Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hala Ji Hazri Dein :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hala Ji Hazri Dein :)

    Assalamo allaikum Hala :)

    Aap zara is thread mein regular aaya karein aur hamein apney kaam key mutaliq btaein.

    Working for UN must be an honour!

    Insaniyat ki khidmat jab bhi jahan bhi jis haal mein karo aik bohat bada kaar-e-khair hai. Aur merey nazdeek woh insaan bohat badi sitaeesh key haqdaar hain jo insano ki khidmat ko apna mishal-e-raah bnaa letey hain. :maan: :phool:

    Aap yeh btaiyey keh aap kya kar rahi hain UN ki janib sey? Aur kab sey hain is kaam mein? Apney kaam ki tafseel btaa sakti hain? :rose

    Masood
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Hala Ji Hazri Dein :)

    Originally posted by Masood

    To kya Hala UN ke liye kaam karti hain, phir to aap apna experience yehan zaroor share karen
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment

    • #3
      Re: Hala Ji Hazri Dein :)

      W.salam Masood jii ......... :rose

      well sorry meree gher hazrii ki waja sii ..... actually kabi kabi busy honi k waja sii time nahi melta...... :( and 2nd kuch friends meree barii mien jantii haii ka mein kis mushkil sii forum use kartii hoon...... :lol ok aap ko nahi pata....asl masala yah hai ki for the last 2 months i shared my office room with one of my collegue... so we employess are not allow to use other site......... so mein chupki chupki use karti hoon jab chance mil jaii to aik post ka answer dia....etc..... :wink

      yeah har kam mian honor haii agar woo honesty si kia jaii not only UN ......... :rose

      well mein Oct 2003 si UN ki satt kam kar rahii hoon.... my responsibility haii ... refugees ki protection, education, health and other basic needs... ko imporve and fullfill karna.... or kisi qesam ka difficulties hoon unka ...... solve karana...yah kam meian akilii nahii kar rahi hoon... with the help of other collegues....... and preparing quarterly reprots and translation of some documents is also include in my job.........

      and ajj kal presentation ki prepration kar rahi hoon for other seniors..........so much confused how it will be coz its my first time for such big presentation specially for seniors.... ...... and aik friend Nido jii nii kahah .......k dont wory .......sab ko aiisi samjo jiise unko kuch bi nahi atta.. and u are going to teach them...... :) ... so i hope it wil be successful ..........:insha:
      yeah tii sab meree barii ............ for any kind of question u r :welcome:

      Thanks

      and let me know about you .......... wht are u doing behind pegham Super Moderator..........
      Last edited by *Hala*; 12 September 2005, 10:11.
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #4
        Re: Hala Ji Hazri Dein :)

        Originally posted by Hala
        W.salam Masood jii ......... :rose

        well mein Oct 2003 si UN ki satt kam kar rahii hoon.... my responsibility haii ... refugees ki protection, education, health and other basic needs... ko imporve and fullfill karna.... or kisi qesam ka difficulties hoon unka ...... solve karana...yah kam meian akilii nahii kar rahi hoon... with the help of other collegues....... and preparing quarterly reprots and translation of some documents is also include in my job.........

        Aap ne kabhi refugee camp visit kiya hai...?
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #5
          Re: Hala Ji Hazri Dein :)

          Originally posted by Spy009
          Aap ne kabhi refugee camp visit kiya hai...?
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment

          • #6
            Re: Hala Ji Hazri Dein :)

            Originally posted by Hala
            so we employess are not allow to use other site......... so mein chupki chupki use karti hoon jab chance mil jaii to aik post ka answer dia....etc
            Unhein maloom nahin na keh aap Pegham per aati hain, aur Pegham muhabbaton, khaloos aur dosti ka Pegham hai :) Waisey aap bhi meri tarha karti hain, main bhi kaam per hoon aur apna Pegham nahin chhorta :lol

            Originally posted by Hala
            har kam mian honor haii agar woo honesty si kia jaii
            Bohat khoobusrat soch zahir ki hai aap ney :rose. Insaan apney kaam mein dil rakh dey to ussey bohat lutf aata hai aur honesty bohat aham hai. Warna kaam karney ka faedah nahin.

