Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

    Originally posted by bloo View Post
    board of intellectual is dismissed: Administration-Pegham :P




    ye aap plz "local" .. "international" ....ye do lafz sirf apney impor export office tak mehdood rakheiN ..... :tauba
    Marshal Law is imposted : Maj. Gen. Munda_sialkioty :lpop:

    wo kyoon bei, aap ne apnay aap ko isolate kerne ki kooshish ki jub ke me ne aap ko aik vast community mein re-merge ker diya :lpop:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Marshal Law is imposted : Maj. Gen. Munda_sialkioty :lpop:

      wo kyoon bei, aap ne apnay aap ko isolate kerne ki kooshish ki jub ke me ne aap ko aik vast community mein re-merge ker diya :lpop:
      Marshal law didnt work just coz of your first name "MUNDA" :P .. chief executive of Pegham


      ye mey ney kahaN apney aap ko isolate kerney ki koshish ki :mm:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

        Originally posted by sher ali View Post
        jigger buhat buhat shukiya...!:rose mitthaii kab khila raha hai,...?
        :taubaiss ne aaj tak khud nahi khai kabhi, yeh meri shadi ka wait keer raha hai keh zindagi mian pehli baar mithaii khae, or tum iss se maang raha hoo :kr:

        Comment


        • #19
          Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yeh apnay aap ko pata nahi kub tak local samajti rahein gi :tauba
          :khi:haan ab inhoon ne tum se kuchh nahi seekha na, jaise tum ne khud pe made in china likh liya hia :kr:

          Comment


          • #20
            Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

            Originally posted by musaddaq View Post
            :taubaiss ne aaj tak khud nahi khai kabhi, yeh meri shadi ka wait keer raha hai keh zindagi mian pehli baar mithaii khae, or tum iss se maang raha hoo :kr:
            munda bara nice banda hai...abi abi iss ki tcs kerda mithaai muj tak puhanchi hai...!
            shaadi .....kaafi achi baat hai...! ager ho jay to....:D

            Comment


            • #21
              Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

              Originally posted by sher ali View Post
              munda bara nice banda hai...abi abi iss ki tcs kerda mithaai muj tak puhanchi hai...!
              shaadi .....kaafi achi baat hai...! ager ho jay to....:D
              main teri nahi apni baat ker raha hoon, tu itni mayuoosi se keh raha hia, mujhe ot pehle hi idea tha tera:khi:

              Comment


              • #22
                Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                oo paaa jee appan thwadi he gal pay kerday aaan...
                saday naseeb ta rub jaanay...ki barooon ga...!

                Comment


                • #23
                  Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  kahin tu mujay bin bataye aurat to nahi bun gaya :fuming:
                  :kr::kr::kr::kr:
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                    Originally posted by bloo View Post
                    Marshal law didnt work just coz of your first name "MUNDA" :P .. chief executive of Pegham


                    ye mey ney kahaN apney aap ko isolate kerney ki koshish ki :mm:
                    Once the marshal law is imposed then where does the chief executive stands Aap ko kisi ne dictators kay adab ke baray mein nahi bataya :khi:


                    Jub aap apnay aap ko international woman mein shumaar nahi karein gi to it simply means ke aap apnay aap ko isolate ker rahi ho...isn't it :mm:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      :khi:haan ab inhoon ne tum se kuchh nahi seekha na, jaise tum ne khud pe made in china likh liya hia :kr:
                      Bohat mazakiyaa baatein kerne ke chakar mein jhoot bhi booltay ho :slap:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        :kr::kr::kr::kr:
                        tu hasta hua bilkul karishma kapoor ki tarah lagta he :khi:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Once the marshal law is imposed then where does the chief executive stands Aap ko kisi ne dictators kay adab ke baray mein nahi bataya :khi:
                          Sorry Sir, hum in ki ki hui ghalti keh liya masroor hian:khi:, or ullu CEO always sit, stand kahan kerta hia:tauba, kaash tujhe bhi thori aqal aa jati, jab bhi aqal baanit ja rahi hoti hia, to tu hamesha langer ki line mian khara daal chawal keh liya ler raha hota hia, :comfort:
                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Bohat mazakiyaa baatein kerne ke chakar mein jhoot bhi booltay ho :slap:
                          kya jhoot bola hai mian ne iss mian, tell tell, daso daso:fuming:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            Sorry Sir, hum in ki ki hui ghalti keh liya masroor hian:khi:, or ullu CEO always sit, stand kahan kerta hia:tauba, kaash tujhe bhi thori aqal aa jati, jab bhi aqal baanit ja rahi hoti hia, to tu hamesha langer ki line mian khara daal chawal keh liya ler raha hota hia, :comfort:
                            Ager tu bura maanay to mein aik baat bolon :khi:tu apni chawani jitni khoopri pe ziada booj na dala ker :khi:ager tu mera doost na hota aur tu mere paas khara hota, aur tere haath bhi bandhay hotay aur mere haath mein danda bhi hota aur is per tu ager is tarah ki baat kerta aur mujay ghusa bhi aa jata to mein tujay achi tarah sabak sikha sakta tha

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            kya jhoot bola hai mian ne iss mian, tell tell, daso daso:fuming:
                            Meri jaan murgi ke anday tu mujay koi aik such bata de jo tu ne 2007 mein boola he phir mein tujay bata doon ga ke tu ne kia jhoot boola he :a stick:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                              oh laro nai...!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Bain-ul-Aqwami Kahawetain...

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Ager tu bura maanay to mein aik baat bolon :khi:tu apni chawani jitni khoopri pe ziada booj na dala ker :khi:ager tu mera doost na hota aur tu mere paas khara hota, aur tere haath bhi bandhay hotay aur mere haath mein danda bhi hota aur is per tu ager is tarah ki baat kerta aur mujay ghusa bhi aa jata to mein tujay achi tarah sabak sikha sakta tha
                                yeh itni pabandion keh baad to tu sabak nahi sikha saka ga, hum zara azaad tabiat keh paye gaya hain:khi:

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Meri jaan murgi ke anday tu mujay koi aik such bata de jo tu ne 2007 mein boola he phir mein tujay bata doon ga ke tu ne kia jhoot boola he :a stick:
                                tujhe ek baar gadha kaha tha na :kr:

                                Comment

                                Working...
                                X