Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Glue

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Glue

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    cuz layer thick hoti he, air ka interection upper layer ke saath hota he, neechay wo liquid form mein as such rehta he...lekin ager ziada der tak usay khula choor diya jaye, i mean kuch dinon ke liye to glue apni jagah pe jum jata he...

    by the way tum ne dukaan daalni he kia :mm:

    :khi: phir bhi woh bottle ma nahi chipakti sukh jati ha:tauba ap ka jawawb clear nahi ha:na:

    Comment


    • #32
      Re: Glue

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      tum ne jawaab diya mein ne diya...koi faraq he kia :khi:
      ji nhai aik nahi 2 jawab hai

      orr meri taraf se u ko jawab hi jawab hai:kr: :kr:

      Comment


      • #33
        Re: Glue

        Originally posted by sham-e-mehfil View Post
        ji nhai aik nahi 2 jawab hai

        orr meri taraf se u ko jawab hi jawab hai:kr: :kr:
        :kr:
        tumhari to mutt he waji hui he...izat to tumhein jese raas he nai :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Glue

          Originally posted by fari View Post
          :khi: phir bhi woh bottle ma nahi chipakti sukh jati ha:tauba ap ka jawawb clear nahi ha:na:
          Wo jo bottle ho gi us ke sheeshay mein ya internal layer mein borak acid milaya ho ga :lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Glue

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wo jo bottle ho gi us ke sheeshay mein ya internal layer mein borak acid milaya ho ga :lpop:

            :tauba ya apni mechanci mar rahy ho ap:tasali:

            such such batao ya boric acid kay spelling borak acid kab para:donno:

            Comment


            • #36
              Re: Glue

              Originally posted by fari View Post
              :tauba ya apni mechanci mar rahy ho ap:tasali:

              such such batao ya boric acid kay spelling borak acid kab para:donno:
              mujay pata tha ke tum spelling sahi ker ke apni he efficienciyaan dikhanay lago gi, jub mein america ko amrika likhta hoon tub kahan hoti ho :lpop:

              ager mein machanci maar raha hoon to tum bata do :lpop:ub tum kaho gi ke yeh surface tension ka kamaal he to mein nahi maanon ga :na:
              Last edited by Mr. Sialkoty; 5 July 2007, 12:09.
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Glue

                Originally posted by hamzad View Post
                pehle kabhi is par ghor nahi kia aj se ghor karun gi ke esa kion hota he?:mm:
                :khi: gor na karen jawab dain

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                wah Fari Pari bhot mazze ka question lae hain aap. dekhte hain kitni tojeehat aati hain es k jawab mein :khi:
                ap bhi jawab do na:lpop:

                Originally posted by Aabgina View Post
                Walaikom Asalam.....
                jawab tu mujhay nahin maloom...lakin swal buht acha hai:khi:
                jawab kiun nahi maloom bas me ko kahin se pouch kar daso:lpop:

                Comment


                • #38
                  Re: Glue

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  mujay pata tha ke tum spelling sahi ker ke apni he efficienciyaan dikhanay lago gi, jub mein america ko amrika likhta hoon tub kahan hoti ho :lpop:

                  ager mein machanci maar raha hoon to tum bata do :lpop:ub tum kaho gi ke yeh surface tension ka kamaal he to mein nahi maanon ga :na:

                  :lpop: america ko ap kuch bhi kaho meri bala se per meray samnay kaho gay tu spelling mistake zaroor point out karo gi:blush:

                  :tauba sahi se jawab do asay mechanci nahi chalay gi:na:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Glue

                    Wa Alaikum Asslam!

                    Good question.....

                    Glue chikpati nahi hia.............chipkaati hia
                    Do cheezo ko...........ager aap us ko bahir hawaa mai zameen per daal do do tab b nahi chipkaay ge ....

                    Lakin.....ager giri hui gulu per koi cheez rakh do tab wo cheez zameen se chipak ja'ay ge..........gulu chipkaye ge zameen ko or is cheez ko

                    Hope you couldn't get :hathora


                    thAnks,


                    Muhammad Imak

                    Comment


                    • #40
                      Re: Glue

                      interesting question fari kafi akalmand ho ye ajj pata chala. chalo mei be koshish karta hon jawab denay ki. glue ki upper ki layer jam jati hai lekin uss kay nichay ki layer uss waqt nahi sokay gi jab tak woh gili rahy gi or upper ki layer hattay gi nahi tu nichay ki layer sook he nahi sakti. or glue bottle kay saath chipakti hai lekin log pani dal kar nikaltay hain ya phir issay he peank detay hain. ;) answer correct ho ya wrong meri ye thinking hai. :) :)

                      Comment


                      • #41
                        Re: Glue

                        Originally posted by Aabgina View Post
                        Walaikom Asalam.....
                        jawab tu mujhay nahin maloom...lakin swal buht acha hai:khi:
                        Aaabgine jii mera aur aaap ka answer same heee hai, waisay b farrii k saray questions ulty hotay hain.... agar woh kisssi din kuch saheee question b kar dai tou saray mazaq hiiiiiii samjhay gey...

                        Comment


                        • #42
                          Re: Glue

                          Originally posted by fari View Post
                          Assalam-o-alikum!!!



                          kasay ho ap sab:tasali:
                          :hhh:Ap logo ko batnaa ha kah Glue apni bottle ma kiun nahi chipakti :donno:


                          Kiun:pagal:?
                          Wa Alaikum Aslam!

                          Glue apni bottle mein is liye nahi chipakta ke us ke chipaknay ke liye air ki hona zaroori hota he...aur us bottle main air pass nahi ho sakti...:lpop:
                          baki tafseel ajj main apnay mistari say pochoon ga!

                          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                          Comment


                          • #43
                            Re: Glue

                            Originally posted by fari View Post
                            :lpop: america ko ap kuch bhi kaho meri bala se per meray samnay kaho gay tu spelling mistake zaroor point out karo gi:blush:

                            :tauba sahi se jawab do asay mechanci nahi chalay gi:na:
                            Glue nahi chipakta to meri merzi tumhein kia he :tauba
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Glue

                              Originally posted by shahbaznk View Post
                              Aaabgine jii mera aur aaap ka answer same heee hai, waisay b farrii k saray questions ulty hotay hain.... agar woh kisssi din kuch saheee question b kar dai tou saray mazaq hiiiiiii samjhay gey...

                              ap meray sawalo kay jawab hi na day agar ap ko woh ultay lagtay hain! Ap ko tu kesi nay nahi kaha kay ultay hokar jawab dain:tasali: Iss tarhan na ap ko apnay dimag per zor daina paray ga na ulta hona paray ga :lpop:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Glue

                                Originally posted by fari View Post
                                ap meray sawalo kay jawab hi na day agar ap ko woh ultay lagtay hain! Ap ko tu kesi nay nahi kaha kay ultay hokar jawab dain:tasali: Iss tarhan na ap ko apnay dimag per zor daina paray ga na ulta hona paray ga :lpop:
                                Waqaeeeee.. Farii ki dushmanii bohat sakht hotii hai....

                                Comment

                                Working...
                                X