Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

    :rose Asslam-o-Alikum, Sahb-e-barat islimic month Shaban ke 15 tarekh ko hote hai .ye wo Muqadas rat hai jis rat insane ke zindgi k fesly tah pata hain iss rat main ayenda sal dunya say rukhsat hony waloon or dunya main ney aney waloon k name lekihy jaty hain .ye rat jis shakhs ko mil jay or wo iss rat ko apney Allah ke ibadat main guzery samjho uss ney dunya main koee gunah he nahe keya or uss ney dono jahan ke namteen hasil ker lein .so main ek muslim ke haseet say app ko iss shab main ke jany wali ibadat ka mukhtaser chart bana ker bhej rahi hun.so iss any wali muqadas rat ko apney Allah ke yad main guzar ker iss rat ki amer kerein .

    1* shabrat ke sham namaz-e- magrib say pehly gusal kerien . or namez-e- magrib say pehly 40 bar "ASTAGFIRUAALAH"perh ker apney gunahoon ke Khuda-e- bzurgo Berter say mafi mangain or Roza iftar kerein
    2* namz-e- magrib ada kerney k bad 6 rakat namaz-e- nafal iss tarha ada kerien k 2,2 ,2 ,rakat ada kerein her 2 nafil k bad Sora-e- Yaseen ek dafa duye nisf shaban ek dafa 40 bar Darood sheref per ker duwa maingen
    3* iss rat ko 4 rakat nafil iss tarha perhein k her rakt main 50 bar sora-e- IKHLAS
    4* phir 8 rakat nafil iss tarha k her rakat main 27 bar sora-e-IKHLAS perhen
    5* phir 12 rakat nafil iss tarha k her rakat main 8 bar sora-e-IKHLAS perhein
    6* phir 100 rakat nafil iss tarha perhen k her rakat main 10 bar sora-e-IKHLAS perhen
    7* phir 7 bar sora-e-YASEEN perh ker apney parents k ley duwa kerien or ager ho sacy tu hamry parents ke sehto tandrusti ke ley bhi duwa kerein
    8* or 14 or 15 shaban k din roza bhi rakhen
    9* iss k bad duwa ker k jitney istatat ho ZIKR_E_ILAHI kerien or tmaabemaroo, mushkil main ghiry huwy logon or tamam students ke kamyabi k ley duwa kerein ho sacta hai un k ley duwa kerny per he khuda app ko kamyab ker day
    meree KHUDA say duwa hai k khuda app ke ibadat qabool kerey or naek khwahishat puri fermy (AMEEN) :rose :rose :D:

  • #2
    Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

    :jazak:

    Dear main aaj sochj rahi thi ke is barey main GS main post ki jayeh kiu ke akser aisa hota hai buhut se logo ko is ke barey main pata nahi chalta aur yeh din guzer jata hai, aur jin logo ko din yaad hota hai wo akser is ki fazeelat se nawaqif hotey hain, ap en buhut acha kiya yeh post ker kai :phool:

    Kher yahan per shab-e-barat aaj ki raat hai aur dil se dua hai ke khuda humein is raat ko ibadat main guzrney ki taufeeq dai aur phir humari duwaein qabool fermayeh, Ameen. Kal :insha: Roza bhi rakhein gai.
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

      Originally posted by ayesha
      :rose Asslam-o-Alikum, Sahb-e-barat islimic month Shaban ke 15 tarekh ko hote hai .ye wo Muqadas rat hai jis rat insane ke zindgi k fesly tah pata hain iss rat main ayenda sal dunya say rukhsat hony waloon or dunya main ney aney waloon k name lekihy jaty hain .ye rat jis shakhs ko mil jay or wo iss rat ko apney Allah ke ibadat main guzery samjho uss ney dunya main koee gunah he nahe keya or uss ney dono jahan ke namteen hasil ker lein .so main ek muslim ke haseet say app ko iss shab main ke jany wali ibadat ka mukhtaser chart bana ker bhej rahi hun.so iss any wali muqadas rat ko apney Allah ke yad main guzar ker iss rat ki amer kerein .

      Shab e Baraat manana BID'ATT hai,

      Musalman apne pairon mein janzeer baandh raha hai yeh aakhrat mein sawal kiya jayega ke aise fatuhat kahan se aaye, Puri Muslim mumalik mein shab e barat ka naam o nishan nahiin hota sirf India, Pakistan aur Bangladesh mein hi, aur yeh bat to sarasar ghalat hai ke Allah Subhan o ta'ala iss raat ko zindagi aur maut ke faisle karta hai, yaani dunyawi business mein salaana hisab kitab ke tarah issey compare kar diya (tauba istegfar), Allah ta'ala zindagi aur maut ka faisla already kar diya hai jo "Loh e Mafooz" mein hai,

      Yeh baatein suni sunayi hai, aur masjidon ke maulana, muttawa issi baat ko repeat kartey hain ke iss rat marney aur jeeney walon ki Allah ke paas list tayyar hota hai, (Maine bhi juma ki khutbe mein bahut baar suna) kaisi jahilaana baat hai, zindagi aur maut ka list pehle se hi maujood hai, iss raat ko kyon

      Rah gayi ibaadat ki baat to Sha'aban ki 15th night hi kyon aur raatein kyon nahin, Huzur Aqdas s.a.w. aur sahaba ra baaqi aur mahino mein bhi to som o salat ke paaband thay, 15 Sha'aban hi kyon

      Ramadan ke 21 23 25 27 29 raatein bhi afzal tareen hai.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      • #4
        Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

        Originally posted by Spy009

        Agreed , hum jab kabhi pak jatey hain aisi buhut si batein sun'nay main aati hain, aur insan pehley confuse ho jata hai, phir afsos lota hai logo ki jahalat per, magar waha ke mula'on ko kya kahein

        Sahi :jazak:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

          nice info JazakAllah
          can nebody tell me about newyork times..... I asked my bro to get info from mosque but he forgot.....if neone here knows that whish night is for prayers in NEWYORK ....willl be really grateful..... thnx
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment

          • #6
            Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

            Shab e Barat

            kitna haqeeqat

            click this link and read about it.

            http://www.islamonline.net/servlet/Satellite?cid=1119503549106&pagename=IslamOnline-English-Ask_Scholar%2FFatwaE%2FFatwaEAskTheScholar
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

              Asalam alaikum,
              celebrating shaban jo hamarey region(Pak,India aur bangladesh) mey hai wo aik alag topic hai ....ham log her cheez mey pata nahi kya kuch add ker leytey hien...

              magar shaban mey hum roza(fast) rakhtey hein ....i see this like preparing oneself for ramadan....

              Allah T'ala behtar jaanta hai
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: ~~!--- Sahb-e-barat ---!~~

                Huzur Azdas S.A.W. haftey mein Peer (Monday) aur Khamis (Thursday) ko roza rakhtey thay, iske elawa har mahiney ke 13, 14 aur 15 taarikh ko roza rakhtey, iske baad deegar mahino mein se sab se zyadah roza Sha'aban ke mahiney mein rakhtey thay.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                Working...
                X