Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Huq kisa zyada..?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Huq kisa zyada..?

    kehte hain ke paida karne wale se zyada huq usko paalne ya parwarish karne wala ka hota hai..

    ye baat kahan tak durust hai??:)

  • #2
    Re: Huq kisa zyada..?

    I personally 100% agree with this statement... ke waqai paidah karne waale se zyadah paalne waale ka huq hota hai... aur hone bhi chahiye... for eg... ager aik maali sirf zameen mein aik podah laga ker ussy chor chala jaaye tu woh murjha jaata hai... lakeen ager usi podhe ki daikh bhaal koi dosra maali kare.. jaise usey waqt fawqtan paani dena.. khad ka istemaal us ki cutting karte rehna properly.. tu woh podah darkht ban ker phal ya phool job hi de us per aur us darakht per bansibat usey lagane waale ke use ki daikh bhal karne waale maali ka huq kai zyadah hoga... yeh aik misaal thi.. jis se hum ne apni baat wazaih karne ki koshish ki hai... warna hum khud bagair kisi misaal ke bhi stoutly is baat se agree karte hain ke paalne waale ka huq kai kai zyadah hai paidah karne waale se.. :)

    Comment


    • #3
      Re: Huq kisa zyada..?

      i agree with that ... k waqai paidah karne waale se zyadah paalne waale ka huq hota hai...

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


      Comment


      • #4
        Re: Huq kisa zyada..?

        g haan paida krny waaly say zyada haq paalny waaly ka hota hai
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #5
          Re: Huq kisa zyada..?

          Salam
          maiN b kkuch kahooN ga.. wo yai k aap nay bilkul theek kaha hay k paida karnay walay say paalnay parwarish karnay walay ka haqq zyada hota hay.. jabb paida karnay wala choR gya to choR gya... ho sakta hay koi majboori ho ya jaan boojh k choRa ho laikin wo kehtay haiN k jabb choR gya to taaluq khatam aur taaluq k saath hi uss ka haqq b khatam.. ALLAH nay b yai baat jatlaee hay aulaad ko k tum apni maan k saath guzaari hui aik raat ka badla nahi day saktay.... it means k raat guzarna paida karnay k baad ka amal hay aur iss amal maiN mushkil ka andaza b ALLAH nay sahi tarah kia hay... aur poora credit dia hay... ALLAH hamaiN apnay paida karnay waloN aur paalnay waloN ka haqq b poori tarah adaa karnay ki taufeeq aur himmat ataa farmaayai... AAMEEN
          Baykamal

          kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

          Comment


          • #6
            Re: Huq kisa zyada..?

            Originally posted by mahek View Post
            kehte hain ke paida karne wale se zyada huq usko paalne ya parwarish karne wala ka hota hai..

            ye baat kahan tak durust hai??:)
            Paalnay walay ka haq ziada hota he us surat mein jub paiday kerne wala bagair majboori ke choor gaya ho
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Huq kisa zyada..?

              Yehan tak.

              Comment


              • #8
                Re: Huq kisa zyada..?

                nahi ge pada karnay wala ka be utna haq ha jetna palna wala ka keyu ka palta be wo he ha jo pada karta ha. agar us ke koi majburi haa to he wo kesi aur ko palna ka leya day ga to es ma pada karna wal ka haq kasay kam ho gaya haan agar wo bela waja chor data ha to es surat ma palna wala ka zayda nahi balkay pura haq ha es ka elava kesi aur ka nahi
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Huq kisa zyada..?

                  Pada karnain walay ka to palnaan faraz hota hai, jabkay palnain walay ka palnaan faraz nahin hota. per wo isay faraz banaan kar palay to maira khyal hai us ka haq ziyaada hoa.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Huq kisa zyada..?

                    Originally posted by nomi sialkoti View Post
                    nahi ge pada karnay wala ka be utna haq ha jetna palna wala ka keyu ka palta be wo he ha jo pada karta ha. agar us ke koi majburi haa to he wo kesi aur ko palna ka leya day ga to es ma pada karna wal ka haq kasay kam ho gaya haan agar wo bela waja chor data ha to es surat ma palna wala ka zayda nahi balkay pura haq ha es ka elava kesi aur ka nahi
                    :thmbup:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Huq kisa zyada..?

