Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sorry!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sorry!!

    Originally posted by yellowsky View Post
    Agar ye lafz Sorry na hota to kya hota????

    I wish ye lafz hota hi na kisi bhi lang. mey ta key koi mistakes hi na kerta .........
    kya ye aik theek wish hai :donno:
    Agar ye lafz na hota tu koi aur lafz hota......aisa nahi kay sorry ka lafz na honay say koi bhi mistake na karta.....insaan say galti ho he jaati hai...agar us ko us galti ka ehsaas ho gaya hai tu sorry kehna chaheye....bt sorry kehnay kay baad apni galti repeat nahi karni chaheye....bt kuch galtiyoon per sorry ka word bhi chota parh jaata hai........:)
    sigpic

    Comment

    • #32

      Galati to hum phir bhi kertey, yeh to insan ki fitrat mei hai na ....... kehtey hain na insan galation ke putla hai ......... yeh word nahi hota to kuch bhi acha nahi hota ...... buhut se relation kharab ho jatey .....
      aap ne aisa kiu socha ke yeh theikh wish hai ke nahi ... I feel its a very sweet word, its even sweeter then other wishes .......

      jab aap galati kertey ho, zahir hai insan jaan bhooj ker to nahi kerta magar akser ous se koi hurt ho jata hai, aur aap ko ehsas hota hai to aap sorry keh detey ho jis se kisi ke dukhi dil ko taskeen milti hai, koi aap se khafa ho to is ek word se oun ki narazgi khatam hoti hai.
      I feel its a very sweet wish, aap ki khata per koi kitna bhi gussa ho when u realise it and say sorry, kisi ke gussa khatam ho ker ousey aap per pyar aata hai .......... so isnt it sweet :)
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Sorry!!

        Originally posted by Shaheen View Post
        waisa yeh sorry agar koi ghalati karkai na kaha tu log kehta hai kafi ego hai is person mai .. akar hai ......ek tu ghalati ki hai oper sai nakhra dekha raha hai bajaye maafi mangna ka ...... or kuch aesa b hota hai jinhai sorry ki kadar nahi hoti ............khair i will say kai sorry kehna koi buri baat nahi .... koi chota nahi hota ........ mai tu usually agar mere ghalati na b ho ... or koi naraz hojaye phir b sorry keh deta ho.........khair ab her koi hamari tarah kaha :hehe: just kidding
        ------------------------------------------------------------------
        Well moral yeh kai sorry kehna achi baat hai ..han ek cheez or mostly log samajta hia kai insan jaan bojh ker ghalati karkai sorry kehta hai .... khair woh alag baat hai kabhi kabhi understanding hojati hai ...0r kabhi kabhi insan sai anjana mai b ghalati hojati hia .....
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #34
          Re: Sorry!!

          Originally posted by *Duaa* View Post
          yellowsky di aap to sirf sorry ki baat kar rahi hien yahaan to har doosra lafz miss-use ho raha hay......
          har lafz jis ka jazbaat say ta'aluq hay loog apnay mafaad k liay istemaal karty hien ...mafaad khatam baat khatam
          baat lafz ki nhi hay ....sorry nah hota to koi aur hota ...magar loog apni aadat say baaz to nhi aanay waalay na......
          yep!

          as i have said key iss lafz ko ham ney bohot saari doosri cheezOn ki tahraN for granted ley liya hai :)
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #35
            Re: Sorry!!

            Originally posted by sensible View Post
            aap tho sorry ki baath kar rahi hain logon nay tho double sorry bhi eejaad kia hua hai:khi:
            double sorry? ye to ziada khatarnaak hota ho ga :mm:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #36
              Re: Sorry!!

              Originally posted by neha_ahmad View Post
              sorry hay bhi to kia faida.jub galati ka ahsas hi na ho.to sorry kah daynay say na kah daynay koi ferq nahi perta hay
              yep! :)

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
              bohat maar parti
              :mm:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #37
                Re: Sorry!!

