Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

    Aslamalikum :salam:
    Hum aksar ek baat suntey hain k
    "Dukh batney ya share krney sey kum hojata hai
    ya
    Dukh share krney sey man ka boojh halka hojata hai "

    kya app is baat pr yaqeen or aml krtey hain ?
    ager krtey hain tu woh kon loog hain jin sey app
    apna dukh dard share krtey hain
    kis trha krtey hain ?
    ya app is baat pr yaqeen nahi krtey ager nahi krtey
    tu phr kya krtey hain ?

  • #2
    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

    Originally posted by aquari View Post

    iss duniya mein kabhi gam hai tu kabhu khushi milti hain....... personaly mujhe kabhi dukh yaa gam hota hai tu mein apni mehbooba hai jis se apnay gam share karta hoon aur vo meri baat ghor se sunti hai aur acha dilasa aur mashwara deti hai........ lakin aur kisi ko mein apnay gham share nahit karta.... mein iss per beleive karta hoon k gham share karnay se kam hotay hain lakin ziyada logon se share karnay se gham mein ezafa hosakta hai....... gham uss se share karo jo wakai tumhara sajan ho saathi ho........ :)

    Comment

    • #3
      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

      Waalaikumasalam/.....:rose
      well...yeh tu munhasir karta hai aap ne apna dukh kis se share kiya hai... akser dost ke bhais mein kuch dushman bhi hote hain.:donno:.. jo dukh kum karne ki bajaye us mein izafa hi ker jaate hain... so its better ke apna dukh w dard..apni takleef apni zaat mein hi rahe..:thmbup:.. and according to me.. grief can take care of itself...:).. us ke liye zaroori nahi ke aap usey share hi karein... aur waise bhi dukh bant liya jaaye tu us ki lazat kuch mand perh jaati hai... so dukh ko bhi enjoy karna chahiye..:D. hum tu akser hi neeche likhe shair per amal karte hain...:wk
      "tumhara dard amant hai zimedaari hai...........
      duaa karna tera saadiq, ameen ho jaaye.......":dua

      Comment

      • #4
        Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

        Originally posted by raafi View Post

        Ji bilkul thek kaha app ney
        u r lucky k app k pass aisa saathi hai jo na sirf app ka dukh sunta hai bulk app k sath share bhi krta hai or mashwara bhi deta haii..Acha laga yeh sun kr k app apni mohabbat ko itna importance detey hain k sirf us sey hi share krtey hain :em: V nice I wish app dono ka saath hamesha rahey or kabhi koi dukh na ayee
        Ap ney thek kaha k zayda logo sey share krney main izafa bhi hosakta hai gham main .

        Comment

        • #5
          Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

          Originally posted by ummid View Post
          Waalaikumasalam/.....:rose
          well...yeh tu munhasir karta hai aap ne apna dukh kis se share kiya hai... akser dost ke bhais mein kuch dushman bhi hote hain.:donno:.. jo dukh kum karne ki bajaye us mein izafa hi ker jaate hain... so its better ke apna dukh w dard..apni takleef apni zaat mein hi rahe..:thmbup:.. and according to me.. grief can take care of itself...:).. us ke liye zaroori nahi ke aap usey share hi karein... aur waise bhi dukh bant liya jaaye tu us ki lazat kuch mand perh jaati hai... so dukh ko bhi enjoy karna chahiye..:D. hum tu akser hi neeche likhe shair per amal karte hain...:wk
          "tumhara dard amant hai zimedaari hai...........
          duaa karna tera saadiq, ameen ho jaaye.......":dua
          Ahan meri wali policy ummid :khi:
          Ghamoo ko bhi enjoy krti hoo ,or yeh bhi thek k apna dukh apney had tak hi thek haii.
          But phr bhi koi dost nahi jis sey sara na sahi kuch hi share krti hoo ?

