Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khabron ka baqia hisa (by Rustam)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • khabron ka baqia hisa (by Rustam)

    Haazreen o Nazreen, salam:salam: ,

    Mujhay aik baat ki samajh nahi aati keh hamaray urdu akhbaraat main khabron ka kuch hisa shaia kia hota hay aur baqi kisi andar walay safhay per talash karna parta hay, jo keh khabar parhnay kay tempo ko tor deta hay.

    Aap logon ka kia khayal hay keh kia khabar mukammal tor per ussi safhay per shaia honi chahiye ya as usual jaisa keh chal raha hay....?

    Shahzada Rustam Bakhat

  • #2
    Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

    baat to sochny ki he hay :mm:
    waisy mery khiyal say hissa is liya hota hay k agr koi
    khabr achi na ho to usay wqfy wqfy say prh lia jay
    yeh na na ho k heart attack he ho jay :kr:

    Comment


    • #3
      Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

      laiken safhay palatnay aur baqia khabar ko talash karnay main jo uljhan hoti hay us say mood bigarta hay aur jab mood bigarta hay to "dil" per asar hota hay :D: ????

      Comment


      • #4
        Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

        janab-i-aali agar poori ki poori khabar front page pe aajaae tho phhir tho akhbaar nahi rose aik poori kitaab shaaya karni pardegi kiun k yaa phhir her shakhs k liyee aik alag alag akhbaar hoga ,kiun k burning issues aur vvip aur vip khabrain sirf front page par he achchih lagti hain,iss liyee surkhee front pe aur tafseel ander k safon par:)

        Comment


        • #5
          Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

          Originally posted by rustam View Post
          Haazreen o Nazreen, salam:salam: ,

          Mujhay aik baat ki samajh nahi aati keh hamaray urdu akhbaraat main khabron ka kuch hisa shaia kia hota hay aur baqi kisi andar walay safhay per talash karna parta hay, jo keh khabar parhnay kay tempo ko tor deta hay.

          Aap logon ka kia khayal hay keh kia khabar mukammal tor per ussi safhay per shaia honi chahiye ya as usual jaisa keh chal raha hay....?

          Shahzada Rustam Bakhat
          q k ye akhbar hoti hai akhbaraat main esaa hi hota hai:khi:

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #6
            Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

            Originally posted by sensible View Post
            janab-i-aali agar poori ki poori khabar front page pe aajaae tho phhir tho akhbaar nahi rose aik poori kitaab shaaya karni pardegi kiun k yaa phhir her shakhs k liyee aik alag alag akhbaar hoga ,kiun k burning issues aur vvip aur vip khabrain sirf front page par he achchih lagti hain,iss liyee surkhee front pe aur tafseel ander k safon par:)
            poori kitab kaisay? :tauba Akhbar ka size to utna hi rahay ga!!

            Aur khabron ka size bhi same rahay ga, bas ziada say ziada yahi ho ga keh surkhiaan ziada safhon per phail jaien gi aur har khabar poori tafseel kay sath aik hi jaga per mil jaye gi.

            Is tarah kafi saray safhay bharay bharay dikhaie dain gey? abhi to sirf pehla aur akhri safha hi kuch jaandar dikhaie deta hay....:) ????

            Comment


            • #7
              Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

              Originally posted by champion_pakistani View Post
              q k ye akhbar hoti hai akhbaraat main esaa hi hota hai:khi:
              oh, is baat per ghor karna paray ga

              Comment


              • #8
                Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

                Originally posted by rustam View Post
                oh, is baat per ghor karna paray ga

                ghor karoooooooooo:budhu:

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #9
                  Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

                  Originally posted by rustam View Post
                  Haazreen o Nazreen, salam:salam: ,

                  Mujhay aik baat ki samajh nahi aati keh hamaray urdu akhbaraat main khabron ka kuch hisa shaia kia hota hay aur baqi kisi andar walay safhay per talash karna parta hay, jo keh khabar parhnay kay tempo ko tor deta hay.

                  Aap logon ka kia khayal hay keh kia khabar mukammal tor per ussi safhay per shaia honi chahiye ya as usual jaisa keh chal raha hay....?

                  Shahzada Rustam Bakhat
                  Ya u r right...urdu akhbaar mein aisa hota he aur aik sequence toot jata he...dil nahi kerta safhaat ki uthal puthal kerne ko...is liye mein Angreezi akhbaar perhta hoon..us mein chand aik bari aur lambi khabrein he aisi hoti hein jin ka remaining part kisi aur page per hota he...otherwise chooti mooti khabrein puri aik he jagah hoti hein
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: khabron ka baqia hisa (by Rustam)

                    wese sehe ha jo roz subah akhbar perte ha un ka silsla toat jata ha or us tote howe silsle se woh erd gird nigah bhi mar lete ha ...kisi ko dantna ho.. ya kisi se dant milne wale ho tu forn se bishter koi qadam utha sakta ha :hehe
                    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                    Comment

                    Working...
                    X