Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roza Rakhna ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Roza Rakhna ?

    Asalam alaikum,

    Aaj 5th ramadan hai....:alhamd:, aap ney ye batana hai key kya sirf bhooka rehney ko roza kehtey heiN? ya roza rakhney ka kuch aur bhi matlab hota hai apart from farz namaz

    aur aap log Rozey ka kaisey khayal aur ehtaraam kertey ho?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Roza Rakhna ?

    roza sirf bhook piyas ka nam nahi he,bulke mumkin had tak sab buraeyon se bachne ka nam he.is month me kam baten karti hon.me koshish karti hon k jhoot,gheebat,larai jhagre se bachon,ager koi mere pe ghusa ho to me keh deti hon k plz mera roza mut kharab karen:blush:.is ke elawa daily tilawat,tasbeeh os is dafa tahajud ki koshish:)

    Comment

    • #3
      Re: Roza Rakhna ?

      Originally posted by hamzad View Post
      roza sirf bhook piyas ka nam nahi he,bulke mumkin had tak sab buraeyon se bachne ka nam he.is month me kam baten karti hon.me koshish karti hon k jhoot,gheebat,larai jhagre se bachon,ager koi mere pe ghusa ho to me keh deti hon k plz mera roza mut kharab karen:blush:.is ke elawa daily tilawat,tasbeeh os is dafa tahajud ki koshish:)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Roza Rakhna ?

        Originally posted by Xenya View Post
        Asalam alaikum,

        Aaj 5th ramadan hai....:alhamd:, aap ney ye batana hai key kya sirf bhooka rehney ko roza kehtey heiN? ya roza rakhney ka kuch aur bhi matlab hota hai apart from farz namaz

        aur aap log Rozey ka kaisey khayal aur ehtaraam kertey ho?
        Wa Alaikum Aslam!

        xenya jahan tak meri baat he to me atleast roozay mein namaz ka paband ho jata hoon aur yeh pabandi roozay khatam honay ke baad bhi chalti he aur phir aahista aahista me apnay track pe aa jata hoon, which is very bad. Ramzan mein her baat kerne se pehlay yeh zehan mein aata he ke mein rooza daar hoon to mujay kia kehna chahiye kia nahi.

        Aur namaz ki pabandi, haal albata kisi waja se mein is baar taraveeh nahi perh raha regularly, lekin 5 waqt namaz ki pabandi kerwa deta he Ramzan, which i think is very good
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          W salam

          Sirf Bhooka rehney ko zahir hai rooza nahi kehtey bauht sarii cheezain ajati hain.Jis ka zikr hum aksar suntey pr parhtey bhi rehtey hain.
          Main ba'zaat khud Ramzan k lya khas ehtemam ager krti hoo tu woh Ibadat main pabadni,Quran ki tilawat or Tarawee parhti hoo ,daily routine main mukhtalif wazaif ka wird jo bataya jata hai woh krti hoo jaisey 1-10Rooza tak kalmaa parhna chahyeaa koshish poori krti hoo k hr waqt parhoo,Rooza k doran or after iftar bhi jitna hosakey ba 'wazoo rahoo ,sir pr dupata rakhoo ,or ek koshish or krti hoo merey gher ya aas pass jitney bhi rooza dar hai unki khidmat:)..yani theek thak iftar banatii hoo maain jub k job krti hoo,thakan sey choor hoo kr poohnchti hoo pr us k bawajood bhi muujhey iftar bana kr bauht acha lagta hai ,or waisey bhi kisi bhi rooza dar ka rooza khulwana bauht sawab ahi merey gher us ka bhi ihtemam hota hai .weekly hi sahi meri koshish hoti hai apney as pass kisi ka rooza khulwaya jayee.
          Honestly mainey jitni bhi detail likhii ibadat k hawaley sey or bhisub kuch yeh main daily life mai bhi continue krti hoo ..or chahti bhi ho k sub karain ..I know k yeh Maheena special hai mager just notice karoo k loogi s maheney main krtey hian phr poora saal wohi sub kuch or mujehy aisey loog bilkul nahi achey lagtey i just want to say all of them k jaisey is poorey month Allah ka khauf app rakhtey ho waisey hi poorey sal bh rakhna chahyeaa .:dua

          Comment

          • #6
            Re: Roza Rakhna ?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam!

            xenya jahan tak meri baat he to me atleast roozay mein namaz ka paband ho jata hoon aur yeh pabandi roozay khatam honay ke baad bhi chalti he aur phir aahista aahista me apnay track pe aa jata hoon, which is very bad. Ramzan mein her baat kerne se pehlay yeh zehan mein aata he ke mein rooza daar hoon to mujay kia kehna chahiye kia nahi.

