Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    waise yasir akser dekha gaya he ke seeng ouper ko hotay hein, lekin tere seeng neechay ko kyoon aaye huay hein???

    OMG aamir... kya point mara hai...:kr::kr::kr::kr:

    Comment


    • #32
      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

      Originally posted by ummid View Post
      :slap:
      aaaap ko kiya hoowa
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        aaaap ko kiya hoowa
        Aap ko kaafi dinu se slap nahi kiya tha... aaj maar diya... :slap:.. ab kyun mara.. aap khud sumjh hi gaye honge...:lpop:

        Comment


        • #34
          Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mein pehlay alfaaz ka kuch hair phair ker gaya....actually kuch typical dukh hotay hein wo mein almost kisi se share nahi kerta, jinhein mein ziada personal samajta hoon...zaroori nahi ke insaan apnay dil ka her raaz doosray ke goosh-e-guzaar ker de...aisa nahi ker sakta mein. haan kuch maslay masail ya kuch tensions ko share ker leta hoon jo bohat he apnay hoon, bulke un mein bhi mein hatal-amkaan avoid kerta hon kisi se share kerne mein...cuz, her bunday ke ander aik homostatic system hota he ager insaan ko koi dukh milta he to wo bhi waqt ke saath saath neutralize ho jata he...haan albata kuch dukh aisay hotay hein jo bohat lamba saath chaltay hein, lekin un ki shidat waqt ke saath maand he perti he...yahi kanoon-e-kudrat he jo kudrat ne insaan ki baka ke liye banaya he
          hmm..ha waqai hum hr dukh share nahi krsakteyy,kuch aiterafat nahi krsakteyy k ha humain yeh baat dukh dey rahi hai jub k some times tu i feel k apney sub sey qareebi dost sey bhi nahi krsakteyy ,pata nahi ku nahi krsakteyy..:donno:mager haa yeh baat thek hia k hr dukh share nahi kya jasktaa. waqt k sath sath insan neutralize hojata hai yaa us ko un samait rehney ki adat parr jati haii.?....shidat waqt k saath mand par jati haii aisa main samjhtii thi pr honestly dil main jhank kr dekhoo tu pata lagta haii k woh dukh aaj bhi apni tamazat k saath zindaa hai or zakhm bhi haraa haii..ha qanoon-e-kudrat hai k hum bhool jatey hain or acha bhi hia mager kuch cheezain hum bhool kr bhi nahi bhool patey bus zindagi ki masroofiyat main pas-e-pusht dal detey hainn..
          Kuch dukh aisey bhi hotey hian jo jub miley tu lagta hai k hum sanbhal jayain geyy mager guzartey waqt ney us k nishan mazed gehreyy hojatey hian...

          Comment


          • #35
            Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            waise yasir akser dekha gaya he ke seeng ouper ko hotay hein, lekin tere seeng neechay ko kyoon aaye huay hein???
            oooper teri jaisi makhlooq k hotay hain na isi liey
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

              Originally posted by ummid View Post
              Aap ko kaafi dinu se slap nahi kiya tha... aaj maar diya... :slap:.. ab kyun mara.. aap khud sumjh hi gaye honge...:lpop:
              Piyar main????:cc:

              lagta nahien hai
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                oooper teri jaisi makhlooq k hotay hain na isi liey
                :slap:..
                aur aap tu JIN lage ho na... isi liye aap ke dono taraf hote hain... uper bhi aur neeche bhi...