                      Maray Kheal Main Dono Ki Ahmeat Hay ,eak K Sath Rishta Ap Ko Allah Je Gift Kea Hay Jiss Say Ahmeaat Dor Ya Nuzdek Rehnay Say Nahi Hoti Or Jiss K Sath Ap Rehtay Us Ki Ahmeat Is Leay Hay K Allah Je K Leay Ap Atnay Ahum Ho K Us Ne Ap Ko Do Log Deay Yani Do Do Payar Kurnay Walay Deay Jiss K Sath Bhulay Hi Rishta Khone Ka Nahi Pur Asa Kun Lugta Hay Kho Do Gay To Hasil Jum Phir Bhi Kahli Hath Hi Hon Gay

                      Comment


                      • #12
                        Re: Huq kisa zyada..?

                        Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                        Maray Kheal Main Dono Ki Ahmeat Hay ,eak K Sath Rishta Ap Ko Allah Je Gift Kea Hay Jiss Say Ahmeaat Dor Ya Nuzdek Rehnay Say Nahi Hoti Or Jiss K Sath Ap Rehtay Us Ki Ahmeat Is Leay Hay K Allah Je K Leay Ap Atnay Ahum Ho K Us Ne Ap Ko Do Log Deay Yani Do Do Payar Kurnay Walay Deay Jiss K Sath Bhulay Hi Rishta Khone Ka Nahi Pur Asa Kun Lugta Hay Kho Do Gay To Hasil Jum Phir Bhi Kahli Hath Hi Hon Gay
                        hmmmm agar pada karnay wala he pala la to dusray ke zaroorat kaya ha aur agar palna ka leya kesi aur ke zaroorat ha to pada karnay wala ke koi ahmeyat nahi ha
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Huq kisa zyada..?

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          nahi ge pada karnay wala ka be utna haq ha jetna palna wala ka keyu ka palta be wo he ha jo pada karta ha. agar us ke koi majburi haa to he wo kesi aur ko palna ka leya day ga to es ma pada karna wal ka haq kasay kam ho gaya haan agar wo bela waja chor data ha to es surat ma palna wala ka zayda nahi balkay pura haq ha es ka elava kesi aur ka nahi
                          majboori ko zara define ker dijye plzzz???

                          Comment


                          • #14
                            Re: Huq kisa zyada..?

                            Originally posted by *Pooh* View Post
                            I personally 100% agree with this statement... ke waqai paidah karne waale se zyadah paalne waale ka huq hota hai... aur hone bhi chahiye... for eg... ager aik maali sirf zameen mein aik podah laga ker ussy chor chala jaaye tu woh murjha jaata hai... lakeen ager usi podhe ki daikh bhaal koi dosra maali kare.. jaise usey waqt fawqtan paani dena.. khad ka istemaal us ki cutting karte rehna properly.. tu woh podah darkht ban ker phal ya phool job hi de us per aur us darakht per bansibat usey lagane waale ke use ki daikh bhal karne waale maali ka huq kai zyadah hoga... yeh aik misaal thi.. jis se hum ne apni baat wazaih karne ki koshish ki hai... warna hum khud bagair kisi misaal ke bhi stoutly is baat se agree karte hain ke paalne waale ka huq kai kai zyadah hai paidah karne waale se.. :)
                            agreed:thmbup:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Huq kisa zyada..?

                              Originally posted by nomi sialkoti View Post
                              hmmmm agar pada karnay wala he pala la to dusray ke zaroorat kaya ha aur agar palna ka leya kesi aur ke zaroorat ha to pada karnay wala ke koi ahmeyat nahi ha
                              nomi bhai ea sub ALLAH JE k kam hain agar peda kurnay wala ap k pass nahi bhi hay na kahin na kahin us k n honay ka ahsas bhi lazmi ho ga ,,,,,,,,,ea to wo juzba hay jo ijazat nahi mangta jo bina pochay hi dill ki dehlez pa uoon a jata hay mano hur haq hasil ho ......ager mohabatain bhi ijazut mangnay lug jain to unko mohabt kon kahay ga

                              Comment

                              Working...
                              X