Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    g nahi ek ko nahi sab ko slam krti hoon:wk
    to kuchh milta bhi hia ya weli hi rehti ho:khi:

    Comment


    • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

      Originally posted by nomi sialkoti View Post
      hmmmmm lakin mujay to abi tak ap ka salam nahi pocha
      lain g ab puhanch jaye ga
      aslamoalikum nomi bhai
      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

      Comment


      • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

        Originally posted by musaddaq View Post
        to kuchh milta bhi hia ya weli hi rehti ho:khi:
        g haan milta hai kion nahi milta
        bohat saari nekiaan milti hain:wk
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

          Originally posted by musaddaq View Post
          :embarasse:embarasse

          TO dear sialkoti members (i hope keh dear kehna pe aap logon ne mind nahi kiya ho ga:kr:), hamari intehaiii Qabile-e-...... miss lucky aap se kuchh pochh rahi hain, aap sab bata kion nahi raha
          :kr::kr::kr:
          very funny
          nahi nahi suchi baaton pr mind krna achi baat nahi hoti
          u can say
          bta dain gay aap kion fikr krty hain?:tauba
          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

          Comment


          • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

            Originally posted by lucky View Post
            g haan milta hai kion nahi milta
            bohat saari nekiaan milti hain:wk
            :comfort:yeh to bohat achi baat hia,
            waise to koi kaam theek nahi kerti, chalo yehi sahi:tasali:

            Comment


            • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

              Originally posted by musaddaq View Post
              :comfort:yeh to bohat achi baat hia,
              waise to koi kaam theek nahi kerti, chalo yehi sahi:tasali:
              haan g theek hai
              jab aap koi kaam theek nahi krty to main kaisy kr skti hoon:kr:
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                Originally posted by lucky View Post
                :kr::kr::kr:
                very funny
                nahi nahi suchi baaton pr mind krna achi baat nahi hoti
                u can say
                bta dain gay aap kion fikr krty hain?:tauba
                to phir tum kion kerti ho mind:mm:

                or tum ne pocha hai na to inhe jaldi jawab dena para ga, werna yahan talwarain nikal aayen gin:khi:

                Originally posted by lucky View Post
                haan g theek hai
                jab aap koi kaam theek nahi krty to main kaisy kr skti hoon:kr:
                lo g ker lo galaan, ab ager ek piece kharab ho to sab ko to nahi hona chahia na, tumhian to aisa mental piece banana chahia keh sab tumhain follow ekrain (yeh mental mian ne pagal i sense mian nahi kaha, waise mujhe pata hai ager mian yeh nahi likhta to tum pagal hi samjhti:tauba)

                Comment


                • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  to phir tum kion kerti ho mind:mm:

                  or tum ne pocha hai na to inhe jaldi jawab dena para ga, werna yahan talwarain nikal aayen gin:khi:


                  lo g ker lo galaan, ab ager ek piece kharab ho to sab ko to nahi hona chahia na, tumhian to aisa mental piece banana chahia keh sab tumhain follow ekrain (yeh mental mian ne pagal i sense mian nahi kaha, waise mujhe pata hai ager mian yeh nahi likhta to tum pagal hi samjhti:tauba)
                  ok
                  Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                  Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                  Comment


                  • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                    Originally posted by lucky View Post
                    ok
                    :mm:yeh khamoshi kissi toofan ka paish khaima ot nahi hia

                    Comment


                    • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      :mm:yeh khamoshi kissi toofan ka paish khaima ot nahi hia
                      main nay toofanon say muqabla krna seekh lia hai
                      is liye hr wqt bohat khush rehti hoon
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                        Originally posted by lucky View Post
                        main nay toofanon say muqabla krna seekh lia hai
                        is liye hr wqt bohat khush rehti hoon
                        :clap:excellent, but yahan sab to nahi ker sakta na,
                        :comfort:

                        Comment


                        • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          :clap:excellent, but yahan sab to nahi ker sakta na,
                          :comfort:
                          thanx
                          hr koi kr skta hai bas thori c himmat ki zaroorat hai
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment


                          • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                            Originally posted by lucky View Post
                            wa alikum aslam
                            lgta hai aap ko majbooran mera naam b lena para
                            koi baat nahi aap donon k saath mera naam na b lety to main bura nahi maanti.is liye aap chahen to mujhy in donon say alag kr skty hain.
                            jaisa k aap nay pehly kaha tha
                            k dosri achi lrkion ki taran waqar bana kr rehna seekho.
                            to ab aap kaisy keh rahy hain k main achi hoon.mera character to aap nay define kr hi dia hai.
                            so bury logon say moaafi mangna to door ki baat un say baat b nahi krty or aap k mutabiq main achi nahi hoon.
                            moaafi mangna achi baat hai kion k jab main koi ghalti krti hoon to moaafi maangny say hichkichaati nahi.moaafi maangny say koi insaan chota nahi ho jata.hope k sham e mehfil or jia aap ko moaaf kr dain.
                            b happy
                            lucky baishak aap haq per hain(naraz ho kar) per agar koi ghalti kar kay moaafi maanglay to maaf kar dainaan ach baat hai. aur maaf kardainay say aap hi unsay bahtar sabit hoon gi. :phool:

                            Comment


                            • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                              Originally posted by SAIRA View Post
                              lucky baishak aap haq per hain(naraz ho kar) per agar koi ghalti kar kay moaafi maanglay to maaf kar dainaan ach baat hai. aur maaf kardainay say aap hi unsay bahtar sabit hoon gi. :phool:
                              g haan aap nay such kaha:wk
                              or main Amir ko moaaf kr chuki hoon:phool:
                              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                              Comment


                              • Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

                                Originally posted by lucky View Post
                                thanx
                                hr koi kr skta hai bas thori c himmat ki zaroorat hai
                                right, but u knw na keh apne apen mutabiq sab mian hi badi himmat hoti hia, ab asal mian kitni himmat hai yeh to tab hi pata lagta hia jab koi mushkil waqt aa jae, Waise Allah talah humain mushkil azmaish se hamesha bachata raha, bcoz humain kabhi khud ko iss qabil nahi samjhna chahia keh hum mushkil situation ko handle ker sakta hian:dua

                                Comment

                                Working...
                                X