            Originally posted by Hala
            refugees ki protection, education, health and other basic needs... ko imporve and fullfill karna.... or kisi qesam ka difficulties hoon unka ...... solve karana...yah kam meian akilii nahii kar rahi hoon... with the help of other collegues....... and preparing quarterly reprots and translation of some documents is also include in my job
            Mera andaza hai keh aisey kaam key liye koi training bohat zaroori hoti aur na siraf traning balkey aap ko mentally bohat mazboot hona parta hai. Refugee aik aisa insaan hai jo sab kuchh luta chuka hota hai, yahan tak uski umeedein tak fot ho chuki hoti hai. Phir kuchh zakhmi hotey jism bikhrey hotey hain, tarha tarha ki aah-o-fughaan mein doobey aansu dekhney parrtey hain. To kya aap ki traning mein in baton ko count kiya jata hai? aap ko mentally kaisey tayyar kiya jata hai? (is per mazeed baad mein)

            Originally posted by Hala
            its my first time for such big presentation specially for seniors
            Kabhi na kabhi koi na koi kaam pehli baar hi kiya jata hai. Aap wohi kuchh karo gi jo aap kar sakti ho. And then this will be your base for the next presentation. You always learn form your previous experience. Although you can see other pplz presentations but you will always need to do by yourself to get that experience and GOOD LUCK :)

            Originally posted by Hala
            wht are u doing behind pegham Super Moderator
            Well meeeee much has been asked about me in my interview, which you can see in this forum. Briefly I am living in Denmark, Pakistani national although I have lived here for more tha 20 yrs. Pegham hamara khawab hai keh ham aik aisa platform apney pyarey logon ko dein jahan per siyasat aur bahmi nafrat na ho. Iskey elawa aik bohat bada maqsad merey dil mein abhi dafan hai jissey main Pegham key zariyey poora karna chahta hoon. Magar woh waqt aaney per :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Hala Ji Hazri Dein :)

              Unn jagahon se aap ne kya tajurba haasil kiya, maslan refugee ka kya reaction tha, we wahan as a refugee kya feel karte thay, aurton, mardon, bachchon, and youngers kaise feel kartey, aap ko wahan, aapko volunteering mein preshani aati thi...ya easily handle kartey thein.
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment

              • #8
                Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                Originally posted by Masood
                Iskey elawa aik bohat bada maqsad merey dil mein abhi dafan hai jissey main Pegham key zariyey poora karna chahta hoon. Magar woh waqt aaney per :)
                Yeh kya hai bhai...
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #9
                  Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                  Originally posted by Spy009
                  Yeh kya hai bhai...
                  Spy yeh bhi aik mission hai, magar yeh waqt aaney per zahir karoon ga apney members per. Aik kaar-e-khair ki koshish hai, ya doosrey alfaaz mein aakhrat ka bandobast hai jis mein aap sab ko saath ley kar chalna chahta hoon :) Intizaar kijiye :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10

                    :insha: ham sab aap ke saath denge.
                    Allah swt ta'ala aap ki dili muqasid ko pura kare
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment

                    • #11
                      Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                      Originally posted by Masood
                      Unhein maloom nahin na keh aap Pegham per aati hain, aur Pegham muhabbaton, khaloos aur dosti ka Pegham hai Waisey aap bhi meri tarha karti hain, main bhi kaam per hoon aur apna Pegham nahin chhorta

                      Bohat khoobusrat soch zahir ki hai aap ney . Insaan apney kaam mein dil rakh dey to ussey bohat lutf aata hai aur honesty bohat aham hai. Warna kaam karney ka faedah nahin.

                      Mera andaza hai keh aisey kaam key liye koi training bohat zaroori hoti aur na siraf traning balkey aap ko mentally bohat mazboot hona parta hai. Refugee aik aisa insaan hai jo sab kuchh luta chuka hota hai, yahan tak uski umeedein tak fot ho chuki hoti hai. Phir kuchh zakhmi hotey jism bikhrey hotey hain, tarha tarha ki aah-o-fughaan mein doobey aansu dekhney parrtey hain. To kya aap ki traning mein in baton ko count kiya jata hai? aap ko mentally kaisey tayyar kiya jata hai? (is per mazeed baad mein)

                      Kabhi na kabhi koi na koi kaam pehli baar hi kiya jata hai. Aap wohi kuchh karo gi jo aap kar sakti ho. And then this will be your base for the next presentation. You always learn form your previous experience. Although you can see other pplz presentations but you will always need to do by yourself to get that experience and GOOD LUCK