          Comment

          • #6
            Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

            Originally posted by aquari View Post
            Ahan meri wali policy ummid :khi:
            Ghamoo ko bhi enjoy krti hoo ,or yeh bhi thek k apna dukh apney had tak hi thek haii.
            But phr bhi koi dost nahi jis sey sara na sahi kuch hi share krti hoo ?
            well... jo asal dukh hai woh aaj tak kisi se share nahi kiya... bongiyaan bauaht maari hai... aap isey chindi dukh kaih lijye... hahaha... infact hume itna sa maar lag jaaye tu hum khoob shor machate hain... ke samne wala dar hi jaaye..:khi:. but woh jo dil ka dukh hota hai.. woh bus apne tak hi rakhte hain..:wk. koi kitna bhi close kyun na ho... kabhi nahi batate... samne wala yeh zaroor sumjh jata hai ke mood off hai.. jaise humari fari pari.. esha de... masood bhai... shaheen bhai.. aur yasir.. aur real life mein kuch personal frndzz...hahaha... but na hum ditch de dete hain inhe..:D. masood bhai ko bauaht tang karte hain..:lpop:. hum ne shaid hi life mein itni na-ummidi waali baatein ki ho jitni bhai se ki hai...:khi:.... bus... waise i have lots of frndzz .. jo jaan dene ko bhi tyaar rehte hain:alhamd:.. per hum akser chup ker jaate hain ke apne dukh se unhe kya dukhi karna... so better to keep quit... and share only chindi type dukh...:D.. jaise ser dard kar raha hai... fvr hogaya hai... bushhhh....:blush:

            Comment

            • #7
              Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

              Originally posted by aquari View Post
              Aslamalikum :salam:

              Hum aksar ek baat suntey hain k
              "Dukh batney ya share krney sey kum hojata hai
              ya
              Dukh share krney sey man ka boojh halka hojata hai "

              kya app is baat pr yaqeen or aml krtey hain ?
              ager krtey hain tu woh kon loog hain jin sey app
              apna dukh dard share krtey hain
              kis trha krtey hain ?
              ya app is baat pr yaqeen nahi krtey ager nahi krtey

              tu phr kya krtey hain ?
              Answer to your question is "YES"
              lakin yeh ab depend kerta hia keh aap share kiss se ker raha hian, jo aap se sincere hia uss se kerna se offcourse kam ho jata hia, but kabhi kabhi hum jinhaiin apna hamdard samjhte hain woh munh pe to bohat hamdardi dikhate hian but baad mian aap ki zilat ka sabab bante hian,

              Comment

              • #8
                Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                Originally posted by ummid View Post
                well... jo asal dukh hai woh aaj tak kisi se share nahi kiya... bongiyaan bauaht maari hai... aap isey chindi dukh kaih lijye... hahaha... infact hume itna sa maar lag jaaye tu hum khoob shor machate hain... ke samne wala dar hi jaaye..:khi:. but woh jo dil ka dukh hota hai.. woh bus apne tak hi rakhte hain..:wk. koi kitna bhi close kyun na ho... kabhi nahi batate... samne wala yeh zaroor sumjh jata hai ke mood off hai.. jaise humari fari pari.. esha de... masood bhai... shaheen bhai.. aur yasir.. aur real life mein kuch personal frndzz...hahaha... but na hum ditch de dete hain inhe..:D. masood bhai ko bauaht tang karte hain..:lpop:. hum ne shaid hi life mein itni na-ummidi waali baatein ki ho jitni bhai se ki hai...:khi:.... bus... waise i have lots of frndzz .. jo jaan dene ko bhi tyaar rehte hain:alhamd:.. per hum akser chup ker jaate hain ke apne dukh se unhe kya dukhi karna... so better to keep quit... and share only chindi type dukh...:D.. jaise ser dard kar raha hai... fvr hogaya hai... bushhhh....:blush:

                :kr:app ki in baatoo pr dil kr raha haii app ki nazar utarooo :khi:
                bauht achi baat kahi app ney or jo dukh share krti haii na ..krti raha karain keep it up :D.Dil ko dukhaney walaa dukh ki jaaha tak baat haii tu woh dil hi kya jis pr chout na lageyy mager u r right k apney under hi thek haii :)
                Itney sarey frndz bauht lucky ho MashaAllah..Allah app ki sub sey dosti banaye rakhey or kabhi app ka dil na dukheyy Ameen :dua

