Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

dur ki sunoo to????????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: dur ki sunoo to????????

    maya jani ager kho daynay kay der say mohabt kerna chor dain to jano insanon main nsaneat name ki cheaz hi nahi rahy gi.janti ho mujhay der kho daynay ka nahi hota kyuonkay main janti hon ager ey mayri hay to koi bhi is ko mujh say alag nahi ker sakta.der to wahan hota hay jahan humain khud say pata ho kay jo cheaz main hasil kernay ja rahi hon ey mayri nahi hay.or koshioh to herhal main kerni chaheay is leay sirf 1 kho daynay kay ahsas ko dil main leay hum petchy hut jain

    Comment

    • #17
      Re: dur ki sunoo to????????

      Originally posted by nomi sialkoti View Post
      hmmmm....
      yah bat to theak ha ka koi cheaz hasil honay sa pahlay he us ka khonay ka dar hota ha..
      wasay maray khayal m aes ka hona achi bat ha key ka kabi kabar hum asi cheaze ke khayish kar pathta haan jo hamaray leya nukasan da sabit ho sakti ha jisay ka yah dar hamay hasal karnay sa rok data ha...aur mana ka yahi dar hamay asa karnay sa be rok data ha jis ka hamari zindgi ma bahot amal dahal hota ha....
      es leya dar jo kahta ha theak kahta ha aur yah fetree ayadat ha...
      :jazak:ap ne kissi bat pa to agree kea
      i m very tnxfull 4 u

      Comment

      • #18
        Re: dur ki sunoo to????????

        Originally posted by refreshing_breeze View Post
        ummid_e_sehar jaani kho dene ka dar tou shaid sab ko hi hota hai.
        khoney ka jab khayal hamare zehan mein aata hai tou hum ziyada
        khoffzadda shaid iss liye bhi ho jaatey hai ke uss cheez / rishtey se
        hume bohat dilli lagaao hota hai.
        lekin meine ye bhi dekha hai ke jiss bhi cheez ka hume ziyada dar hota hai wohi ho jaati hai
        iss liye dar ko apney ander se nikaal bahir karey
        har cheez / baat ko bahaduri se face karey
        sometimes hamarey dar ki wajjah se thik hotey hotey kaam kharab ho
        jaata hai.
        so zaroorat se ziyada kissi bhi cheez se nahi darna chahiye.
        tnx dear acha luga ap ka uoon sumjhana ,,,,,,pta hay main ne ea thread kun lugaya ,kun k main janna chahti hon k jo jo maray sath hota hay wo sub k sath hay or asay main ap sub in chezoon ka kasay handle kurtay ho ........i know ea sub bohut choti choti batin hain ........lekin sumjho to ahsas hota hay ahum bhi hain na

        Comment

        • #19
          Re: dur ki sunoo to????????

          well honestly mujy Nahi hay durr kisi bee chez ka...............

          Pata nahi aap loag apny liy etini choti choti prblem kiun creat ker laity hian khamkhawah hee apny aap ko tention main ly liaty hain...

          Comment

          • #20

            • #21
              Re: dur ki sunoo to????????

              dar hona hi nai chahye kisi ka b swae ALLAH k

              jo b tension ho us ka moqaabla buhadri say karo sab theek ho jaata hai

              kyon k ALLAH Mian humesha humare sath hain :)

              Comment

              • #22
                Re: dur ki sunoo to????????

                Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                tnx dear acha luga ap ka uoon sumjhana ,,,,,,pta hay main ne ea thread kun lugaya ,kun k main janna chahti hon k jo jo maray sath hota hay wo sub k sath hay or asay main ap sub in chezoon ka kasay handle kurtay ho ........i know ea sub bohut choti choti batin hain ........lekin sumjho to ahsas hota hay ahum bhi hain na
                of course jaani hum sab issi duniya mein rehtey hai
                aur problems tou sab ko hoti hai na
                koi problems ko face karta hai
                koi dar jaata hai aur haar se pehle hi haar maan leta hai
                zindagi mein sometimes bohat choti choti baatey bhi bohat meaningful hoti hai
                agar samjha jaye tou
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment

                • #23
                  Re: dur ki sunoo to????????

                  Originally posted by Khalil View Post
                  well honestly mujy Nahi hay durr kisi bee chez ka...............

                  Pata nahi aap loag apny liy etini choti choti prblem kiun creat ker laity hian khamkhawah hee apny aap ko tention main ly liaty hain...
                  :clap:aaj kul tu meri ummidon pe pura uter raha he shabaash mere cheetay :tasali:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: dur ki sunoo to????????

                    Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                    :jazak:ap ne kissi bat pa to agree kea
                    i m very tnxfull 4 u
                    aray bai jo bat theak lagay us per agree karna chaheya aur jo na lagay us sa inkar karna dhaheya...
                    itna to hak ha na...:donno:
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: dur ki sunoo to????????

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      :clap:aaj kul tu meri ummidon pe pura uter raha he shabaash mere cheetay :tasali:
                      yeh parr ker dekhaoo pher
                      یار بس کی کراں اے ساریاں تیریاں ہی مہر بانیاں نے
                      ورنہ میں کہاں اور تو کہاں

                      Comment

                      • #26
                        Re: dur ki sunoo to????????

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        :clap:aaj kul tu meri ummidon pe pura uter raha he shabaash mere cheetay :tasali:
                        :khi::khi::khi::khi::khi::khi::khi:
                        sigpicHappy bhi

                        Comment

                        Working...
                        X