                      Well meeeee much has been asked about me in my interview, which you can see in this forum. Briefly I am living in Denmark, Pakistani national although I have lived here for more tha 20 yrs. Pegham hamara khawab hai keh ham aik aisa platform apney pyarey logon ko dein jahan per siyasat aur bahmi nafrat na ho. Iskey elawa aik bohat bada maqsad merey dil mein abhi dafan hai jissey main Pegham key zariyey poora karna chahta hoon. Magar woh waqt aaney per
                      app nii shaii kahaa...pegham tu muhabbaton, khaloos aur dosti ka Pegham hai .... no doubt........agar mein inko bata doo ... tu who will work in the office .....coz i m sure iss mein itnii kashish haii k koi bi aur kam dil karni ko nahi chahataa.......bas ki pegham ki pass bitin rahii........

                      yeah agar kam karan haii humii to honesty si... and every one should be sincere with her/his work............agar ajj sab honest hotti tu dunia aiis stage pi na hoti.......i mean war...

                      Yes jii ... no one is perfect in this world except Allmight Allah...har new field meain information and training sab sii phelii zaroori haii .....kioun ka ham sirf apni expereince and thinking si kuch nahi karsktii...humi bii time per trainings dia jatii haii ...... with full real information... humi mentally trainings, case study, role plays...etc si tayyar ki jatii haii ....agar humi field me istarha sii koi serious waqeea mel jaii tu direct we cant give them any sugession or advise first we discuss the problem among us or with other seniors...than find any better solution for them........ and we have many books to study for such problems...

                      Thanks for your wishes..... yeah life is for learning ........and expereince come from experince ......and i m trying the same to do it by myself with the help of Allah and my parents and friends advise....... so tomorow i have flight for Islamabad...

                      wish your all wishes come true soon ........hope and goal is best thing for life ........ hum dua kartii hai ka woo waqt jaldi ajjaii.......
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                        Originally posted by Spy009
                        Unn jagahon se aap ne kya tajurba haasil kiya, maslan refugee ka kya reaction tha, we wahan as a refugee kya feel karte thay, aurton, mardon, bachchon, and youngers kaise feel kartey, aap ko wahan, aapko volunteering mein preshani aati thi...ya easily handle kartey thein.
                        u know spy jii ......... mee bi unii refugees sii aik hoon ... mein buhat chootii tii buhat sii jang koo dikii haii .... apnii samnii logoo ko tarptii hooi dikii hai joo jan di rahii tiii ......or koi bi nahi taa unki help krani ki liyee... likin kia karii hallat hii waisi tii ....... jo sub majboor or bi bass tii ....... let me to share one of my unforgivable memory.... mein appni, sister and Ammi ki satt kamrii mein tii ... ka rocket room mein agaii... hum ni kahaa ka hum to chali gaii ais dunia sii ... likin Allah ka buhat karam or reletives and dosto ka buhat dua taa ka humii kuch bi nahi howaaa...atta ka ungli bii nahii cuttiii... jab hum oss hadasi ko yad kartii hii tu buht dar lagta haii...

                        app ka sawal ....... about my own feeling........... u may be trust me or not as u wish... :) .... jab hum un refugee si mil rahii tii or unsii batii ho rahi tii ...... we all were crying on thier life.......kissi ni apni young son, daughter, husband , mother ko marti dikka taa...... yeah aik dosri sii bechreee hoii tii......preshanii tu har waqt hottii hai unko handle karnii mein.......
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                          Originally posted by Hala
                          humii kuch bi nahi howaaa...atta ka ungli bii nahii cuttiii... jab hum oss hadasi ko yad kartii hii tu buht dar lagta haii...
                          Kehtey hain keh jissey Allah bachana chahey ussey koi nahin maar sakta. Chahey kuchh bhi ho jaey. Allah Tala ko aap ki zindagi ki zaroorat thi aur wohi sab kuchh janta hai. Us ki zaat-e-paak ney aap ko aik achhey kaam key liye chun liya tha to woh missile kaisey phat sakta tha? Allah ney apney jis bandey sey koi kaam lena ho, ussey har haal mein zindah rakhta hai.

                          Ham log bombs ka tasawwar kartey hain to khof aata hai, aap ney to inhein apney dekha hai.