                Comment


                • #38
                  Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                  Originally posted by ummid View Post
                  :slap:..
                  aur aap tu JIN lage ho na... isi liye aap ke dono taraf hote hain... uper bhi aur neeche bhi...
                  :zuban:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Jee Bilkul Laikin aaj kal aisi hasti milna bhot mushkil hai jis ko mil jaey wo khushqismat hai
                    ha woh waqai aaj k daur main khush qismat hain jinhain sachey saath mil jayain ya koi bhi aisaa jo un ka dukh bant sakeyy
                    Originally posted by ummid View Post
                    well... aisa kuch nahi... duniya lo aur do ke asool per chalti hai... aap ager kisi ko khaloos deing tu badle mein khoolos hi milega... so its better ke aap khud ko daikhein... apni ghaltiyon ki islah karein... ta keh aap kisi dosre se tawaq na lagani pare... aur Insaan khud, khud ka behtreen dost sabit hosakta hai..... baaqi ager aap apne relations mein fair hai.. chahe woh frndz ka ho.. parents ka.. ya kisi bhi aur tareeqa ka... ager aap apna best de rahe hain tu shaid hi aisa ho ke koi aap ko dhoka de... thats what I feel.. kyun ke yeh humara personal xperince hai.. aur ager koi aisa karta hai tu woh khud apne amal ke liye jawab deh hai.. kum az kum aap tu mutamin hote hain ke aap ne kisi ko dhoka nahi diya...
                    Ummid aisa kuch nahi hotaa..jitney aachey app ko utni achi duniya nahi hotii
                    hum kitna bhi khaloos dikhaa lain kisi k saath mager jo hum sey mukhlis nahi hai tu nahi haii..mainey dekha haii or experience bhi hai k kisi k lya zindagi dey doo phr bhi woh humarey saath bura krta haii ,kai bar tu aisa bhi hota hai k hum ney kuch bhi bura nahi kya phr bhi hum pr ilzam laga dya jata haii etc etc ha yeh baat thek hia k hr koi apney aml ka jawabdey hain mager itnaa bhi sweet nahi hona chahyeaa :)

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Piyar main????:cc:

                      lagta nahien hai
                      :slap:
                      ab yaqeenan kuch sumjh aa gaya hoga....

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                        Originally posted by aquari View Post
                        Ummid aisa kuch nahi hotaa..jitney aachey app ko utni achi duniya nahi hotii
                        hum kitna bhi khaloos dikhaa lain kisi k saath mager jo hum sey mukhlis nahi hai tu nahi haii..mainey dekha haii or experience bhi hai k kisi k lya zindagi dey doo phr bhi woh humarey saath bura krta haii ,kai bar tu aisa bhi hota hai k hum ney kuch bhi bura nahi kya phr bhi hum pr ilzam laga dya jata haii etc etc ha yeh baat thek hia k hr koi apney aml ka jawabdey hain mager itnaa bhi sweet nahi hona chahyeaa :)
                        jiasa aap ne shoro mein kaha ke "ummid aap lucky ho.." bus hum aap ke tajrube per sirf yahi kaheinge ke hum waqai khush qismat hai phir tu :alhamd:....:)
                        Last edited by ummid; 20 September 2007, 10:12.

                        Comment


                        • #42
                          Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                          Originally posted by ummid View Post
                          :slap:
                          ab yaqeenan kuch sumjh aa gaya hoga....
                          :donno:
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            :donno:
                            :slap:
                            ab????????:lpop:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                              Originally posted by ummid View Post
                              jiasa aap ne shoro mein kaha ke "ummid aap lucky ho.." bus hum aap ke ajrube per sirf yahi kaheinge ke hum waqai khush qismat hai phir tu :alhamd:....:)
                              :) tu meri duwaa hai k Allah app ki yeh khush qismati banye rakheyy

                              Comment


                              • #45
                                Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                                kuch dukh share karne se shidat kam ho jati he kuch dukh serf khud tak rakhne hi munasib hote hen or mujhe un logon ke samne rona ya dukh batana achna nahi lagta jo mujhe jante hen jese mere father ki death hui to me bohat khamosh rahi even meri cousin kehne lagi k tum dil khol kar kion nahi ro leti ho.tab mujhe acha nahi lag raha tha ke koi mujh se hamdardi kare:blush: mujhe apni mother ke samne ro kar un ko dukhi karne ki bhi himat nahi hoti.phir me ne jo dil me aya likha or yahan share kia,yahan beth kar khoob roi kion ke yahan mujhe koi nahi janta jo mujhe rone me sharmindagi feel ho.or jab mujhe kisi ki baat dukh de to me tab bhi akele me roti hon ya jaey numaz bicha kar Allah ke age sajde me khoob ro dho leti hon.so depends on dukh:mm:

                                Comment

                                Working...
                                X