Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aj rat app na kon sa khawab dakha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aj rat app na kon sa khawab dakha

    salam to all pg mambers and little bit friends:rose

    omeed ha theak hoon ga :insha:agar nahi theak too jaldi sa sahi hojayooyahan per reply karnay ka leya...

    acha to ge app na yahan per app na raat ko sotay ma jo khawab dakha tha us ka batay me batana ha aur sotay ka lafz es leya estamal keya keyu ka app ma sa kush log jagtay huya be khavab dakhtay haan:tauba kahi wo na lekhna suru ho jayaan:na:...wait
    abi abi mujay aik pm ayya ha ka app jagtay khawab batana ke ejazat dadaan...
    chalay app ko jagtay khawab batana ke be ejazat ha....:khi:

    pata to chalay ka kon kasa khawab dakhta ha kahtay haan sotay waqat jo zahen ma hota ha usi ka baray ma khawab ayata ha....
    chalo ab jaldi sa apnay khawab batana suru karaan....

    Last edited by shahid_naman; 9 August 2007, 22:26.
    sigpic

  • #2
    Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

    Originally posted by nomi sialkoti View Post

    phalwan jee :khi:Mai tu khawab dekhti hi nahi .............becharay khawab atay hi nahi:donno: shukar :alhamd: itni mazay ki neend ati ha sab ghoray ghaday bach kar soti ho:khi:

    Comment

    • #3
      Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

      Originally posted by *Fari* View Post
      phalwan jee :khi:Mai tu khawab dekhti hi nahi .............becharay khawab atay hi nahi:donno: shukar :alhamd: itni mazay ki neend ati ha sab ghoray ghaday bach kar soti ho:khi:
      Oey tum nay tomatron ki mandi say resign ker diya hai???? aur ab ghoray gadhon ka karobar shurooo ker diya hai????????
      sigpic

      Comment

      • #4

        :tauba acha ge theak ha

        to app jagtay me jo khawab dakhti haan wo bata daan..:khi:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

          Originally posted by waitingeyes View Post
          Oey tum nay tomatron ki mandi say resign ker diya hai???? aur ab ghoray gadhon ka karobar shurooo ker diya hai????????
          :kr::kr::kr::thmbup:

          wo darasal enhoo na tomatron ke mandi nahi chori balkay tomatron ke mandi na en ko chor deya ha:khi:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

            main idher likh nahi sakta.. apnay dream kay baray main.....................
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #7
              Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
              main idher likh nahi sakta.. apnay dream kay baray main.....................
              Yaar Europe ke jis hisay mein tu rehta he...mein samaj sakta hoon ke kese dreams aatay hon ge tumhein :khi:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                maine khawab may dekha k munda k ghoray ki kisi ne hawa nikal di hai??munda jee be carefullll

                Comment

                • #9
                  Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                  Originally posted by nomi sialkoti View Post
                  :tauba acha ge theak ha

                  to app jagtay me jo khawab dakhti haan wo bata daan..:khi:
                  :donno:jaghtay ma bhi koi khawab nahi ata:lpop:

                  Comment

                  • #10
                    Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                    main kyun batoon apko appna kahb

                    Comment

                    • #11
                      Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                      itni gehri neend main khuwab dekhney ki fursat kissey hotii haii :eye:

                      Comment

                      • #12
                        Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                        Originally posted by waitingeyes View Post
                        Oey tum nay tomatron ki mandi say resign ker diya hai???? aur ab ghoray gadhon ka karobar shurooo ker diya hai????????

                        :na:maina ap ka karobar nahi shrou kia maina sirf mahwartan kaha tha ap tu dar hi gay :tasali:
                        :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        :kr::kr::kr::thmbup:

                        wo darasal enhoo na tomatron ke mandi nahi chori balkay tomatron ke mandi na en ko chor deya ha:khi:

                        :khi:acha mujhay tu pata hi nhi tha kah insaano ky sath sath ajj kal mandi bhi bewafa hojati ha:kr:

                        Comment

                        • #13
                          Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                          Originally posted by BUS U HE View Post
                          maine khawab may dekha k munda k ghoray ki kisi ne hawa nikal di hai??munda jee be carefullll
                          Munda ka ghoora hawa se nahi ATP (Adinocine Triphasphate) se chalta he :tauba
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                            Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                            main kyun batoon apko appna kahb
                            Shabaash, mere ilawa apnay khawaab kisi ko bhi na batana :kr:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: aj rat app na kon sa khawab dakha

                              aaj raat Khawab mein mein ne pata hai kia dekha

                              waqai nehi pata .............

                              kuch bhi nehi dekha ....................... :D

                              Comment

                              Working...
                              X