Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

esa kiun he?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • esa kiun he?

    friends asalamoalikum
    ap sab se aik sawal he k ager love marriage karna koi buri baat nahi he to us ko chupaya kiun jata he?or ager buri bat he to ki kiun jati he?
    jab koi pasand ki shadi karta he to family me har mumkin koshish hoti he k is bat ko chupaya jaey k ye pasand ki shadi he.or jhoot bole jate hen k ye rishta is is tarah hua,kia pasand ki shadi karna koi jurm he?ager nahi to itni himat kiun nahi inssan me k wo sab ko dharale se bata sake k han apni pasand ki shadi ki he.or me ne ye bhi dekha he k ese couples ko sari life log un ke peeche ye bat aik dusre ko batate rehte hen k wo dekho falan banda is ne love marriage ki thi.esa kiun he?:mm:

  • #2
    Re: esa kiun he?

    Originally posted by hamzad View Post

    dear is baat k bauht sarey answers bantey hain kuch baatain mazhab ki taraf sey lagoo hoti haiin,kuch mua'shriiti tur pr ajati hain kuch humarey apney faltoo sey usool hain etc etc.
    Sub sey pehley tu app is lafz prghour karo LOVE..is ka loog ek hi mutlab letey hain k yaqeenan larka larki milteyhongey phone pr baatain hoti hongi etc etc ..or zahir hai yeh tamam baatain abhi bhi humarey gharoo main achi nahi samjhi jati soo jo real main becharey sharafat k andaz main love marriage ki koshish bhi krtey ya lovemarriage krtey hain tu un ko isi lya achi nazar sey nahi dekhtey k hain yahan pr kuch mazhab ka rujhan bhi ajata haii k humrey mazhab main larka or larki main namehram ka rishta haii so nikkah main aney sey pehley milna etc etc sub ghalat haii or wohi baat k ager koi shareef si love marriage ho bhi rahi hoo tub bhiloog nahi mantey k yeh tu namumkin hai..specialy larki k waldeen khas kr chuptaey hain tak loog un ki tarbeiat pr baatain na karain.
    or ek dosra factor jo mujhey lagta haii k aksar loog love marriage ka wada tu krtey hain pr nibha nahi patey aisey main larkii badnam honey lagti hai ek bar us ka naam kisi k saath jod diya jayee tu mushkil hi loog ussey bhool patey hain..or phir wohi k aaj kal koi hoo bhi tu aisaa chahney wala jis k lya hum dharley sey keh sakain k is shaks ki khatir hum larrahey hain...or larney sey pehley app ko khud ko yaqeen bhi hona chahyea k app sahi k lya lar rahey hain yeh baat sirf larkoo k liya nahi bulk dono pr lagoo hoti haii sirf larki hi ghalat larkey k lya nahilarti kabhi kabhi klarkey bhiintekhab krney main ghaliti kr jatey hain.
    Laikin is k baraks humarey mazhab main dekha jaye tu pasand ki shadiyoo ki ijazat hai mager humari hadood bhi hainn...ager in tamam hadoo mainreh kr ki jaye tu us mainkoi muz'ika nahi prwohi baat k is moashrey main kon maney gaa k app ney love marriage tu ki mager kabhi chup kr baat nahi ki etc etc..burai LOVE marriage main nahi aj kal is ki aar main jo kuch hota haii us main orkuch humari apni sooch main haii:)

    Comment

    • #3
      Re: esa kiun he?

      oooooooooooo!

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

      Comment

      • #4
        Re: esa kiun he?

        Originally posted by aquari View Post

        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: esa kiun he?

          Originally posted by hamzad View Post
          friends asalamoalikum
          ap sab se aik sawal he k ager love marriage karna koi buri baat nahi he to us ko chupaya kiun jata he?or ager buri bat he to ki kiun jati he?
          jab koi pasand ki shadi karta he to family me har mumkin koshish hoti he k is bat ko chupaya jaey k ye pasand ki shadi he.or jhoot bole jate hen k ye rishta is is tarah hua,kia pasand ki shadi karna koi jurm he?ager nahi to itni himat kiun nahi inssan me k wo sab ko dharale se bata sake k han apni pasand ki shadi ki he.or me ne ye bhi dekha he k ese couples ko sari life log un ke peeche ye bat aik dusre ko batate rehte hen k wo dekho falan banda is ne love marriage ki thi.esa kiun he?:mm:
          :cc:
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: esa kiun he?