                          Originally posted by Hala
                          we all were crying on thier life.......kissi ni apni young son, daughter, husband , mother ko marti dikka taa...... yeah aik dosri sii bechreee hoii tii......preshanii tu har waqt hottii hai unko handle karnii mein.......
                          Maloom hai main ney bachpan mein aik PTV Play dekha tha PNAH - afghan war per tha, woh play aaj tak merey zehan mein naqsh hai keh kya qayamat tooti thi un per aue jis tarha woh toot phoot kar pakistan pohanchey they. Hamein dekh kar rona aata hai aur woh log jo is mein guzar chukey hain, unka kiya haal houwa ho ga.

                          Hala aap ney kaha aap ney bohat jangein dekhi hain, aaj aap UN ki ambassador ho. Yeh btao jang kisi masley ka hal ha? Aur afghan jangein jo last 20-30 saal sey ho rahi hain, is mein UN ka kitna haath hai? Unho ney aaj tak in mein koi khaas role play kyun nahin kiya?
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Hala Ji Hazri Dein :)

                            Originally posted by Masood
                            Kehtey hain keh jissey Allah bachana chahey ussey koi nahin maar sakta. Chahey kuchh bhi ho jaey. Allah Tala ko aap ki zindagi ki zaroorat thi aur wohi sab kuchh janta hai. Us ki zaat-e-paak ney aap ko aik achhey kaam key liye chun liya tha to woh missile kaisey phat sakta tha? Allah ney apney jis bandey sey koi kaam lena ho, ussey har haal mein zindah rakhta hai.

                            Ham log bombs ka tasawwar kartey hain to khof aata hai, aap ney to inhein apney dekha hai.

                            Maloom hai main ney bachpan mein aik PTV Play dekha tha PNAH - afghan war per tha, woh play aaj tak merey zehan mein naqsh hai keh kya qayamat tooti thi un per aue jis tarha woh toot phoot kar pakistan pohanchey they. Hamein dekh kar rona aata hai aur woh log jo is mein guzar chukey hain, unka kiya haal houwa ho ga.

                            Hala aap ney kaha aap ney bohat jangein dekhi hain, aaj aap UN ki ambassador ho. Yeh btao jang kisi masley ka hal ha? Aur afghan jangein jo last 20-30 saal sey ho rahi hain, is mein UN ka kitna haath hai? Unho ney aaj tak in mein koi khaas role play kyun nahin kiya?
                            well jang tu kisi masley ka hal nahi hotaa.....sirf mazloom, ghareeb, logo ki jan chali jatii haii .... or jo log yeah kam kartii hii kash woo khud bii wahi hon ... likin nii woo tu khud dosrii country mein betin haii sirf nazara dek rahi hoti haii.. or talyee bajatii haii jo be jang karta hii apni mafad mein sochta haii....... and we can't only blame UN for this ...... i mean aiis Afghanistan ki jang mein buhat sii logo and countries ki haat haii ........ i dont wanna to mention thier names here...... but i m sure .......u know whose that countries............ok any way.........agar hum UN ka batt karii jo logo ki help kar rhiii haii ......they always well wisher for Afghan people.......and trying thier best to assist them in any condition.......... and role paly ki battt........ agar iss mein unoo nii kam kia ........tu story tu khatam hogii......naa ... for example film story ... if the hero of film die......so the film story will be end.......... same problem is with them ........they know about each and everything .......but dont wanna to solve them....if they solved so they will prepare to capture other country.........
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment

                            • #15

                              I am full of praise for underlying organisations in UN like UNICEF; UNESCO and others, which are helping the needy. But main zaati tor per UN sey sakht nalaan hoon aur Iraq war mein UN ka kirdaar bohat hi bhiyanak aur ghanda hai. Yeh organisation siraf power rakhney waley taqaton ka aik chonchla hai, aur duniya ki zubanein band karney key liye UNICEF aur doosri zaili shakhein qaaeem kar din hain tak keh kuchh logon ki bhalai kar do aur duniya khamosh ho jaey gi.

                              Main ney aaj tak nahin parha keh UN ney kisi masley ka hal nikala ho, haan siraf unka jahan USA ya kisi doosri badi taqat ko apna maqsad ho to. For me blame for wars in Iraq and Afghanistan SHOULD go to UN for not acting as the factor it was meant for. And neither it'll be in future.

                              What you are doing in your underlying organisation for UN is a work to be remember. Pplz like you who don't care for their own lives and just are there for the needy are full of respect! Lekin UN is just nothing!
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X