As salam o alaikum
jaysa k sab jaanty hien k mien yahan say jaa rahi hoon to jaanay say pehlay
mien Pegham ka shukriya ada karna zaroori samajhti hoon
Pegham nay hamien boht zyaaada diya hay ...aur hum nay return mien boht kam ....is liay hum pegham k teh-e-dil say mashkoor hien k hum nay boht kam wqt mien pegham say boht zyada seekha phir bhi shayad itna nhi seekh paay jitna k pegham hamien sikhaana chahta hay....
mien especially Pegham intizaamiyaan ka shukriyaa ada karna chahoon gi ....jitna arsa mien yahan rahi yehi mehsoos kiya k they r working real hard to maintain Pegham ghar.
aur phir pegham dost jin k saath hamara boht achha wqt guzra un sab k hum teh-e-dil say mashkoor hien ...
mien Pegham ko bhi ik ghar ki tarhaa samajhti hoon jahan boht say loog bastay hien sab ki apni sooch aur apna amal hay.....aur jahan chaar soochnay waalay hoon wahan soochoon ka takraoo ik boht aam si baat hay to agar kisi ko hamaray kisi amal ya baat say dukh pohncha to us k liay hum teh-e-dil say maazrat khawah hien .
aur jaaty huay yehi pegham hay k kisi ko jaan boojh kar dukhi mat keejiay ga...kiun k Dil Allah ka ghar hay aur na jaanay konsi bad dua kab asar dikha jaay .....aur apna kiya lout kar hamaaray apnay paas aata hay
Pegham ik ghar hay iski safaai aur nafaasat ka khyaal rakhiay
khush rahiay aur doosroon mien khushiyaan baantiay k chaar din ki zindagi hay aur kal ho na ho

Comment