Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Irritation!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Irritation!

    Assalam-o-ALikum!
    :salam:

    kasay hain ap sab..................ap ko iss thread ma batana ha kah kon c chiz , baat , harkat , adat ....apni ya apnay dost ki ghar walo ki ...office ma apnay collegue ki ya boss ki ??
    kesi ki bhi koi c bhi harkat, kam baat se ap tang atay ho aur woh incident roz hota ho ????:donno:
    Asi halat ma apki kiya feelings hoti hain?? :pagal:
    Ajj apnay dil ki bharas khoob nikal lijiya:khi:
    Last edited by fari; 15 September 2007, 10:43.


  • #2
    Re: Irritation!

    aik hi time par jab bohat se log apni apni baat batane ki koshish kar rahe hon to mujhe bohat ghusa ata he:pagal:aik sath bolne me shor hota he jo mujhe acha nahi lagta or ager koi loud bole ya mujhe bohat zeada rok tok kare tab bhi mujhe bohat ghusa ajata he:blush:

    Comment


    • #3
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Irritation!

        wa alikum aslam
        pehli baat ye k jab jia computer free nahi chorti tab gussa aata hai
        doosry college main meri friends free period main jis room main jaa kr beth ti hain mujhy bohat gussa aata hai
        main unen kehti rehti hoon k bahir ground main aa jao ya kisi lecture theater main lakin wo log mujhy b wahin lay jaati hain
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #5
          Re: Irritation!

          Hmmmmm Pata Nahin Khuch Dehaan main nahin hai :-s
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #6
            Re: Irritation!

            i like all things not any one irritate me

            Comment


            • #7
              Re: Irritation!

              mera bhi kuch aisa hi mamla hay :)

              well mujhay us waqt acha mehsoos nahi hoota jab koi mere baat per tawajja na dai our bawaja behas karay ..........

              Comment


              • #8
                Re: Irritation!

                Mujhy roz he kafi gussa ata hy pata hay kis baat pr......abhi btati hoon:lpop:...aik to hum swairy he uth kr college jate hain chalo yhaan tk to theek hay ab kia zarorat hay k teachers bhi roz college aa jati hain kisi din chotti he kr lai karain:kr::kr::kr:...or agr aa bhi jati ahin to in logoon nay aik he kaam krna hota hay k class lazmi laini hay to mujhy gussa ata hay k ab main class main aa he gai hoon to prhai start ho gai hay:kr::kr:...aik to hum log masoom bachy subhoo uth kr college jain or ooper say teachers bhi aa jain to yeh to zulm hay na hum logoon pr

                Comment


                • #9
                  Re: Irritation!

                  Originally posted by hamzad View Post
                  aik hi time par jab bohat se log apni apni baat batane ki koshish kar rahe hon to mujhe bohat ghusa ata he:pagal:aik sath bolne me shor hota he jo mujhe acha nahi lagta or ager koi loud bole ya mujhe bohat zeada rok tok kare tab bhi mujhe bohat ghusa ajata he:blush:
                  :khi:ya tu ha aik sath log jab bolain tu asa lagta ha kah machi bazar ma agay hain:donno:

                  :kr:ya masla tu bachpan se hi meray sath ha:donno:tension kiun lati hoaik yaqeen rakho kah jo hona ha woh tu ho kar rahy ga ........yani jo chiz tumko chiya end ma mil kar rahy gi:lpop: ab woh achi ho ya buri:khi:

                  Originally posted by lucky View Post
                  wa alikum aslam
                  pehli baat ye k jab jia computer free nahi chorti tab gussa aata hai
                  doosry college main meri friends free period main jis room main jaa kr beth ti hain mujhy bohat gussa aata hai
                  main unen kehti rehti hoon k bahir ground main aa jao ya kisi lecture theater main lakin wo log mujhy b wahin lay jaati hain

                  :khi:Jia aur ap time rakh lo na :kr:asay tu phir Jia bechari ko bhi ghusa ata hoga

                  Comment


                  • #10
                    Re: Irritation!

                    Originally posted by La'hasil View Post
                    Hmmmmm Pata Nahin Khuch Dehaan main nahin hai :-s
                    :eye:ap ki yadsht tu kuch zyada hi kamzor ha:donno:

                    Originally posted by Khalil View Post
                    i like all things not any one irritate me
                    :donno:good

                    Originally posted by Muneeb View Post
                    mera bhi kuch aisa hi mamla hay :)

                    well mujhay us waqt acha mehsoos nahi hoota jab koi mere baat per tawajja na dai our bawaja behas karay ..........