            Aur namaz ki pabandi, haal albata kisi waja se mein is baar taraveeh nahi perh raha regularly, lekin 5 waqt namaz ki pabandi kerwa deta he Ramzan, which i think is very good
            ahan good :thmbup:
            sath mey ramadan key mah mey quran recitation (with translation) bhi add ker leiN beyshak aik ayah per day kyun na ho magar do add .... time iss key liye aap khud manage ker saktey heiN jaisey sehri key baad fajr tak hamarey 10-15 min. zaroor hotey hein uss time sey faida leiN....

            aur baki ahista ahista insaan namazoN ka paband ho jata hai jaisey aap ney kaha :thmbup:...aur phir aagey apney aap ko in ka paband RAKHNEY ki koshish bhi musalsal kerni chahiye inshAllah
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: Roza Rakhna ?

              Originally posted by aquari View Post
              W salam

              Sirf Bhooka rehney ko zahir hai rooza nahi kehtey bauht sarii cheezain ajati hain.Jis ka zikr hum aksar suntey pr parhtey bhi rehtey hain.
              Main ba'zaat khud Ramzan k lya khas ehtemam ager krti hoo tu woh Ibadat main pabadni,Quran ki tilawat or Tarawee parhti hoo ,daily routine main mukhtalif wazaif ka wird jo bataya jata hai woh krti hoo jaisey 1-10Rooza tak kalmaa parhna chahyeaa koshish poori krti hoo k hr waqt parhoo,Rooza k doran or after iftar bhi jitna hosakey ba 'wazoo rahoo ,sir pr dupata rakhoo ,or ek koshish or krti hoo merey gher ya aas pass jitney bhi rooza dar hai unki khidmat:)..yani theek thak iftar banatii hoo maain jub k job krti hoo,thakan sey choor hoo kr poohnchti hoo pr us k bawajood bhi muujhey iftar bana kr bauht acha lagta hai ,or waisey bhi kisi bhi rooza dar ka rooza khulwana bauht sawab ahi merey gher us ka bhi ihtemam hota hai .weekly hi sahi meri koshish hoti hai apney as pass kisi ka rooza khulwaya jayee.
              Honestly mainey jitni bhi detail likhii ibadat k hawaley sey or bhisub kuch yeh main daily life mai bhi continue krti hoo ..or chahti bhi ho k sub karain ..I know k yeh Maheena special hai mager just notice karoo k loogi s maheney main krtey hian phr poora saal wohi sub kuch or mujehy aisey loog bilkul nahi achey lagtey i just want to say all of them k jaisey is poorey month Allah ka khauf app rakhtey ho waisey hi poorey sal bh rakhna chahyeaa .:dua
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Roza Rakhna ?

                Hmmmmm Roza Humara Nafs Paey Control

                Rozay Ki Halat Main BUhat Se Ghalat Cheezo'n Say Bachney ki Koshish karti hoon Gunah Sawab Ka Dehaan Rakhti hoon Quran Pak Ki Ziyada say Ziyada Talawat karti hoon T.v Music Say bachney ki koshish karti hoon Farz Namz kay Ilwa Nafli Abadat Karti hooN

                BUs Jo Ban Sakhta hai wo Karney Ki Koshish karti hoon :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment

                • #9
                  Re: Roza Rakhna ?

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Hmmmmm Roza Humara Nafs Paey Control

                  Rozay Ki Halat Main BUhat Se Ghalat Cheezo'n Say Bachney ki Koshish karti hoon Gunah Sawab Ka Dehaan Rakhti hoon Quran Pak Ki Ziyada say Ziyada Talawat karti hoon T.v Music Say bachney ki koshish karti hoon Farz Namz kay Ilwa Nafli Abadat Karti hooN

                  BUs Jo Ban Sakhta hai wo Karney Ki Koshish karti hoon :)
                  good to know khawahish :rose
                  Allah T'ala hameiN neyk kaam kerney ki taufeeq deiN ameen
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Roza Rakhna ?

                    Ji bilkul xenya yehi main kehnaa chahti hoo k Alah un logo ko taufeeq dey k woh poorey sal islam ko follow karain :dua

                    Comment

                    Working...
                    X