Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabhi aap ney socha!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kabhi aap ney socha!

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Kabhi aap ney socha!

    mien kabhi nhi chahoon gi k mujh peh yeh raaz khulay......never.....
    boht takleef hoti hay jab hum kisi ki galat sooch jaan jaien.....i think is amar say 95% dukh hee milay ga.......go keh hum boht see achhi batien bhi jaan jaien gay but i think k yeh hamaari personal jageer hay is mien kisi aur ki bila ijaazat aamad intihaai na pasandeeda ho ga.

    Comment


    • #3
      Re: Kabhi aap ney socha!

      Wa Alaikum Aslam!

      Mein yeh to chahoon ga ke mein loogon ki soochein perh ke us ke accordingly apnay aap ko mould ker loon, lekin mein yeh kabi nahi chahon ga ke koi meri soochein perhay...strange na
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Kabhi aap ney socha!

        Originally posted by *Duaa* View Post
        mien kabhi nhi chahoon gi k mujh peh yeh raaz khulay......never.....
        boht takleef hoti hay jab hum kisi ki galat sooch jaan jaien.....i think is amar say 95% dukh hee milay ga.......go keh hum boht see achhi batien bhi jaan jaien gay but i think k yeh hamaari personal jageer hay is mien kisi aur ki bila ijaazat aamad intihaai na pasandeeda ho ga.
        :thmbup: :thmbup:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Kabhi aap ney socha!

          Allah ka shuker he k esa nahi he or yakinan is me bari hikmat he jo ham aik doosre ki sochen nahi parh sakte warna pata nahi duna kia se kia ho jaey.

          Comment


          • #6
            Re: Kabhi aap ney socha!

            No never na tu main kisi ki sochain perhna chta hoon aur na hi kisi ko yeh ijazat dooon ga k meri sochain koee perhay
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Kabhi aap ney socha!

              main nay aisa nahi socha or na hi chahti hoon k aisa ho
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • #8
                Re: Kabhi aap ney socha!


                Walaikom Assalam
                main nay aik khani perhi thi...jis mein koi shakhs buht mehnat karkay aisi jaga aur aisay waqt per pohanchta hai jab koi bhi dua mangi jai tu poori ho jati hai....aur woh yehi dua mangta hai keh wo sab ki sochain perh lai....un kay zehnooN main kia hai yeh jan sakay.......aur jab aisa ho jata hai tu loagoon ki munafqat khul kar us kay samnay aajati hai.....jin loagoon say woh buht muhabbat karta hai jin ko buht acha samjhta hai woh bhi us say mukhlis nahin hotay.......phir dobara say woh usi jaga usi waqt ja kar is salahiyat kay wapis lai lainay ki dua mangta hai.........jo us ki saari khushiyaaN chen laiti hai........
                tabhi kehtay hai her kaam mein ALLAH TALAAki maslehet hoti hai....aisi anokhi salahitain inssan ko kabhi khush nahin rehnay daitieN.....
                aur kehtay hain naa baykhabri bari nemat hai........
                aik mukhtasir nazm yaad aa gai

                baat hai sirf yehi
                mil gai jab aagahi
                her khushi jati rehi

                aik aam si baat hai jab kaafi arsay bad humper kisi ki asliyat khulti hai tu hamain kitna afsoos hota hai .....lakin phir bhi un ki achi yadoon ko un bad-sortiyoon ki waja say kharab nahin honay daitay......aur above situation mein tu banda kabhi kisi perghalti say bhiaitba nahin kar paai ga....
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Kabhi aap ney socha!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Wa Alaikum Aslam!

                  Mein yeh to chahoon ga ke mein loogon ki soochein perh ke us ke accordingly apnay aap ko mould ker loon, lekin mein yeh kabi nahi chahon ga ke koi meri soochein perhay...strange na
                  but hum sab ki sochoon keh mutabiq mould to nahi ho sakta na:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kabhi aap ney socha!

