Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khush khush

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: khush khush

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yeh aqat kia hoti he :kr:
    :tauba
    sigpic

    Comment

    • #47
      Re: khush khush

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      :tauba
      :donno: Ghaltiyaan tumhari hein
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: khush khush

        Originally posted by ahsaas View Post
        Fari Pari Yaad hei na aapko k hum ny Apka hi Record tora tha ,,..Poking mein tou ap buhat mahir hein ...bechare jo Rabbits hum se bach gaye thy woh Apki nazer ho gay:tauba:kr:...Amir k liye Khergosh banna na-mumkin hai ...

        :kr:tu phir ap Aamir ko bhalo samjh kar us kay nose ko poke karen..meri tarf se full ijazat ha
        Aray han Aamir tu ban hi nhi sakta khargosh .............size problem:khi: ...phir agar Aamir kay sir per do kan laga diya jay baray baray tu dunia ka sab se bara khargosh tu ban hi sakta ha:kr::kr::kr::kr::kr:

        Comment

        • #49
          Re: khush khush

          Originally posted by Xenya View Post
          Salam :salam:

          farz kareiN aap bohot ziada kush heiN itney key beyhissaaaab

          ker liya farz :mm:

          good :P

          ab aap ney aik aik jumla likhna hai paragraph bhi likh saktey hein aur poora Novel bhi :D ....leykin batana ye hai key jab aap itney khush heiN to aap apni khushi wali feelings ko kaisey express kareiN gey???

          jab main bohat khush hoti hoon na to main bohat he khuh hoti hoon or itni khush hoti hoon k main rony lag jati hoon:kr::kr:phir sab log mera mzaq uraty hain k khushi main bhi tumhara yehi haal hota hay to jab gham ho ga to kia karoo ge:tauba..main jab khush hoti hoon to main kisi say kuch nahi kehti bs wohi khushi meri ankhoon say zahir ho jati hay or main khush ho jati hoon:lpop::lpop::lpop:

          Comment

          • #50
            Re: khush khush

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Ager aap khargoosh maar sakti hein to aap fari ko bhi maar sakti hein, aap ne fari ko nahi dekha hua, mein ne dekha hua he, yeh bilkul khargoosh jesi dikhti he :kr:

            Ahsaas kuri aap ka jitna dil chahay boolein, cheenkein chilaein, kulkaariyaan maarein, aap ki awaz hamari samaaton ke liye khushgawaar he ho gi i guess :bwink: hum to chahtay hein ke aap bhi hamaray beech mein tapka karein aur is fun time ko enjoy kia karein, aur mere Na-laiq jo bhi khidmat ho hamein hukam keejiye ga, aakhir kaar hum bhi achay loogon ke kadar daan hein

            kyoon fari mein such keh raha hon na :slap:
            Ahsaas oper wali lines kay illawa baki sab such haMeray Na-laiq Ustaad:slap: kay mutabik agar ap chikhain gi chilain gi Aamir per tu ..........Mujhay yani unki shagird ko kitni khushi hogikesi ko khushi dainay se khud bhi khushi milti ha:lpop:
            Kiun Ustaad ma sahi kah rahi ho na

            Comment

            • #51

              Sorry Fari ko nahin mara ja sakta bcoz woh tou Pari hein na pyaari si :eye:aur dikhny mein aur hony mein buhat faraq hota hai :tauba
              shukriya Ap ny hamein ijazat de di ....wese Ap Principal tou nahin na:cc:
              Ham tapkeyn kese :donno: muskan hein ,,Water nahin :blush:Fun time tou hum enjoy kerty hi hein ..chahy dosron ki batein perh ker hi:lpop:..Apki Qader-dani hum buhat bar dekh chuky hein ..:khi:Aur Ap k Na-Laiq abhi koe Na-khidmat hai aur Na-hukum hai :lpop:..abhi dono Chutti per hein

              Comment

              • #52
                Re: khush khush

                oh Jee Rakh Oye....
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #53
                  Re: khush khush

                  Originally posted by *Fari* View Post
                  :kr:tu phir ap Aamir ko bhalo samjh kar us kay nose ko poke karen..meri tarf se full ijazat ha
                  Aray han Aamir tu ban hi nhi sakta khargosh .............size problem:khi: ...phir agar Aamir kay sir per do kan laga diya jay baray baray tu dunia ka sab se bara khargosh tu ban hi sakta ha:kr::kr::kr::kr::kr:
                  Ap sab hamein permissionz tou dety ja rahy hein mager baad mein kuch:donno:khair hum ny pahly bhi kaha k Poking mein ap hum se ziada mahir hein tou ye kaam Ap hi ker sakti hein :khi:...wese aik aur wajah bhi hai k woh Khergosh kion nahin ban sakty bcoz Khuda paak ny unhein already aik insaan (Ashraf-ul-Makhlokaat) bana diya hai ..ab koe chance nahin :lpop::khi:

                  Comment

                  • #54
                    Re: khush khush

                    Originally posted by *Fari* View Post
                    Ahsaas oper wali lines kay illawa baki sab such haMeray Na-laiq Ustaad:slap: kay mutabik agar ap chikhain gi chilain gi Aamir per tu ..........Mujhay yani unki shagird ko kitni khushi hogikesi ko khushi dainay se khud bhi khushi milti ha:lpop:
                    Kiun Ustaad ma sahi kah rahi ho na
                    Fari Pari Sari ki Sari oper wali lines hi hein:khi::taubatou jhut kahan hai :donno:
                    ye chheekhna buhat mushkil kaam hai:(ji sach hai apni khushi dosron ki khushi mein hi chupi hoti hai:rose...

