Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Million dollar question :The Plural in Urdu

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Million dollar question :The Plural in Urdu

    1 need to know what's the plural of Mard (Man) in urdu

    I have few multiple choices.... please, choose the best possible answer.... I am confused myself too :dua
    • Amraad
    • Mardood
    • MardoN
    • Mardaan

    :donno:BYE :donno:

  • #2
    Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

    Urdu zubaan mein singular plural ke banawat ko dekha jaye to us lehaz se yeh Amraad honi chahiye, since yeh word meri aankhon se kabi nahi guzra

    Mardon ziada istamaal hota he, lekin yeh her jagah fit bhi nahi aa sakta.

    Mardaan bhi kuch sense deta he...lekin yeh bhi nahi perha.

    is liye mera khyaal he ke Merd ka plural bhi Merd he hona chahiye
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

      strange

      Comment


      • #4
        Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

        Originally posted by sweet_alveena View Post
        1 need to know what's the plural of Mard (Man) in urdu

        I have few multiple choices.... please, choose the best possible answer.... I am confused myself too :dua
        • Amraad
        • Mardood
        • MardoN
        • Mardaan
        jaisy english main sheep ka plural nahi hota
        aisy hi urdu main mard ka plural nahi hota:khi:
        simple:lpop:
        or agr in main say koi poochna hai to hai mardon
        jaisa k Amir nay kaha
        k ye kahin suit hota haior kahin nahi hota
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #5
          Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

          hota hain na!

          :donno:BYE :donno:

          Comment


          • #6
            Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

            Assalaam o alaikum
            kya baat hay very nice question... very sensible question but answer seems to be MARDAN aur kisi hadd tak mardoN ka b istemal hay laikin MARDAN hazrat allama Iqbal RA k kalam maiN maiN nay khud paRha hay aur bohat acha plural hay baaqi rahi baat MARDOOD ba wazan e AMROOD aur amraad maiN nay kaheeN nahi sunay aur yaqeen karaiN sun'na b nahi chahta....

            aur amir munda saab jo roznama jasarat chala rahay haiN aisay ilmi maamlaat maiN aap apna koi b ghair ilmi uzv (naak ya TaaNg ) na aRaayaiN....

            kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

            Comment


            • #7
              Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

              mard

              Comment


              • #8
                Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                thank u kalil jani
                welcome back

                :donno:BYE :donno:

                Comment


                • #9
                  Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                  Originally posted by lucky View Post
                  jaisy english main sheep ka plural nahi hota
                  aisy hi urdu main mard ka plural nahi hota:khi:
                  simple:lpop:
                  or agr in main say koi poochna hai to hai mardon
                  jaisa k Amir nay kaha
                  k ye kahin suit hota haior kahin nahi hota
                  English mein Fish ka plural bhi nahi hota :tauba

                  baki tum sahi ho :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                    Originally posted by baykamal View Post
                    Assalaam o alaikum
                    kya baat hay very nice question... very sensible question but answer seems to be MARDAN aur kisi hadd tak mardoN ka b istemal hay laikin MARDAN hazrat allama Iqbal RA k kalam maiN maiN nay khud paRha hay aur bohat acha plural hay baaqi rahi baat MARDOOD ba wazan e AMROOD aur amraad maiN nay kaheeN nahi sunay aur yaqeen karaiN sun'na b nahi chahta....

                    aur amir munda saab jo roznama jasarat chala rahay haiN aisay ilmi maamlaat maiN aap apna koi b ghair ilmi uzv (naak ya TaaNg ) na aRaayaiN....
                    Meri jaan Shutar-Murg ke anday tu aa gaya :hug:

                    Yaar jitna wazan tere apnay jism ka he utna he wazan mujay ub teri baat mein bhi lag raha he :khi: tu to ameer ho gaya, lottery lag gai teri Million dollars ki
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      English mein Fish ka plural bhi nahi hota :tauba

                      baki tum sahi ho :khi:
                      english main or b words hain jin ka plural nahi hotaaaaaaaaaa:tauba
                      lakin main nay sab k sab likhny ki bjaye ek hi likh dia:tauba
                      ab samajh aa e?:khi: :khi: :khi:
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • #12
                        Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                        kabhi kissi ko ye kehte suna hai sal madon aur khawatino


                        hahah yaha mardoon ki jagah koi b apna wala option dal lena

                        Comment


                        • #13
                          Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                          mard

                          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                          Comment


                          • #14
                            Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

                            saira baz a jaooo:khi:
                            main samaj gaya hon tum nay keya gawab socha howa hay tumra post main hi ees swal ka gawab lika howa hay ider lika howa hay
                            http://www.pegham.com/showpost.php?p=469993&postcount=5
                            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                            ~Mujay Vote Dain~
                            پاکستانی کا خواب

                            Comment

                            Working...
                            X