Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sheykayateiN

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sheykayateiN

    Salam!:salam:

    kuch log aeysey bhi hotey heiN jo key hama waqt bas sheykayat kertey rehtey hein, kabhi logoN ka, kabhi kismat ka, kabhi waqt ki kami ka, kabhi ziada masroofiat ka :donno:

    Aeysey logoN ki baat ka aghaz hamesha iss jumley sey hota hai "Bas kya batouN ...>" aur phir aik na khatam honey wali kahani :mm:

    Aeysey logoN sey mil ker aap ka kya reaction hota hai? aur kaheeN khud aap ka shumaar to in logoN mey nahi hota?? ya aap khud aik din mey kitni sheykayateiN ker leytey heiN :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: sheykayateiN

    waalaikuamsalam..

    nice thread.. lolz..

    hum sirf do logon ki bauaht shikayat lagte hain.. aur woh hai humare dono bare bhai... yahan unho ne hume kuch kaha aur wahan hum baba ke pass with lots and lots of shikayat.... lolz...
    hmmm.. aur yeh jo shikwe waali baat hai... taqdeer wagairah ki... ya jo bhi.. Allahmdullilah... aisa kuch nahi hai.. some time i feel so... but jald hi aise phrase se baher nikal aate hain Allah ka shuker...:)..
    per na hume such mein bhaiyon ki shikayat lagane mein maza aata tha (hai)... kyun ke woh tang hi itna karte the.. lolz...
    khair...overall... hume shikayat tu bauaht logon se hai per shikwa karna pasnd nahi... so chup rehte hain... faydah kuch nahi...kyun ke Is se Allah naraz.. dost pareshaan aur dushman khush hote hain... ...waise PG per bhi aik member hai jin se hume bauaht zyadah saari shikayatein hain... lolz... haan ager koi maze ki funny si shikayat ho tu aik nahi... sub ko batate hain... aur khoob masti karte hain...:khi:
    Last edited by ummid; 4 September 2007, 13:27.

    Comment

    • #3
      Re: sheykayateiN

      ji mein bhi kuch kuch aisa hoon, lekin mein ghalat nahi kehta, jub masroof hota hoon to he kehta hoon, otherwise fazool mein excuse nahi deta
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: sheykayateiN

        Originally posted by ummid View Post

        ahan ummid :D

        bhai'oN ki baat hi kya hoti hai ..... mey kabhi in ki sheykayat nahi kerti kyun key mey khud hi defend kerna jaanti huN ..... aur ziada maza tab ata hai jab wo koi movie ya series deykh rahey hoN .... and i ask dunya jahaN key stupid Qs.........(regarding the movie and characters and all) aur wo beycharey :tasali:.....jab bohot hi tang ho jayeiN to tv hi band ker deytey hein key "baad mey deykh leiN gey" ..... :khi:

        pegham key kaun sey member sey tum ko sheykayat hai.......naam beyshak bata do .....uss ko bhi seedha ker deytey heiN :a stick:

        khush raho :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: sheykayateiN

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          ji mein bhi kuch kuch aisa hoon, lekin mein ghalat nahi kehta, jub masroof hota hoon to he kehta hoon, otherwise fazool mein excuse nahi deta
          :D

          Zahir hai sialkot waley log kabhi ghalt keh saktey heiN

          aur baat excuse deyney ki nahi thi sialkoty, baat hai key kuch log bohot ziada hi shaaki rehtey heiN .....
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: sheykayateiN

            Originally posted by Xenya View Post

            Pata nahi aap sialkotiyon ki tareef ker rahi ho ya tanz :lpop:

            jo loog masrof hotay hein wohi kehtay hon ge na ke masroof hein...jo farig he wo kyoon kahay ga ke mein masroof hoon :lpop:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: sheykayateiN

              Originally posted by Xenya View Post
              Salam!:salam:

              kuch log aeysey bhi hotey heiN jo key hama waqt bas sheykayat kertey rehtey hein, kabhi logoN ka, kabhi kismat ka, kabhi waqt ki kami ka, kabhi ziada masroofiat ka :donno:

