Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

    Haan ji next prime minister inhi mein sey ho ga aur inhi mein sey opposition baney gi aur yehi ho ga keh in per na'ahli key ilzamaat lagaey jaein gey inhein kaam karney ka waqt nahin diya jaey aur mulk mein irritation pedah ki jaey gi - wohi budhi khoti wohi raam diyaal :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

      Originally posted by Masood View Post
      Haan ji next prime minister inhi mein sey ho ga aur inhi mein sey opposition baney gi aur yehi ho ga keh in per na'ahli key ilzamaat lagaey jaein gey inhein kaam karney ka waqt nahin diya jaey aur mulk mein irritation pedah ki jaey gi - wohi budhi khoti wohi raam diyaal :)
      Sigh!!
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #48
        Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

        Originally posted by Xenya View Post
        Sigh!!

        tum pluto per chali jao wahan per bhi pakistani mojood hongey :lol yeh makhlooq barish ho to har jagah mojood hoti hai :lol
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

          Originally posted by Masood View Post
          Ab tum mujhey khud btao keh kya aisey halaat mein hakoomat karna aasan kaam hai?
          Is Marhalay mein pakistan mein hakoomat kerna aik bohat tough task ho ga, especially ub Pakistan ko androoni aur berooni khatraat ne aa gaira he. Politics se bhi ziada pakistan ko stability ki zaroorat he, aik aisi hakoomat chahiye jis ki internal policy aur foreign policy aisi ho ke dono taraf se pakistan per jo pressure he usay neutralize ker sakay.

          Khair abi september mein Sadarti intkhabaat ho rahay hein, lekin abi tak opposition ki taraf se kisi candidate ko announce nahi kia gaya, yeh baat chal rahi he ke Dr. Abdul Qadeer ko sadarti intkhabaat mein khara kia jaye, lekin constitution mein yeh he ke koi bhi Govt. ka mulazim sadarti intkhabaat tub tak nahi lar sakta jub tak usay Govt. job chooray atleast 2 saal na ho gaye hoon.

          Gen. Musharaf ke khilaaf koon se candidates nominate kiye jaein ge, abi is per bhi discussion kerna zaroori he, phir November mein assemblies ka tanure pura ho raha he, phir NA ke elections...

          Aap ke khyaal mein Gen. Musharaf ke khilaf opposition ko kis banday ko khara kerna chahiye sadarti intkhabaat ke liye?????
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

            Originally posted by Xenya View Post
            ISLAMABAD, Aug 23:coutesy dawn




            :donno:
            Aaj THE NEWS mein Atorney General ne kaha he ke Sharif brothers may be arrested upon arrival, kyoon ke unhon ne 10 years excile ke pact ki khilaaf-warzi ki he...Person Capital Talk mein Parlimani ammor ke wazeer Dr. Sher Afghan ne statement di ke yeh 7 rukni judges ke bench ka decision he jo ke politicise ho chukay hein, yeh Supereme Court ka decision nahi ho sakta.

            Is beyaan per kul Superme court ne Dr. Sher Afghan ko Tooheen-e-Adalat ka notice baija he aur 2 weeks mein jawaab talbi ki he, us ke baad us per koi kaarwai ho gi.

            Is koom ke baray mein aap kia acha expect ker saktay hein jahan superme court ke decision ko jagah jagah challenge kia ja raha he :donno:
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #52
                Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

                Sahi kaha, auratein bohat kuch utarwa leti hein ager bunda tumharay jesa shareef ho :khi:

                Aik taraf to Gen. Musharaf keh rahay thay ke reconciliation ka process hona chahiye sub parties ke saath, but on the other hand wo Nawaz shareef ko rook raha he ke wo aik agreement ke tehat bahir gaye hein aur saath mein yeh bhi keh rahay hein ke Saudi Arabia ki us Eminent personality ne bhi Nawaz Shareef ko mulk aanay se mana kia he jis ne Nawaz shareef ki saza ki moaafi mein kerdaar ada kia. Aaj according to GMT 4:00 bajay Nawaz brathraan apni wapsi ke schedule ka ailaan karein ge, maybe Gen. Musharaf U-turn le le :lpop:
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

                  Originally posted by Xenya View Post
                  free and transparent electionpeople could now elect leaders according to their choice. Musharraf ----------------(....m shocked :d)

                  courtesy dawn
                  What a hypocrisy

                  Govt. is creating hurdles and trying every possible thing to stop Nawaz bros, how can they ensure so-called transparency without the involvement of leader of a biggest party :donno: This is not at all reconciliation and transparency which govt. is claiming
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

                    Mitti pao
                    Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                    Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                    Comment


                    • #55
                      Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

                      Pakistani siyasi tareekh mein aik aur siyah'dhabba!!!
                      Hamari tareekh din'ba'din bohat gandi hoti jaa rahi hai, yehi wajah hai keh log siyasat sey door hotey jaa rahey...
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: Kuchh Siyasi-bak-bak-bak-bak-bak

                        Originally posted by Masood View Post
                        Pakistani siyasi tareekh mein aik aur siyah'dhabba!!!
                        Hamari tareekh din'ba'din bohat gandi hoti jaa rahi hai, yehi wajah hai keh log siyasat sey door hotey jaa rahey...
                        darust kaha ap ne:thmbup:abhi jo gen pervez ne kia he sare chor qatal moaf kar ke seyasat ka aik ganda gutter tyar kia he :fuming:

                        Comment

                        Working...
                        X