Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Glue

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Glue

    Originally posted by fari View Post
    kiun bahi ap kay pas glue nahi ha kiya ?
    koi baat nahi chalain ap loly pop kay baray ma aik sawal batain jab hum usay bahir nikaltay hain thora sa chos kar woh chipakti ha hatho se paper se kesi bhi chiz se
    per dobara moen ma dal lay tu moen ma nahi chipakti kiun?:khi:
    jo mere pass thee guriya wo tu main nay tumhain day dee aur ab loly pop say bhi poochne k liey mujhay shop per jana peray ga aur shop per tab hi jaooon ga jab duty say off jaey gee aur duty say off raat ko 1100 bajay ho us time kafi raat ho jaey gi is lieykal jaldi ja ker loly pop khareeddooon ga aur poochooon ga aur person chuti hai tu saturday ko aa ker bta dooon ga .... tab tak sabar ka ghooont piyo:D
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Glue

      Originally posted by lucky View Post
      main glue to nahi bana skti haan glue say flowers bna leti hoon
      so mujhy glue say hi kaam hai:hehe:

      :khi: tu glue ka phool humay bhi bana na sikhao na:blush:

      Comment


      • #18
        Re: Glue

        Originally posted by waitingeyes View Post
        jo mere pass thee guriya wo tu main nay tumhain day dee aur ab loly pop say bhi poochne k liey mujhay shop per jana peray ga aur shop per tab hi jaooon ga jab duty say off jaey gee aur duty say off raat ko 1100 bajay ho us time kafi raat ho jaey gi is lieykal jaldi ja ker loly pop khareeddooon ga aur poochooon ga aur person chuti hai tu saturday ko aa ker bta dooon ga .... tab tak sabar ka ghooont piyo:D

        :kr: mujhay maaf kar dain:dua
        ya sawal ap kay illawa sab se ha :blush:

        Comment


        • #19
          Re: Glue

          Originally posted by fari View Post
          :khi: tu glue ka phool humay bhi bana na sikhao na:blush:
          why not:rose
          zaroor sikhaaon gi:phool:
          aa jao mery ghar:phool:
          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

          Comment


          • #20
            Re: Glue

            Originally posted by fari View Post
            :kr: mujhay maaf kar dain:dua
            ya sawal ap kay illawa sab se ha :blush:
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Glue

              Originally posted by fari View Post
              Assalam-o-alikum!!!


              kasay ho ap sab:tasali:
              :hhh:Ap logo ko batnaa ha kah Glue apni bottle ma kiun nahi chipakti :donno:

              Kiun:pagal:?
              wah Fari Pari bhot mazze ka question lae hain aap. dekhte hain kitni tojeehat aati hain es k jawab mein :khi:
              "All I have learned from Life is that I know nothing."




              Comment


              • #22
                Re: Glue

                Originally posted by fari View Post
                Assalam-o-alikum!!!



                kasay ho ap sab:tasali:
                :hhh:Ap logo ko batnaa ha kah Glue apni bottle ma kiun nahi chipakti :donno:


                Kiun:pagal:?
                pehle kabhi is par ghor nahi kia aj se ghor karun gi ke esa kion hota he?:mm:

                Comment


                • #23
                  Re: Glue

                  Originally posted by hamzad View Post
                  pehle kabhi is par ghor nahi kia aj se ghor karun gi ke esa kion hota he?:mm:
                  Ghor kero ghor tabhi kahien ja ker ghori ki agla mesil banay ga
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Glue

                    Originally posted by waitingeyes View Post
                    Ghor kero ghor tabhi kahien ja ker ghori ki agla mesil banay ga
                    kion ap chahte hen ke mujhe bhi Dr Qadir ki tarah qaid kar dia jae:embarasse

                    Comment


                    • #25
                      Re: Glue

                      Originally posted by hamzad View Post
                      kion ap chahte hen ke mujhe bhi Dr Qadir ki tarah qaid kar dia jae:embarasse
                      khabar daar jo mesile banay tho:na: aap sir glu ka masla hal karen inaam milega:khi:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Glue

                        Originally posted by sensible View Post
                        khabar daar jo mesile banay tho:na: aap sir glu ka masla hal karen inaam milega:khi:
                        nahi me nahi banaon gi me serf fari ke masle par ghor karon gi:mm:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Glue

                          Originally posted by fari View Post
                          Assalam-o-alikum!!!


                          kasay ho ap sab:tasali:
                          :hhh:Ap logo ko batnaa ha kah Glue apni bottle ma kiun nahi chipakti :donno:

                          Kiun:pagal:?

                          Walaikom Asalam.....
                          jawab tu mujhay nahin maloom...lakin swal buht acha hai:khi:
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #28
                            Re: Glue

                            ji yeh sawal to aapko glue sahiba se he karna chaiye..ab hum un ke halte-dil ya demag kaise bata sakte hien:)

                            Comment


                            • #29
                              Re: Glue

                              Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                              me ko pata tha likin munday nay pehly hi jaeab dy dia hai
                              tum ne jawaab diya mein ne diya...koi faraq he kia :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Glue

                                Originally posted by fari View Post
                                :khi: tu jab hum us ka dhakan pora khol datay hain air tu tab bhi milti ha us agent ko nikalnay kay liya phir bhi woh nahi chipakti bottle ma:khi: asa kiun?:lpop:
                                cuz layer thick hoti he, air ka interection upper layer ke saath hota he, neechay wo liquid form mein as such rehta he...lekin ager ziada der tak usay khula choor diya jaye, i mean kuch dinon ke liye to glue apni jagah pe jum jata he...

                                by the way tum ne dukaan daalni he kia :mm:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X