Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

challenge to "aqalmand" hazraat!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

    Originally posted by hamzad View Post
    me pehle hi kafi aqalmand hun mazeed hone ka mood nahi:lpop:
    :tauba yeh bhi achha tareeqa hai "kanni katraney ka" :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

      Originally posted by Masood View Post
      :tauba yeh bhi achha tareeqa hai "kanni katraney ka"
      ye tarika bhi kisi kisi ko ata he:p

      Comment


      • #18
        Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

        jub ap ea butain gay k khushti k step kitnay hay to answer bhi mil jae ga kissi say pochna nahi puray ga(ea tha 1 q ka ans)

        Comment


        • #19
          Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

          ap zoo chulay jain wahan jo bhi reach milay sumjh jaeay ga k us door ki jugha main jo mukan tha us k pass say jo reach guzra us ka color bhi wo hi ho ga
          (2 q ka ans)

          Comment


          • #20
            Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

            bata bap or dada teen log right (3 ka ans)

            Comment


            • #21
              Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

              or last q ki mujhay sumjh n

              Comment


              • #22
                Re: challenge to "aqalmand" hazraat!

                Tumhara 4th question ambigous tha

                Tum ne likha tha ke charoon ke saath 5 likhna he, wo to kahin bhi likha ja sakta he, mein ne tum se tumharay sawaal ki clarification maangi thi lekin tum ne jawaab post ker diya yeh equation mein bhi drive ker sakta tha, i knew,mein to tumhara sawaal seedha kerwana chahta tha.

                Whereas question 1, tum ne kaha ke bandargah mein jahaaz langar andaaz hua he. aur aik seerhi nikaali gai he...i felt that this stair must be made of aluminum jo ke zameen se touch kerti ho gi...ager larki ki seerhi ko bhi zameen pe rakha jaye to wo bhi nahi teeray gi basharteeke usay khara rakha jaye, khair

                Is baar moaaf ker raha hoon, aainda sawaal sooch samaj ke daalna :fuming:
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X