              Aeysey logoN ki baat ka aghaz hamesha iss jumley sey hota hai "Bas kya batouN ...>" aur phir aik na khatam honey wali kahani :mm:

              Aeysey logoN sey mil ker aap ka kya reaction hota hai? aur kaheeN khud aap ka shumaar to in logoN mey nahi hota?? ya aap khud aik din mey kitni sheykayateiN ker leytey heiN :D
              Wsalam:salam:

              baray mazay ka topic ha:khi:

              Mai shikayat karnay kay haq ma nahi ho acha nahi lagta ..........aur jo shikayatain lagtay ahin na unko bachpan se ma shikaiyto tatoo kahti ho:kr::kr::kr:
              Ajj kal wasay ma apnay bhai ki behan se aur behan ki bhai ko shikayt lagati ho aur chunkay ma sab se choti ho tu woh dono khoob lartay ha meray liya:blush::kr:........

              MEray pas waqt dekhnay ka time nahi hota is liya ma ya nahi souchti kah time ha ya nahi ha..aur masrroiyat ka bahana anhi karti ma:khi:kiun kah ma aksar farig hi hoti ho:blush:aur kesmat se shikwa karna bewaqofi ha ......:donno:so ALLAH ka shukar ha asay shikway ma nahi krti:blush:
              Last edited by fari; 4 September 2007, 13:59.

              Comment

              • #8
                Re: sheykayateiN

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Pata nahi aap sialkotiyon ki tareef ker rahi ho ya tanz :lpop:

                jo loog masrof hotay hein wohi kehtay hon ge na ke masroof hein...jo farig he wo kyoon kahay ga ke mein masroof hoon :lpop:
                :lol

                nahi mey to bas sach keh rahi thi :D .....

                jo log farigh hotey heiN asal mey wahi to masroof hotey heiN :mm:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: sheykayateiN

                  Originally posted by *Fari* View Post
                  Wsalam:salam:

                  baray mazay ka topic ha:khi:

                  Mai shikayat karnay kay haq ma nahi ho acha nahi lagta ..........aur jo shikayatain lagtay ahin na unko bachpan se ma shikaiyto tatoo kahti ho:kr::kr::kr:
                  Ajj kal wasay ma apnay bhai ki behan se aur behan ki bhai ko shikayt lagati ho aur chunkay ma sab se choti ho tu woh dono khoob lartay ha meray liya:blush::kr:........

                  MEray pas waqt dekhnay ka time nahi hota is liya ma ya nahi souchti kah time ha ya nahi ha..aur masrroiyat ka bahana anhi karti ma:khi:kiun kah ma aksar farig hi hoti ho:blush:aur kesmat se shikwa karna bewaqofi ha ......:donno:so ALLAH ka shukar ha asay shikway ma nahi krti:blush:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: sheykayateiN

                    Originally posted by Xenya View Post
                    Salam!:salam:

                    kuch log aeysey bhi hotey heiN jo key hama waqt bas sheykayat kertey rehtey hein, kabhi logoN ka, kabhi kismat ka, kabhi waqt ki kami ka, kabhi ziada masroofiat ka :donno:

                    Aeysey logoN ki baat ka aghaz hamesha iss jumley sey hota hai "Bas kya batouN ...>" aur phir aik na khatam honey wali kahani :mm:

                    Aeysey logoN sey mil ker aap ka kya reaction hota hai? aur kaheeN khud aap ka shumaar to in logoN mey nahi hota?? ya aap khud aik din mey kitni sheykayateiN ker leytey heiN :D
                    Nice question:thmbup:

                    Mujhe aise logon say chir hoti hai jo her waqt kisi na kisi chees ka rona rotay rehtay hain...chalo kabhi kabhar insan pareshan hota hai tu kisi achay friend say us ko share ker lay laikin jab her waqt ka rona ho tu mujhe wo log bilkul fazoool lagtay hain aur un ki her baat say chir ho jati hai

