Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

= = = Very Simple = = = -

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: = = = Very Simple = = = -

    Originally posted by refreshing_breeze View Post
    nahi jee khush fehmi mein rehney ki aadi nahi hu jee :na:
    wo chand jo kuch loogo ke sar pe ban jaata hai uss ki baat kar rahe they aap shaid ?:khi:
    sorry kal dekh leti tou kal hi reply kar deti phir aap ko itna khapna na parta :tasali:

    kya samjhe? :mm:
    nahi nahi khush fehmi mian reh liya kero, uss k koi charges nahi hia:khi: , per kabhi ghalat fehmi mian nahi rehna,:comfort: ,
    or mian ne ser keh chaand ki nahi sachi muchi wale chand ki baat ki hia, ab tum en kabhi dekha hi nahi to tumhian kya pata:lpop: , kabhi mauqa milla to dikhaon ga, or yeh to ab tumhair ghalti hia na tumhian kal hi dekhna chahia tha keh tumhair wajah se ek masoom banda khap raha hia, per bhalaiii ka daur hi nahi reh gaya, kissi ka khayal ho to tab ki bata hia na:tauba

    Comment

    • #47
      Re: = = = Very Simple = = = -

      Originally posted by musaddaq View Post

      acha jee tou ye baat hai
      waise chand tou hum bhi hai kissi ke aangen ke :wk
      hum apni ghalti maan letey hai jee :tasali:
      ab khush?:mm:
      :rose Refreshing_breeze :rose

      Comment

      • #48
        Re: = = = Very Simple = = = -

        Originally posted by refreshing_breeze View Post
        acha jee tou ye baat hai
        waise chand tou hum bhi hai kissi ke aangen ke :wk
        hum apni ghalti maan letey hai jee :tasali:
        ab khush?:mm:
        haan g yehi baat hia, acha acha to aap kissi keh aangan ka chaand hain, it means koi apne ghar mian nahi ghhusne deta aap ko:khi: :kr: ,
        or aap en koi ghalti to nahi ki jiss ko admit ker rahi ho aap:comfort: , iss liye jo kaam aap ne kiya hi nahi usse maanain gi to hum to bilkul khush nahi ho sakta

        Comment

        • #49
          Re: = = = Very Simple = = = -

          Originally posted by musaddaq View Post
          haan g yehi baat hia, acha acha to aap kissi keh aangan ka chaand hain, it means koi apne ghar mian nahi ghhusne deta aap ko:khi: :kr: ,
          or aap en koi ghalti to nahi ki jiss ko admit ker rahi ho aap:comfort: , iss liye jo kaam aap ne kiya hi nahi usse maanain gi to hum to bilkul khush nahi ho sakta
          :tauba ek tu woh bechari apni ghaliti man rahi haii app ko phir bhi chain nahi haii :slap:

          Comment

          • #50
            Re: = = = Very Simple = = = -

            Originally posted by aquari View Post
            :tauba ek tu woh bechari apni ghaliti man rahi haii app ko phir bhi chain nahi haii :slap:
            dekh lo aquari jaani haqeeqat mein bhalai ka zamana nahi hai :khi:
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment

            • #51
              Re: = = = Very Simple = = = -

              Originally posted by refreshing_breeze View Post
              dekh lo aquari jaani haqeeqat mein bhalai ka zamana nahi hai :khi:

              haa naa dear isi lya tu hum kehtey hainn k haqeeqat main rahoo or aisoo k saath aisey rahoo

              Comment

              • #52
                Re: = = = Very Simple = = = -

                Originally posted by aquari View Post
                haa naa dear isi lya tu hum kehtey hainn k haqeeqat main rahoo or aisoo k saath aisey rahoo
                haye re u mean zalim ban jaoo :khi:
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment

                • #53
                  Re: = = = Very Simple = = = -

                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  haye re u mean zalim ban jaoo :khi:

                  kuu is main koi mozaiqa haii ?