            Originally posted by aquari View Post
            dear is baat k bauht sarey answers bantey hain kuch baatain mazhab ki taraf sey lagoo hoti haiin,kuch mua'shriiti tur pr ajati hain kuch humarey apney faltoo sey usool hain etc etc.
            Sub sey pehley tu app is lafz prghour karo LOVE..is ka loog ek hi mutlab letey hain k yaqeenan larka larki milteyhongey phone pr baatain hoti hongi etc etc ..or zahir hai yeh tamam baatain abhi bhi humarey gharoo main achi nahi samjhi jati soo jo real main becharey sharafat k andaz main love marriage ki koshish bhi krtey ya lovemarriage krtey hain tu un ko isi lya achi nazar sey nahi dekhtey k hain yahan pr kuch mazhab ka rujhan bhi ajata haii k humrey mazhab main larka or larki main namehram ka rishta haii so nikkah main aney sey pehley milna etc etc sub ghalat haii or wohi baat k ager koi shareef si love marriage ho bhi rahi hoo tub bhiloog nahi mantey k yeh tu namumkin hai..specialy larki k waldeen khas kr chuptaey hain tak loog un ki tarbeiat pr baatain na karain.
            or ek dosra factor jo mujhey lagta haii k aksar loog love marriage ka wada tu krtey hain pr nibha nahi patey aisey main larkii badnam honey lagti hai ek bar us ka naam kisi k saath jod diya jayee tu mushkil hi loog ussey bhool patey hain..or phir wohi k aaj kal koi hoo bhi tu aisaa chahney wala jis k lya hum dharley sey keh sakain k is shaks ki khatir hum larrahey hain...or larney sey pehley app ko khud ko yaqeen bhi hona chahyea k app sahi k lya lar rahey hain yeh baat sirf larkoo k liya nahi bulk dono pr lagoo hoti haii sirf larki hi ghalat larkey k lya nahilarti kabhi kabhi klarkey bhiintekhab krney main ghaliti kr jatey hain.
            Laikin is k baraks humarey mazhab main dekha jaye tu pasand ki shadiyoo ki ijazat hai mager humari hadood bhi hainn...ager in tamam hadoo mainreh kr ki jaye tu us mainkoi muz'ika nahi prwohi baat k is moashrey main kon maney gaa k app ney love marriage tu ki mager kabhi chup kr baat nahi ki etc etc..burai LOVE marriage main nahi aj kal is ki aar main jo kuch hota haii us main orkuch humari apni sooch main haii:)
            aap ne bohat acha likha...mere likhnay ki zaroorat nahi he ub shayad :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: esa kiun he?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              aap ne bohat acha likha...mere likhnay ki zaroorat nahi he ub shayad :thmbup:

              thankyou..mujhey khushi hai k merey reply ney bauht sey logo ki sooch ki akaasi kr dii :)

              Comment

              • #8
                Re: esa kiun he?

                Originally posted by aquari View Post
                dear is baat k bauht sarey answers bantey hain kuch baatain mazhab ki taraf sey lagoo hoti haiin,kuch mua'shriiti tur pr ajati hain kuch humarey apney faltoo sey usool hain etc etc.
                Sub sey pehley tu app is lafz prghour karo LOVE..is ka loog ek hi mutlab letey hain k yaqeenan larka larki milteyhongey phone pr baatain hoti hongi etc etc ..or zahir hai yeh tamam baatain abhi bhi humarey gharoo main achi nahi samjhi jati soo jo real main becharey sharafat k andaz main love marriage ki koshish bhi krtey ya lovemarriage krtey hain tu un ko isi lya achi nazar sey nahi dekhtey k hain yahan pr kuch mazhab ka rujhan bhi ajata haii k humrey mazhab main larka or larki main namehram ka rishta haii so nikkah main aney sey pehley milna etc etc sub ghalat haii or wohi baat k ager koi shareef si love marriage ho bhi rahi hoo tub bhiloog nahi mantey k yeh tu namumkin hai..specialy larki k waldeen khas kr chuptaey hain tak loog un ki tarbeiat pr baatain na karain.
                or ek dosra factor jo mujhey lagta haii k aksar loog love marriage ka wada tu krtey hain pr nibha nahi patey aisey main larkii badnam honey lagti hai ek bar us ka naam kisi k saath jod diya jayee tu mushkil hi loog ussey bhool patey hain..or phir wohi k aaj kal koi hoo bhi tu aisaa chahney wala jis k lya hum dharley sey keh sakain k is shaks ki khatir hum larrahey hain...or larney sey pehley app ko khud ko yaqeen bhi hona chahyea k app sahi k lya lar rahey hain yeh baat sirf larkoo k liya nahi bulk dono pr lagoo hoti haii sirf larki hi ghalat larkey k lya nahilarti kabhi kabhi klarkey bhiintekhab krney main ghaliti kr jatey hain.
                Laikin is k baraks humarey mazhab main dekha jaye tu pasand ki shadiyoo ki ijazat hai mager humari hadood bhi hainn...ager in tamam hadoo mainreh kr ki jaye tu us mainkoi muz'ika nahi prwohi baat k is moashrey main kon maney gaa k app ney love marriage tu ki mager kabhi chup kr baat nahi ki etc etc..burai LOVE marriage main nahi aj kal is ki aar main jo kuch hota haii us main orkuch humari apni sooch main haii:)

                u r right .................:jazak:

                Comment

                • #9
                  Re: esa kiun he?