                    :khi:app ahista bolay gay tu tawajho kasay milay gi:tasali:


                    Originally posted by jia View Post
                    Mujhy roz he kafi gussa ata hy pata hay kis baat pr......abhi btati hoon:lpop:...aik to hum swairy he uth kr college jate hain chalo yhaan tk to theek hay ab kia zarorat hay k teachers bhi roz college aa jati hain kisi din chotti he kr lai karain:kr::kr::kr:...or agr aa bhi jati ahin to in logoon nay aik he kaam krna hota hay k class lazmi laini hay to mujhy gussa ata hay k ab main class main aa he gai hoon to prhai start ho gai hay:kr::kr:...aik to hum log masoom bachy subhoo uth kr college jain or ooper say teachers bhi aa jain to yeh to zulm hay na hum logoon pr


                    same here Jia mujhay bhi routine life ma yahi chizan irritate karti ha:pagal:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Irritation!

                      Originally posted by *Fari* View Post
                      same here Jia mujhay bhi routine life ma yahi chizan irritate karti ha:pagal:
                      Chalo g koi gal nahi dont worry main hoon na:comfort:....lakin yeh bhi aik ajeeb c routine hay kabhi kabhi to itna gussa ata hay k bs pochoo kuch mat...laikin parhna bhi to hay na.....ab teachers to teachers he hoti hain un ko kon samjha'ay k aaj ka din na prhaoo yaan aik aadh din chod do:tauba
                      bs g kia karain hum bachy un logoon k haath lagy hoay hain:hehe:...kr lain jo krna hay:blush:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Irritation!

                        Originally posted by jia View Post
                        Chalo g koi gal nahi dont worry main hoon na:comfort:....lakin yeh bhi aik ajeeb c routine hay kabhi kabhi to itna gussa ata hay k bs pochoo kuch mat...laikin parhna bhi to hay na.....ab teachers to teachers he hoti hain un ko kon samjha'ay k aaj ka din na prhaoo yaan aik aadh din chod do:tauba
                        bs g kia karain hum bachy un logoon k haath lagy hoay hain:hehe:...kr lain jo krna hay:blush:

                        awin kar lain jo karna ha......................hum ab itnay achay bhi nahi:blush:
                        humari masomiyat ka faida nahi othaya ja sakta

                        Comment


                        • #13
                          Re: Irritation!

                          Originally posted by *Fari* View Post
                          awin kar lain jo karna ha......................hum ab itnay achay bhi nahi:blush:
                          humari masomiyat ka faida nahi othaya ja sakta
                          hay Allah teacher ko stick deekha rahi hoo Fari yeh kia kr rahi ho tum
                          Acha theek hay nahi krty kuch bhi pr tum gussa thora thanda karo:khi:
                          Taoba hay koi teachers ko bhi aisy kehta hay:cc:...laikin hum or kr bhi kai skty hain dear...parhna to hay he na:lpop::lpop:
                          haan mujhy pata hay k ab hum itny bhi achy nahi hain jitna k mainy keh dia hay:kr:...to theek hay agr humari masomiyat ka faida nahi uthaya ja skta to tum strike kr doo :kr:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Irritation!

                            :lol @ fari n jia :P

                            Pegham pey jitney bhi Asatza karaam heiN wo sab key sab mutawajo ho jayeiN :hehe:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Irritation!

                              Originally posted by jia View Post
                              hay Allah teacher ko stick deekha rahi hoo Fari yeh kia kr rahi ho tum
                              Acha theek hay nahi krty kuch bhi pr tum gussa thora thanda karo:khi:
                              Taoba hay koi teachers ko bhi aisy kehta hay:cc:...laikin hum or kr bhi kai skty hain dear...parhna to hay he na:lpop::lpop:
                              haan mujhy pata hay k ab hum itny bhi achy nahi hain jitna k mainy keh dia hay:kr:...to theek hay agr humari masomiyat ka faida nahi uthaya ja skta to tum strike kr doo :kr:

                              :blush:Univ walo ka pehla rule hi ya ha jo strike karay ga woh univ se bahir jay ga:donno:aur phir kesi univ ki shakal nahi dkeh sakay ga

                              Is liya strick nahi kar sakti .............abb asal ma tu teachers ko danda tu nahi dkeha saktay na:blush: is liya yahan bharas nikal li:eye:

                              Comment

                              Working...
                              X