                  Comment

                  • #54
                    Re: = = = Very Simple = = = -

                    Originally posted by aquari View Post
                    :tauba ek tu woh bechari apni ghaliti man rahi haii app ko phir bhi chain nahi haii :slap:
                    :tauba lo g jiss ka humain bilkul intezaar nahi tha woh bhi aa gayin, or aa keh baaqaida quuuuud bhi parri hia, mohtarma aap jain or ghareeboon ko lunchh bantain, hum yahan do samjhdaar yeni keh mian or mian or ek ..... yeni keh RB baat ker raha hain, iss liye aap chup ker keh jain or humain zara free hand dain:khi:
                    Originally posted by refreshing_breeze View Post
                    dekh lo aquari jaani haqeeqat mein bhalai ka zamana nahi hai :khi:
                    acha acha theek keh rahi ho RB, but yeh bata tum ne aquari se kion ki, hamare aapis ki bata hai na, chalo ab yahan se Aquari ka naam khatam ker keh mera naam likho phir mian reply keroon ga:lpop:

                    Comment

                    • #55
                      Re: = = = Very Simple = = = -

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      :tauba lo g jiss ka humain bilkul intezaar nahi tha woh bhi aa gayin, or aa keh baaqaida quuuuud bhi parri hia, mohtarma aap jain or ghareeboon ko lunchh bantain, hum yahan do samjhdaar yeni keh mian or mian or ek ..... yeni keh RB baat ker raha hain, iss liye aap chup ker keh jain or humain zara free hand dain:khi:

                      acha acha theek keh rahi ho RB, but yeh bata tum ne aquari se kion ki, hamare aapis ki bata hai na, chalo ab yahan se Aquari ka naam khatam ker keh mera naam likho phir mian reply keroon ga:lpop:
                      ku na kudtii main beech main yeh mera huq haii....after all mod ho main soo meraa jaha ji karey gaa beech main ajaoongii....
                      samjhdar hotey tu khana leney line main kharey hoteyy :lpop:
                      RB ko choor doo us ka parcel main bhej chuki hoo :wk
                      mera naam hatwa kr tu dekhaoo :a stick: ..na karoo reply koi intezar nahi kr raha :zuban:

                      Comment

                      • #56
                        Re: = = = Very Simple = = = -

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        exactly jaise tum en ek baar smile kiya tha to log der keh maare behosh hi ho gaya tha, poora city main emergancy laga di gayi thi :kr: plzzzzzzzz hum history main tumahri wajah se aisa dekh chuka hian ab issse roko:tauba
                        achaaaaaa
                        haan loog toh phir bhe behosh ho gay lakin aap per toh phir bhe koi asar nahi howa .
                        aur ek baat batana toh aap bhool hi gay jo loog meri smile se behosh ho gay thay
                        baad mein jab wo hosh mein aaye toh aapki smile dekh kar phir behosh hogay aur abhe tak hosh mein nahi aaye .emergancy tih abhe bhe lagi hoi hai aapki wajah se.......:khi: :khi: :khi: ab kya hogaa????:tauba

                        Comment

                        • #57
                          Re: = = = Very Simple = = = -

                          musaddaq hum ney tou bohat araam se apni ghalti maan li hai :shh:
                          ab aur kya reh gaya hai?

                          kahi wo chand tou nahi?:mm:
                          :rose Refreshing_breeze :rose

                          Comment

                          • #58
                            Re: = = = Very Simple = = = -

                            Originally posted by aquari View Post
                            ku na kudtii main beech main yeh mera huq haii....after all mod ho main soo meraa jaha ji karey gaa beech main ajaoongii....
                            samjhdar hotey tu khana leney line main kharey hoteyy :lpop:
                            RB ko choor doo us ka parcel main bhej chuki hoo :wk
                            mera naam hatwa kr tu dekhaoo :a stick: ..na karoo reply koi intezar nahi kr raha :zuban:
                            so sweet jaani :rose
                            :rose Refreshing_breeze :rose

                            Comment

                            • #59
                              Re: = = = Very Simple = = = -

                              Originally posted by refreshing_breeze View Post
                              musaddaq hum ney tou bohat araam se apni ghalti maan li hai :shh:
                              ab aur kya reh gaya hai?

                              kahi wo chand tou nahi?:mm:
                              oweyy kuy ghalti man rahi hoo is k samneyy ..koi zaroorat nahi hai :na:
                              main hoo naa..yeh kuch keh kr tu dekhaye tumhainn ..main hoo naa tumharey saath tum befikr hokr jawab doo :comfort:

                              Comment

                              • #60
                                Re: = = = Very Simple = = = -

                                Originally posted by refreshing_breeze View Post
                                so sweet jaani :rose
                                mention not dear :wk

                                Comment

                                Working...