                Originally posted by Wafa View Post
                Agar ye lafz na hota tu koi aur lafz hota......aisa nahi kay sorry ka lafz na honay say koi bhi mistake na karta.....insaan say galti ho he jaati hai...agar us ko us galti ka ehsaas ho gaya hai tu sorry kehna chaheye....bt sorry kehnay kay baad apni galti repeat nahi karni chaheye....bt kuch galtiyoon per sorry ka word bhi chota parh jaata hai........:)
                :thmbup:

                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                Galati to hum phir bhi kertey, yeh to insan ki fitrat mei hai na ....... kehtey hain na insan galation ke putla hai ......... yeh word nahi hota to kuch bhi acha nahi hota ...... buhut se relation kharab ho jatey .....
                aap ne aisa kiu socha ke yeh theikh wish hai ke nahi ... I feel its a very sweet word, its even sweeter then other wishes .......

                jab aap galati kertey ho, zahir hai insan jaan bhooj ker to nahi kerta magar akser ous se koi hurt ho jata hai, aur aap ko ehsas hota hai to aap sorry keh detey ho jis se kisi ke dukhi dil ko taskeen milti hai, koi aap se khafa ho to is ek word se oun ki narazgi khatam hoti hai.
                I feel its a very sweet wish, aap ki khata per koi kitna bhi gussa ho when u realise it and say sorry, kisi ke gussa khatam ho ker ousey aap per pyar aata hai .......... so isnt it sweet :)
                yeah!

                mey her aik ko bohot asaani sey maaf ker deyti hun, kabhi kabhi bohot mushkil hota hai leykin phir ker deyti hun ...... magar bohot mumkin hota hai key my attitude towards that person change .... yani aik faasla aa jata hai khud ba khud ...... like maaf kerney key liye i convince my self kyun key ye baat Allah t'ala ko pasand hai key ham logoN ko maaf ker deiN leykin jis faasley ki baat me yney ki hai wo khatam kerney key liye mey aapney aap ko bilkul bhi nahi convince kerti hun ...... its like phir uss insaan sey salam dua to hoti hai magar wo closeness nahi rehti hai .... do you see wat i mean???
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #38
                  Re: Sorry!!

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  yeah!

                  mey her aik ko bohot asaani sey maaf ker deyti hun, kabhi kabhi bohot mushkil hota hai leykin phir ker deyti hun ...... magar bohot mumkin hota hai key my attitude towards that person change .... yani aik faasla aa jata hai khud ba khud ...... like maaf kerney key liye i convince my self kyun key ye baat Allah t'ala ko pasand hai key ham logoN ko maaf ker deiN leykin jis faasley ki baat me yney ki hai wo khatam kerney key liye mey aapney aap ko bilkul bhi nahi convince kerti hun ...... its like phir uss insaan sey salam dua to hoti hai magar wo closeness nahi rehti hai .... do you see wat i mean???
                  Attitude defenately changes ......... dekhiyeh aap kisi insan ki aadat badal saktey hain fitrat nahi ........ kuch batien kuch logo ki fitrat mei hoti hai jo aap kisi bhi soorat change nahi ker saktey ....... ek chinese proverb hai jis ka matlab kuch aisey hai " It's easier to reshape a mountain or river then a person's character" ........... akser insan glati kerta hai to sorry ker leta hai ....... aur hum moaf bhi ker dtey hain amgar kabhi koi aisi galati bhi ker deta hai jo humein buhut zada hurt kerti hai yaan ous insan ka wo roop show kerti hai jo hum ne dekha yaan socha na ho ........ aur hum ous insan se badguman ho jatey hain ....... ager wo sorry karey to hum moaf to ker deey hain magar phir ous insan se wo rabt nahi rakh patey ..... its very natural ........
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Sorry!!

                    Sorry.......................... word nahe hy ap ke feeling ka naam hy jo k koe ghalte ho jany per ap ki zuban per ajta hy jo k ache bat hy.....
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment

                    • #40
                      Re: Sorry!!

                      Originally posted by ASAD View Post
                      Sorry.......................... word nahe hy ap ke feeling ka naam hy jo k koe ghalte ho jany per ap ki zuban per ajta hy jo k ache bat hy.....

                      ik dam classic yaar

                      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                      Comment

                      Working...
                      X