                  Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                  u r right .................:jazak:

                  Thankyou so much dear :phool:

                  Comment

                  • #10

                    u r absolutely right:phool:
                    sab kuch aap nay bta diya
                    ab aisa kuch nahi bacha k main bta sakoon
                    aap nay bilkullllllll theek kaha:phool:
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment

                    • #11
                      Re: esa kiun he?

                      Buhat lamba topic hay yeh...........

                      waisy karni love marriage hee chayee....aur parents ko manaa ker karni chayee..

                      Comment

                      • #12
                        Re: esa kiun he?

                        Originally posted by lucky View Post
                        u r absolutely right:phool:
                        sab kuch aap nay bta diya
                        ab aisa kuch nahi bacha k main bta sakoon
                        aap nay bilkullllllll theek kaha:phool:
                        ...Thankyou dear
                        mainey tu apni zati sooch bayan ki thi pr mujhey behad khushi haii k meri sooch ney sub ki soochoo ki akasi kr dii :blush:

                        Comment

                        • #13
                          Re: esa kiun he?

                          Originally posted by Khalil View Post
                          Buhat lamba topic hay yeh...........

                          waisy karni love marriage hee chayee....aur parents ko manaa ker karni chayee..
                          :D :hehe:

                          Comment

                          • #14
                            Re: esa kiun he?

                            Originally posted by aquari View Post
                            dear is baat k bauht sarey answers bantey hain kuch baatain mazhab ki taraf sey lagoo hoti haiin,kuch mua'shriiti tur pr ajati hain kuch humarey apney faltoo sey usool hain etc etc.
                            Sub sey pehley tu app is lafz prghour karo LOVE..is ka loog ek hi mutlab letey hain k yaqeenan larka larki milteyhongey phone pr baatain hoti hongi etc etc ..or zahir hai yeh tamam baatain abhi bhi humarey gharoo main achi nahi samjhi jati soo jo real main becharey sharafat k andaz main love marriage ki koshish bhi krtey ya lovemarriage krtey hain tu un ko isi lya achi nazar sey nahi dekhtey k hain yahan pr kuch mazhab ka rujhan bhi ajata haii k humrey mazhab main larka or larki main namehram ka rishta haii so nikkah main aney sey pehley milna etc etc sub ghalat haii or wohi baat k ager koi shareef si love marriage ho bhi rahi hoo tub bhiloog nahi mantey k yeh tu namumkin hai..specialy larki k waldeen khas kr chuptaey hain tak loog un ki tarbeiat pr baatain na karain.
                            or ek dosra factor jo mujhey lagta haii k aksar loog love marriage ka wada tu krtey hain pr nibha nahi patey aisey main larkii badnam honey lagti hai ek bar us ka naam kisi k saath jod diya jayee tu mushkil hi loog ussey bhool patey hain..or phir wohi k aaj kal koi hoo bhi tu aisaa chahney wala jis k lya hum dharley sey keh sakain k is shaks ki khatir hum larrahey hain...or larney sey pehley app ko khud ko yaqeen bhi hona chahyea k app sahi k lya lar rahey hain yeh baat sirf larkoo k liya nahi bulk dono pr lagoo hoti haii sirf larki hi ghalat larkey k lya nahilarti kabhi kabhi klarkey bhiintekhab krney main ghaliti kr jatey hain.
                            Laikin is k baraks humarey mazhab main dekha jaye tu pasand ki shadiyoo ki ijazat hai mager humari hadood bhi hainn...ager in tamam hadoo mainreh kr ki jaye tu us mainkoi muz'ika nahi prwohi baat k is moashrey main kon maney gaa k app ney love marriage tu ki mager kabhi chup kr baat nahi ki etc etc..burai LOVE marriage main nahi aj kal is ki aar main jo kuch hota haii us main orkuch humari apni sooch main haii:)
                            tafseeli reply ke leay shukria:) ap ne bohat acha tajziya kia

                            Comment

                            • #15
                              Re: esa kiun he?

                              Originally posted by Khalil View Post
                              Buhat lamba topic hay yeh...........

                              waisy karni love marriage hee chayee....aur parents ko manaa ker karni chayee..
                              chahe koi mana kar kare ya manaey bagher me ne dekha he k "pasand ki shadi" ka tana hamesha milta rehta he.abhi kuch din pehle aik function par jana hua wahan aik cousin ne aik kafi old couple se taruf karwaya or bad me bari razdari se batay k dekho in amaan n baba jee ki love merriage hui thi to me ne socha k ab to ye grand parents ban chuke hen or ab tak ye baat in ka peecha kar rahi he k specialy sath me ye zikar kia jata he.

                              Comment

                              Working...
                              X