                    Aur Allah ka shukar hai k aisa mere andar kuch nahien hai....bhot see batain apne tak hi mehdood rakhta hooon aur un ko khud hi hal kerne ki koshish kerta hooon haan kuch aisa ho jis main mujhe koee mashwara chahiey ho kisi dost say tu zaroor mangta hooon laikin apni kahani suna ker un ki hamdardi hasil kerna mujhe bilkul pasand nahien aur main kabhi bhi nahien chata k mujh say koee hamdardi keray
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: sheykayateiN

                      Hmmmm Mujhay Shikiyatein karney ki Adat nahin hai Aur JahaaN Tak Dosro'n ki baat hai Koft tu hoti hai par kia karein :-s
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: sheykayateiN

                        Originally posted by Xenya View Post
                        Salam!:salam:

                        kuch log aeysey bhi hotey heiN jo key hama waqt bas sheykayat kertey rehtey hein, kabhi logoN ka, kabhi kismat ka, kabhi waqt ki kami ka, kabhi ziada masroofiat ka :donno:

                        Aeysey logoN ki baat ka aghaz hamesha iss jumley sey hota hai "Bas kya batouN ...>" aur phir aik na khatam honey wali kahani :mm:

                        Aeysey logoN sey mil ker aap ka kya reaction hota hai? aur kaheeN khud aap ka shumaar to in logoN mey nahi hota?? ya aap khud aik din mey kitni sheykayateiN ker leytey heiN :D
                        bus kaya bataon k aysay logon se milkar mera kaya reaction hota hy,,:wk:khi::khi::khi:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: sheykayateiN

                          log shikwa kurtay hain manna k gult kurtay hain ,,,lekin sochnay ki bat ea hay k wo kun kurtay hain ,,,,mana k insan ki zindagy main dukh atay hain but ap sub jo keh ruhay k ap ko asay log bohut buray lugtay hain jo hur waqt zindagy say shikwa kurtay hain ....wo kun kurtay hain unki zindagy main kubhi khushuoon k mosam nahi ae ...jasay ap sub pa Allah je fuzal ka fazal nahi howa hay ..... main eak ustad kehtay thay Allah je hur kissi ko eak jasi khushyan nahi deta kubhi ghum behisab hotain to kissi ki zindagy main khushyan latudad hoti hain .....hum sirf bolna jantay hain....kissi ka man rukhna ho ...ya.... nuzroon say girana ho .... do lufz kehnay main der kitni lugti hay

                          Comment

                          • #14
                            Re: sheykayateiN

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            bus kaya bataon k aysay logon se milkar mera kaya reaction hota hy,,:wk:khi::khi::khi:
                            :tauba koshesh karny sey halat badal jaty hain
                            khud begare hoe taqdeer ka shikwa na karo
                            Life is more strict than a teacher
                            A teacher teaches a lesson
                            and takes an exam.
                            But life takes an exam
                            and then teaches a lesson

                            Comment

                            • #15
                              Re: sheykayateiN

                              Originally posted by *Fari* View Post
                              Wsalam:salam:

                              baray mazay ka topic ha:khi:

                              Mai shikayat karnay kay haq ma nahi ho acha nahi lagta ..........aur jo shikayatain lagtay ahin na unko bachpan se ma shikaiyto tatoo kahti ho:kr::kr::kr:
                              Ajj kal wasay ma apnay bhai ki behan se aur behan ki bhai ko shikayt lagati ho aur chunkay ma sab se choti ho tu woh dono khoob lartay ha meray liya:blush::kr:........

                              MEray pas waqt dekhnay ka time nahi hota is liya ma ya nahi souchti kah time ha ya nahi ha..aur masrroiyat ka bahana anhi karti ma:khi:kiun kah ma aksar farig hi hoti ho:blush:aur kesmat se shikwa karna bewaqofi ha ......:donno:so ALLAH ka shukar ha asay shikway ma nahi krti:blush:
                              Yaani tum ne yahan khud ka shikayati tattoo sabit ker diya :donno:

                              Tumharay paas time dekhnay ka time nahi hota aur tum farig hoti ho :donno:

                              Ya Allah mein kithay jawan :tauba
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X