                Comment

                • #9
                  Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  Answer to your question is "YES"
                  lakin yeh ab depend kerta hia keh aap share kiss se ker raha hian, jo aap se sincere hia uss se kerna se offcourse kam ho jata hia, but kabhi kabhi hum jinhaiin apna hamdard samjhte hain woh munh pe to bohat hamdardi dikhate hian but baad mian aap ki zilat ka sabab bante hian,
                  :) bilkul thek kaha app ney k depend krta haii k app kis sey share kr rahey hoo
                  waqai kuch loog ap k dukh ka hi mazaq banatey hain or kuch loog itney sincere or achey hotey hain k na sirf humara dukh sun kr hum sey bant'tey hain bulk solve krny main bhi madad detey hain.:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                    Dukh bantnay se kum hota he obviously.

                    aur yeh situation pe depend kerta he ke kis tarah ka dukh he aur kis bunday se baanta ja raha he...jahan tak mere reaction ki baat he to baaz dukh to me kuch bohat apnon se baant leta hoon lekin kuch ko share kerna munasib nahi samajta...so depend kerta he
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Dukh bantnay se kum hota he obviously.

                      aur yeh situation pe depend kerta he ke kis tarah ka dukh he aur kis bunday se baanta ja raha he...jahan tak mere reaction ki baat he to baaz dukh to me kuch bohat apnon se baant leta hoon lekin kuch ko share kerna munasib nahi samajta...so depend kerta he
                      app ko kaisa feel hota haii dukh batney sey or app kaisey define krsaktey hian k woh dukh kum hogaya?

                      Yes yeh baat tu thek hai k situation pr depend krta hai or bundey pr bhi k hum kis sey or kya share kr rahey hian..tu app kis qism k dukh share krna munsib nahi samjhtey ? i mean to ask k ku app ko lagta hai k yeh duukh share krna munasib nahi ?

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                        yeh bilkul jhoot hay aur yeh kamzoor dil walon ka kaam hay...
                        apna dukh biyan karny sy kuch nahi huta ...yeh aik choar rasta hay...
                        main b pehly apna dukh share ker daita tha aur os k baad apny ap ko kafee kamzor samjta tha ..aur bahz dafa to loag hunsi per utar aty hian
                        so main to yehi kahonga k apna dukh kisi ko b na bataya chayee bus apny he dil main chupa lia jay

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                          Originally posted by Khalil View Post

                          waaaaaaaaah... KHL bhai... aap shaadi ke baad kaafi aqalmandi waali baatein karne lage hain...:khi:.. lolz... mazaq bartarf.... aap ne sahi kaha...
                          khush rahiye..

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                            Originally posted by Khalil View Post
                            yeh bilkul jhoot hay aur yeh kamzoor dil walon ka kaam hay...
                            apna dukh biyan karny sy kuch nahi huta ...yeh aik choar rasta hay...
                            main b pehly apna dukh share ker daita tha aur os k baad apny ap ko kafee kamzor samjta tha ..aur bahz dafa to loag hunsi per utar aty hian
                            so main to yehi kahonga k apna dukh kisi ko b na bataya chayee bus apny he dil main chupa lia jay
                            agreed

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kya dukh batn'ey sey kum hota hai ?

                              hmmm Depend kerta hai .... baz dukh aur takaleef tu aisi hoti hain k agar aap un ko bantain tu wo aur barh jati hain....maslan agar kisi cheez ka koee hal na ho aur aap us ko apne kisi bhot qareeb ki hasti say share kerain aur wo bhi pareshan ho jaey aur koee hal na niklay tu us bantnay ka koee faida nahien hai...yeh dukh aur pareshani ko barhanay wali baat hai pehle aik fard pareshan tha ab 2 ho gay....aur kuch dukh waqi aisay hotay hain jin ko share kerna chahiey...apni kisi bhot hi azeez hasti k saath....us k Ilawa jaisa k ummid nay kaha k apna dukh apnay paasss hi acha hai...agar us ko bant liya jaey tu us ka wo maza nahien rehta
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X