Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Emotional Fools!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Emotional Fools!

    Originally posted by musaddaq View Post
    or jo unhian emotional fool banate hian, un keh baare mian kya kehna pasand karain ge aap:comfort:
    Wo to Genious hain.....................................:khi::khi ::khi:.
    Un ka kia kehna..............

    Lakin mujy taras ata hay jo bann jaty hain

    Comment


    • #32
      Re: Emotional Fools!

      Originally posted by *Fari* View Post
      :taubamera sawal ya tu nahi tha khalil bhai
      acha acha aap ka swal wo tha yeh nahi tha:hurray:

      Comment


      • #33
        Re: Emotional Fools!

        Originally posted by Khalil View Post
        Wo to Genious hain.....................................:khi::khi ::khi:.
        Un ka kia kehna..............

        Lakin mujy taras ata hay jo bann jaty hain
        :kr::kr:

        Comment


        • #34
          Re: Emotional Fools!

          jhan tak mera khyal ha to Emotional fool sy fidia uthana bilkul bhi nahin chahiy
          is sy on ki emotions ziada bher jati hian

          Comment


          • #35
            Re: Emotional Fools!

            achaaaaaaaa jeeeeeeeeeee...!

            Comment


            • #36
              Re: Emotional Fools!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Wa Alaikum Aslam

              kisi bhi cheez mein tawazun us cheez ki hasoosiyaat ko nikhaarta he. ziada emotional loog unbalanced hotay hein...aisay loogon ko fool to nahi kaha ja sakta lekin akalmand loogon mein bhi in ka shumaar nahi hota.

              Apnay emotions pe control kerna he akalmandi he :lpop:
              wha ge dair ayya drust ayya:thmbup::thmbup:
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Emotional Fools!

                Originally posted by *Fari* View Post
                :taubamera sawal ya tu nahi tha khalil bhai




                tu ap kay liya kiya khas ha:mm:




                ap ko uski tnagay tornay ki zaroort nahi ha ..........balkay aienda se ap ko kes ki bhi baat per bagair taftesh kiya yaqeen nahi karna
                haan ya acha ha. wasay to mujay b par sakte ha aik aad. heheheheeh:khi::khi::khi:
                sigpicHappy bhi

                Comment


                • #38
                  Re: Emotional Fools!

                  Originally posted by *Fari* View Post




                  tu ap kay liya kiya khas ha:mm:



                  kaafi kuch khaas hai jeee..>!:D

                  Comment


                  • #39
                    Re: Emotional Fools!

                    Originally posted by *Fari* View Post

                    Assalam-o-Alikum!!!


                    App sab ko batana ha kah emotional fools kon hotay hain?
                    Kiya emotional log FOols hotay hain:donno:?
                    Emotional honay ki koi limit ha? ha tu kiya ha?
                    App kay ird gird jo bhi emotional fools ha kiya ap unka faida othatay hain:slap:?
                    ya unko samjhatay :tasali:?samjhatay hai tu kasay samjhtay ha?

                    emotional fools ka mazaq urana achi baat ha?:a stick:

                    Apnay views share kiaren


                    Beta ji emotions insaani zindagi ka aik bohat aham hissah hain, be'his (ya be'emotion :tauba) bandah bhi koi bandah hai - woh to siraf fool ka fool hai :khi:woh bhi aisa fool jiskey par nahin aur urr nahin sakta :khi:. Zindagi emotions key bin nahin guzarti - inhein samjhaaney ki bjaey inhein samajhna chahiyey jo keh qadrey mushkil hota hai jabhi log unhein jazbati kah ker aik tarf kar detey hain :tasali:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: Emotional Fools!

                      Waisey fari pari tumhein kisi ney btaa HI diya keh tum FOOL ho
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #41
                        Re: Emotional Fools!

                        per lagta hai fari ko mehsoos nai hua...!

                        Comment


                        • #42
                          Re: Emotional Fools!

                          Originally posted by Masood View Post
                          Beta ji emotions insaani zindagi ka aik bohat aham hissah hain, be'his (ya be'emotion :tauba) bandah bhi koi bandah hai - woh to siraf fool ka fool hai :khi:woh bhi aisa fool jiskey par nahin aur urr nahin sakta :khi:. Zindagi emotions key bin nahin guzarti - inhein samjhaaney ki bjaey inhein samajhna chahiyey jo keh qadrey mushkil hota hai jabhi log unhein jazbati kah ker aik tarf kar detey hain :tasali:

                          :taubabe'emotional log .....bohat zayada over emotional logo se lakh darjay behtar hotay hain!

                          Originally posted by Masood View Post
                          Waisey fari pari tumhein kisi ney btaa HI diya keh tum FOOL ho

                          :blush:mujhay Fool kesi nay nahi kaha maina ap ko fool:budhu: kaha ha:zuban:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Emotional Fools!

                            fool kabhi khood nai maanta kay wo fool hai...

                            Comment


                            • #44
                              Re: Emotional Fools!

                              Originally posted by sher ali View Post
                              fool kabhi khood nai maanta kay wo fool hai...

                              isliya Masood uncle aur apnay khabi ya nahi mana kah ap log Fool ho:khi::khi:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Emotional Fools!

                                aap kay hotay huay hum yay ghustaakhi nai ker saktay...:kr::kr::kr:

                                Comment

                                Working...
                                X