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    Walaikom Assalam
                    main nay aik khani perhi thi...jis mein koi shakhs buht mehnat karkay aisi jaga aur aisay waqt per pohanchta hai jab koi bhi dua mangi jai tu poori ho jati hai....aur woh yehi dua mangta hai keh wo sab ki sochain perh lai....un kay zehnooN main kia hai yeh jan sakay.......aur jab aisa ho jata hai tu loagoon ki munafqat khul kar us kay samnay aajati hai.....jin loagoon say woh buht muhabbat karta hai jin ko buht acha samjhta hai woh bhi us say mukhlis nahin hotay.......phir dobara say woh usi jaga usi waqt ja kar is salahiyat kay wapis lai lainay ki dua mangta hai.........jo us ki saari khushiyaaN chen laiti hai........
                    tabhi kehtay hai her kaam mein ALLAH TALAAki maslehet hoti hai....aisi anokhi salahitain inssan ko kabhi khush nahin rehnay daitieN.....
                    aur kehtay hain naa baykhabri bari nemat hai........
                    aik mukhtasir nazm yaad aa gai

                    baat hai sirf yehi
                    mil gai jab aagahi
                    her khushi jati rehi

                    aik aam si baat hai jab kaafi arsay bad humper kisi ki asliyat khulti hai tu hamain kitna afsoos hota hai .....lakin phir bhi un ki achi yadoon ko un bad-sortiyoon ki waja say kharab nahin honay daitay......aur above situation mein tu banda kabhi kisi perghalti say bhiaitba nahin kar paai ga....
                    :thmbup: :thmbup: :thmbup: very much true

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kabhi aap ney socha!


                      :lpop: ya sawal meray dimag ma bhi aksar ata ha:blush: huamri souchain kitni milti ha!!!!!

                      mai khabi nahi chahon gi kah dosray meri souchay parhay:hathora per mujhay souchain parhany:wk ma bohat maza ata ha:D

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kabhi aap ney socha!

                        Walaikum Salam.....:rose
                        umm mai nahi chahti kay kisi ko pata chalay kay mai kia soochti ho......bt haa akser chahti ho kay loog kia sooch rahay hai wo jaan sako.......:lpop:
                        sigpic


                        Comment


                        • #13
                          Re: Kabhi aap ney socha!

                          WA SALAM

                          nhi hum nhi chahty k hum dosaroon ki sochein parhny ka skill paaein....:na:
                          wo kya hy na k.......kuch khush fehmiyaan achi hoti hain wo bhe apnoon ky baray mein ....
                          wasay kabhi kabhi soch ati hay k agar mil jaiy to......:khi:

                          haan agar koi hamari soch parhna chahy to.......most wellcome :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kabhi aap ney socha!

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            but hum sab ki sochoon keh mutabiq mould to nahi ho sakta na:)
                            Lekin mein kooshish zaroor kerta hoon...meri real life mein jo doost hein un ki aapnis mein un bun rehti he, lekin mere saath sabi goodie good hotay hein...wo aisay ke mein apnay aap ko doosron ke mutabik dhaal leta hoon...it is not that ke mein apni identity khatam ker deta hoon...jahan mein jukna janta hoon wahan jukanay ka fun bhi aata he...this is how the relation works...yeh bohat complicated aur critical moaamlaat hein...mujay akser kaamyaabi hui he is liye mein kuch confident hoon. :)
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kabhi aap ney socha!

                              Originally posted by fari View Post
                              :lpop: ya sawal meray dimag ma bhi aksar ata ha:blush: huamri souchain kitni milti ha!!!!!

                              mai khabi nahi chahon gi kah dosray meri souchay parhay:hathora per mujhay souchain parhany:wk ma bohat maza ata ha:D
                              tumharay ander itni akal kahan ke doosron ki soochein perh sako...serious to tum kabi hoti nahi ho...cartoon kia soochein perhay ga doosron ki :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X