Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gham Kadda'h

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Gham Kadda'h

    Nafrat .!! Khud sey nafrat inteha chayeh mujhey is ki ..!! Azab bohat azab ..!! ik ik saans ki tarap chayeh ..!! Inteha chayeh mujhey is ki ..!!

    Comment


    • #17
      Re: Gham Kadda'h

      Merey apney ..!! mujh ko apna kehney ka dawa kerney waley ..!! Beykar ki baatein kertey hein ..!! Sab beykar ki baatein ... beyma'eni si beymaqsad si ..!!! ab jana kai wajood hee na tha un sab baaton ka ... un khawabon ka ... un khawahishon ka ... b'aeybunyad tha sab ..!!! haan sab baeykar tha

      Comment


      • #18
        Re: Gham Kadda'h

        hahah achi soach hay

        Comment


        • #19
          Re: Gham Kadda'h

          Originally posted by WorThless
          Hmm mera problem kuch nahi bas na shukra hoon main :)




          nain kuch to he .. :cc:



          hamen aap ki baaton se andaza ho raha he keh aap kisi uljhan men hen .. yaa shayad zehen kisi soch ko suljhane men ulajh gaya he .. kher ham aap ke saath mukhlis hen ( shayad aap ka naam awais he ) sahab .. :rose
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
          woh rooth hi rahay manzoor hay lekin
          yaaro ussay samjhao mera sheher na choray
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #20
            Re: Gham Kadda'h

            Originally posted by khl
            hahah achi soach hay
            hmm i ll take it as a compliment :)

            Comment


            • #21
              Re: Gham Kadda'h

              Originally posted by Saajan
              nain kuch to he .. :cc:



              hamen aap ki baaton se andaza ho raha he keh aap kisi uljhan men hen .. yaa shayad zehen kisi soch ko suljhane men ulajh gaya he .. kher ham aap ke saath mukhlis hen ( shayad aap ka naam awais he ) sahab .. :rose
              aji uljhanein aur sochein to bohat hein ..!! par filwaqt to khud par aur bhi ghusa a raha hey aur kuch nahi ..!! ji agar Worthless hee kahein to acha hey mujhey acha lagey ga :)

              Comment


              • #22
                Re: Gham Kadda'h

                Main ney khak-e-nasheman ko bosey deyey ..! Aur ye keh ker dil ko samjha liya ..!! Ashiyana ban'ana mera kaam tha koi bijli giraye to main kya karon ..!!! :) haan main kya karon

                Comment


                • #23
                  Re: Gham Kadda'h

                  Originally posted by WorThless
                  aji uljhanein aur sochein to bohat hein ..!! par filwaqt to khud par aur bhi ghusa a raha hey aur kuch nahi ..!! ji agar Worthless hee kahein to acha hey mujhey acha lagey ga :)

                  hmmmmmmmm



                  theek hay yeh to or bhi achii baat he keh aap khud se baat karnaa sekh gai .. waise ham men se buhut aise bhi hen jo khud hi se ankh nahin milla paa rahe hen .. khush rahne kii bharpoor koshish karen or khush rahe . . . .......
                  :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
                  woh rooth hi rahay manzoor hay lekin
                  yaaro ussay samjhao mera sheher na choray
                  :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                  Comment


                  • #24
                    Re: Gham Kadda'h

                    :hhh:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #25
                      Re: Gham Kadda'h

                      Originally posted by Saajan
                      hmmmmmmmm



                      theek hay yeh to or bhi achii baat he keh aap khud se baat karnaa sekh gai .. waise ham men se buhut aise bhi hen jo khud hi se ankh nahin milla paa rahe hen .. khush rahne kii bharpoor koshish karen or khush rahe . . . .......
                      khud sey ankh milani parti hey mujhey aur khud sey baat bhi kerni parti hey ..!! kyun key khud sai shadeed nafrat kerni hey aur kerta hoon dua do gey to naekion main hee shamil kero gey jaan meri ye qabool honey wali nahi :D

                      Comment


                      • #26
                        Re: Gham Kadda'h

                        Originally posted by Aanchal
                        :hhh:
                        kya soch rahee ho ?

                        Comment


                        • #27
                          Re: Gham Kadda'h

                          me v aa jaun yahan :blush: me bhi kabhi kabhi khud se baten karti rehti hun,khud se baten karne ka faeda ye hota he ke ham ki baten kisi ko buri nahi lagtein na :D so jo dil kare banda khud ko keh le :wink

                          Comment


                          • #28
                            Re: Gham Kadda'h

                            Main ney mangi thi ye masjidon main dua ..!! Main jisey chahta hoon wo mujh ko miley ..! jo mera farz tha main ney poora kya ab KHUDA hee na chahey to main kya karon ? ..!!!! haq haaaa munni begum .... kamal kar gain ye ga kar

                            Comment


                            • #29
                              Re: Gham Kadda'h

                              Originally posted by shy
                              me v aa jaun yahan :blush: me bhi kabhi kabhi khud se baten karti rehti hun,khud se baten karne ka faeda ye hota he ke ham ki baten kisi ko buri nahi lagtein na :D so jo dil kare banda khud ko keh le :wink
                              main ney kaha tha no one is welcome since ... kuch acha to nahi hey yahan .. baqee jis ka dil kerey :)

                              Comment


                              • #30
                                Re: Gham Kadda'h

                                Originally posted by WorThless
                                main ney kaha tha no one is welcome since ... kuch acha to nahi hey yahan .. baqee jis ka dil kerey :)
                                chalen yahan bura hi sahi ham to aein ge yahan or khoob :kood:

                                Comment

                                Working...
                                X