Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • lucky
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by *Fari* View Post
    :khi:haan ya sab abhi tak yahin ha Aur Jia Chand tak puhnch gai hahai na jia:lpop:
    :kr::kr::kr:

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by jia View Post
    OooOoeeey tum sab log abhi tk yahan he hoo:tauba

    :khi:haan ya sab abhi tak yahin ha Aur Jia Chand tak puhnch gai hahai na jia:lpop:

    Leave a comment:


  • jia
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    OooOoeeey tum sab log abhi tk yahan he hoo:tauba

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by aquari View Post
    :kr:
    haa haa musaddaq app khud bauht bari ziadti hoo hum zameen waloo k saath
    hum to ziadti hian tum to bojh ho:kr:itni heavy ho keh her month tumhari chair change kerwani perti hia:khi:

    Leave a comment:


  • aquari
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    :lpop: chal dekh keh mera ander her cheez ki ziadti hi hai na, kami to nahi, zahir hai aqal mujh mian zaiada, shakal, samajh boojh ki ziadati, hosh-o-hawas ki ziadti,

    buss kammi nahi honi chahia, zaiada hona theek hia:kr:
    :kr:
    haa haa musaddaq app khud bauht bari ziadti hoo hum zameen waloo k saath

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tere ander bewakoofi ki ziadti he, tere ander Chawlana-pun ki ziadati he, tere ander dhatai ki ziadti he, tere ander pagal pun ki ziadati he...ager teri kamar Ashwariya se bhi ziada patli na hoti to us ke ilawa tere ander her ghalat cheez ki ziadti he :lpop:
    :lpop: chal dekh keh mera ander her cheez ki ziadti hi hai na, kami to nahi, zahir hai aqal mujh mian zaiada, shakal, samajh boojh ki ziadati, hosh-o-hawas ki ziadti,

    buss kammi nahi honi chahia, zaiada hona theek hia:kr:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    tujh mian aqal ki kami, tujh mian sharam ki kami, bulkeh yeh kehna chahia

    keh tera belly ager bada nahi hota to uss keh ilawa her cheez ki hi kami hia:lpop:

    Tere ander bewakoofi ki ziadti he, tere ander Chawlana-pun ki ziadati he, tere ander dhatai ki ziadti he, tere ander pagal pun ki ziadati he...ager teri kamar Ashwariya se bhi ziada patli na hoti to us ke ilawa tere ander her ghalat cheez ki ziadti he :lpop:

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Kyoon kia mere signal puray nahi aa rahay :donno: aakhir defect kia he muj mein
    tujh mian aqal ki kami, tujh mian sharam ki kami, bulkeh yeh kehna chahia

    keh tera belly ager bada nahi hota to uss keh ilawa her cheez ki hi kami hia:lpop:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    haan isi ki nzr lagi hai:(
    pehly khud ko to theek kr lain:a stick:
    Kyoon kia mere signal puray nahi aa rahay :donno: aakhir defect kia he muj mein

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    lucky ki taran aa a gi to phir to jama nahi krwayen gay na:tauba
    musaddaq naam ka lrka hai us say thori c aqal lain
    :insha:aap ko jld hi jama krwa dain gay:hehe:
    :kr: haan phir to jahan logon ne dekha to goli hi maar deni hia, itni larkion ka udhaar jo dena hia tum ne:khi:

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    bahir to musaddaq naam ka koi:pagal:gya tha
    it means k hawa usy lagi hai:slap:
    main khraab ni hony waali
    ab to theek ho gaye hoon:hehe:
    g nahi meri chappal gawaach gayi thi iss liye mian to bahir gaya hi nahi:kr:, ek din mian or bhalu maseeet mian namaz perhana gaya tha or bhalu nange paoon aaya tha, wapsi pe yeh jaldi nikal gaya or jab mian bahir aaya to chappal ghaib:tauba,

    or tum iss se zaiada kharab ho nahi sakti na iss liye:kr:, tum kharab nahi nahi ho sakti apni current position se:lpop:

    Leave a comment:


  • lucky
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    mujhe abhi lucky ki tarah aqal nahi aayi na:kr: iss liye mujhe jama nahi kerwaya gaya:khi::lpop:
    lucky ki taran aa a gi to phir to jama nahi krwayen gay na:tauba
    musaddaq naam ka lrka hai us say thori c aqal lain
    :insha:aap ko jld hi jama krwa dain gay:hehe:

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Hey kia hua kuri

    Kahin kis budtameez musaddaq ki nazar to nahi lag gai :blush:

    tum theek nahi ho

    kehti ho to mein theek ker doon
    haan isi ki nzr lagi hai:(
    pehly khud ko to theek kr lain:a stick:

    Originally posted by musaddaq View Post
    woh kya hia keh tumhian dekhta hi khayal aata hai chalo thori si ker lain
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Hmmm yaani lucky ko bahir ki hawa lag gai he

    bohat buri baat lucky :slap:

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Hey kia hua kuri

    Kahin kis budtameez musaddaq ki nazar to nahi lag gai :blush:

    tum theek nahi ho

    kehti ho to mein theek ker doon
    oyeeeeeeeeee paiiiiiiii jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan:slap:, meri nazaq aewen hi nahi keh jisse chahe ja keh lag jae, yeh koi teri cycle ki breaks nahi hain:kr:, or :dua shuker hia meri nazrain lucky ko nahi lagin nahi to woh wapis aa keh mujhe hi lag jani thin, :lpop:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    bahir to musaddaq naam ka koi:pagal:gya tha
    it means k hawa usy lagi hai:slap:
    main khraab ni hony waali
    ab to theek ho gaye hoon:hehe:
    Lucky is ki baat kia kerti ho, yeh khud akser kharaab ho jata he aur is ke ghar walay isay utha ke Roori mein phaink dete hein :lpop:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    ye to theek hai k i m ur friend
    pr bisti krny ka kia kaha?:a stick:
    g main bilkul theek hoon
    mera haal bilkul theek ho gya hai:kr:
    Oh to tum theek ho gai ho, so sweet :blush:

    mein na kehta tha

    tumhara ilaaj sirf mere paas he

    Leave a comment:

Working...
X