Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuchh Betukiyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kuchh Betukiyaan

    Assalamo allaikum

    Hamarey haan aksar logon ka khiyaal hai keh London ya Europe har baat mein ham sey bohat aagey hai - magar aisa kuchh nahin!

    Main Wednesday sey leyker kal Friday tak London mein tha. Europe mein aksar logon ka jughrafiyah bohat kharab hai. Unhein btaein keh main Copenhagen sey aaya hoon to wo samajhtey hain keh Copenhagen Sweden ka shehar hai :khi:

    Jis hotel mein main thehra woh 4-star hotel tha - magar uska meyaar Pakistan key charpaii waley hotlon jaisa tha :tauba

    Ham Pakistaniyon ko maloom hai keh kaun si city kidher waqiyey hai - aur wahan kaisey pohancha jata hai!

    Is liyey nahin keh hamara jughrafiyah tez hai - balkeh yeh sab AGENTON ki mehrbani hai :kr: - Kehtey hain keh Americi jab chaand per pohanchey to wahan per BHI pakistani mojood they - un sey poochha keh aap log ham sey pehley kaisey pohanch gaey - to kehney lagey: Aik agent ko France key visa key liye paisey diyey they usney chaand per pohancha diya :kr: :kr:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Kuchh Betukiyaan

    Originally posted by Masood View Post

    :kr:company wlao nay ap ko dekh kar hi us hotel ma bhaja hoga yaqeenan:tasali:

    Comment

    • #3
      Re: Kuchh Betukiyaan

      Chaand per Tou parian Bhi mojood hein ..Woh kese pohnchein:donno:

      Comment

      • #4
        Re: Kuchh Betukiyaan

        Originally posted by *Fari* View Post
        :kr:company wlao nay ap ko dekh kar hi us hotel ma bhaja hoga yaqeenan:tasali:
        Fari Parii:khi::khi::lpop::tauba:blush:thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Kuchh Betukiyaan

          Originally posted by *Fari* View Post
          :kr:company wlao nay ap ko dekh kar hi us hotel ma bhaja hoga yaqeenan:tasali:
          haana chanda kion k syanay kehtay hain k JESA MUNH WESEE CHAPER (Slap):kr::kr::kr:
          sigpic

          Comment

          • #6

            yehi tu hum pakistaniyoo ki speciality haii ..:lpop:

            Comment

            • #7

              agar munh per hi jana tha to London ka koi bhi hotel aisa nahin jo merey qabil hota :lol jabhi aaj tak 5-star sey aagey key hotel nahin miltey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Kuchh Betukiyaan

                Originally posted by ahsaas View Post
                Chaand per Tou parian Bhi mojood hein ..Woh kese pohnchein:donno:

                Pariyaan chaand per nahin hoti Ahsaas woh to dilon mein basti hain, jinn bhooton key :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Kuchh Betukiyaan

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  haana chanda kion k syanay kehtay hain k JESA MUNH WESEE CHAPER (Slap):kr::kr::kr:
                  Jabhi meri BIBI chaprein khaa khaa ker soojh gaii hai :lol :lol :lol

                  • #10
                    Re: Kuchh Betukiyaan

                    Originally posted by aquari View Post
                    yehi tu hum pakistaniyoo ki speciality haii ..:lpop:
                    Haan ji kya baat hai ham logon ki - duniya key aisey aisey khiton per pohanchey huwey hain jinka kabhi naam bhi na suna ho :D - ab dekhin na hamari bibi bhi canada pohanchi hui hai :D
                    Last edited by Masood; 11 August 2007, 22:44.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kuchh Betukiyaan

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      haana chanda kion k syanay kehtay hain k JESA MUNH WESEE CHAPER (Slap):kr::kr::kr:

                      :khi::khi::khi:

                      Originally posted by Masood View Post
                      agar munh per hi jana tha to London ka koi bhi hotel aisa nahin jo merey qabil hota :lol jabhi aaj tak 5-star sey aagey key hotel nahin miltey

                      Dil ko khush rakhnay ko uncle ya khiyal acha ha:tasali:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kuchh Betukiyaan

                        Originally posted by *Fari* View Post
                        :khi::khi::khi:

                        Dil ko khush rakhnay ko uncle ya khiyal acha ha:tasali:
                        Yeh khiyaal aap logon ko aatey hain idher sari haqeeqat hai
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kuchh Betukiyaan

                          Originally posted by Masood View Post
                          Jabhi meri BIBI chaprein khaa khaa ker soojh gaii hai :lol :lol :lol
                          aap nay humein soojha huaa kahan dekha hay

                          hum to smart se hain :blush::blush::blush::blush::blush::blush::blush:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kuchh Betukiyaan

                            Originally posted by Masood View Post
                            Pariyaan chaand per nahin hoti Ahsaas woh to dilon mein basti hain, jinn bhooton key :lol
                            g jabhi aap jessay JINN k dil mein basee hain Pariyaan :zuban:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kuchh Betukiyaan

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              aap nay humein soojha huaa kahan dekha hay

                              hum to smart se hain :blush::blush::blush::blush::blush::blush::blush:

                              aap apney smart honey ka dawa bar bar kyun karti hain - lagta hai aap ko khud sey be'yaqini hai :lol

                              Working...
                              X