                    Comment

                    • #55
                      Re: khush khush

                      Originally posted by Xenya View Post
                      Salam :salam:

                      farz kareiN aap bohot ziada kush heiN itney key beyhissaaaab

                      ker liya farz :mm:

                      good :P

                      ab aap ney aik aik jumla likhna hai paragraph bhi likh saktey hein aur poora Novel bhi :D ....leykin batana ye hai key jab aap itney khush heiN to aap apni khushi wali feelings ko kaisey express kareiN gey???
                      w.salamoona!!

                      Xeny sis... woo Rahim shah ka aik song hi pashto mein :wk

                      Nashta pa dunya ki domraa khushali
                      Tolaumar mee teer shoo pa khafgaan ki :(

                      @ well... jab zayda khush hoti hoo.... tu khushi ki ansoo ajati hi.... mean roo perti hooo or ALLAH PAK ka shukar adaa karti hoo.... + muskarahat meraa kaam hi ... lolz
                      Last edited by *Hala*; 2 September 2007, 12:04.
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment

                      • #56
                        Re: khush khush

                        Originally posted by *Fari* View Post
                        :kr:tu phir ap Aamir ko bhalo samjh kar us kay nose ko poke karen..meri tarf se full ijazat ha
                        Aray han Aamir tu ban hi nhi sakta khargosh .............size problem:khi: ...phir agar Aamir kay sir per do kan laga diya jay baray baray tu dunia ka sab se bara khargosh tu ban hi sakta ha:kr::kr::kr::kr::kr:

                        Sub se bara khargoosh

                        Fari tumharay chup rehnay mein meri baka' aur tumhari aafiyat he :khi:Business mein aik term use hoti he, Mutual Beneficial Association, lekin meri aur tumhari association zara wakhri type ki he aur bilkul ult he :tomato:us ka naam he Mutual Destructive Association, tum ne na kabi apna bhala kia he aur na kabi mera ker sakti ho :slap:
                        Last edited by Mr. Sialkoty; 3 September 2007, 05:51.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: khush khush

                          Originally posted by *Fari* View Post
                          Ahsaas oper wali lines kay illawa baki sab such haMeray Na-laiq Ustaad:slap: kay mutabik agar ap chikhain gi chilain gi Aamir per tu ..........Mujhay yani unki shagird ko kitni khushi hogikesi ko khushi dainay se khud bhi khushi milti ha:lpop:
                          Kiun Ustaad ma sahi kah rahi ho na
                          Haan Fari Pari tum such nahi keh rahi ho :lpop:

                          Tumhara takreebun bera taray tum kin kin kaamon mein khushiyaan dhoond rahi ho, koi sir pair wala kaam to dhoondo pehlay :tomato:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: khush khush

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            Sorry Fari ko nahin mara ja sakta bcoz woh tou Pari hein na pyaari si :eye:aur dikhny mein aur hony mein buhat faraq hota hai :tauba
                            shukriya Ap ny hamein ijazat de di ....wese Ap Principal tou nahin na:cc:
                            Ham tapkeyn kese :donno: muskan hein ,,Water nahin :blush:Fun time tou hum enjoy kerty hi hein ..chahy dosron ki batein perh ker hi:lpop:..Apki Qader-dani hum buhat bar dekh chuky hein ..:khi:Aur Ap k Na-Laiq abhi koe Na-khidmat hai aur Na-hukum hai :lpop:..abhi dono Chutti per hein
                            Haan aap ne sahi kaha Fari jo he na wo Pari he, yaani jis ke Par (wings) hotay hein, apnay bohat ziada kaalay rang ki waja se is ki sohailiyaan isay Kawi (Female-Crow) kehti hein, jo bhi hay to wo pari he na :khi:

                            Yahi to keh raha hoon ke aap muskaan hein is liye aap muskaaya keejiye, phir khilkhilaya keejiye phir kalkaariyaan maara keejiye, isi tarah he aap ke ohday mein taraki ho sakti he :kr:

                            Aap ne dono ko chuti per baijne se aik baat yaad aai wo yeh ke jub Fari Teyaar ho ke bazar mein nikalti he to akser loog kehtay hein ke Baandri chuti per aai hui he :bhago:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #59
                              Re: khush khush

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              oh Jee Rakh Oye....
                              Ager tum ne meri hoosla afzai ki he to shukriya :blush:

                              ager nahi ki to yeh lo :slap:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #60
                                Re: khush khush

                                Originally posted by ahsaas View Post
                                Ap sab hamein permissionz tou dety ja rahy hein mager baad mein kuch:donno:khair hum ny pahly bhi kaha k Poking mein ap hum se ziada mahir hein tou ye kaam Ap hi ker sakti hein :khi:...wese aik aur wajah bhi hai k woh Khergosh kion nahin ban sakty bcoz Khuda paak ny unhein already aik insaan (Ashraf-ul-Makhlokaat) bana diya hai ..ab koe chance nahin :lpop::khi:

                                Dekha fari, aisay tereef kerte hein :slap:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X