tareka ha...

                  keyu ka batana ka maksad to yahi hot ha ka app ka dukh ma koi shamil ho ka app ko tasali da sab sirf uper sa he tasali daan ga kabi dil sa nahi keyu ka kesi ko kay pari ha appka dukh banta
                  aur mara yahi khayal ha aur yah ab sa kush dare pahlay he bana ha

                  aur khamasha dukh batana sa barta ha
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                    aquri ji

                    khte hain ke

                    har kisi ko apne gam ki dastna na sunaya kar;; hamdardiyon ki sorat main log bhik dete hain

                    Comment


                    • #55
                      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                      Originally posted by A.h.khan View Post
                      aquri ji

                      khte hain ke

                      har kisi ko apne gam ki dastna na sunaya kar;; hamdardiyon ki sorat main log bhik dete hain

                      Comment

                      Working...
                      X