Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dedicate to Munda Sialkoti.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

    :khi:
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Dekh molvi :na: mein to tujay achi tarah jaanta hoon aur samajta bhi hoon...lekin kuch loog samajtay hein ke tu aik shareef insaan he aur islami pehluon per aur shara'ee masail pe tu kuch na kuch nazar rakhta he...meri puri kooshish hoti he ke tujay bari mehfil mein un loogon ke samnay bohat ziada zaleel na karon...mein tera honour barkaraar rakhon aur tuj se kutoon billon wala salook nahi kerna chahta...lekin mein chahay laakh kooshish karon tu baaz nahi aa raha:na: phir na mujay kehna ke tu mazak mein ziada aagay chala gaya he :lpop: kyoon ke mein to mazak bardaasht ker leta hoon, lekin teri nunni munni jaan ghusa ker jaye gi :khi:
    beta pehli baat to ye hy k aaj se pehly kaya tonay kabhi mary sath koi aysa mazq naheen kiya? aur kaya to ye sabit karsakta hy k main nay kbahi teri zalil harkaton ka bura manaya ho..?
    aur main jo bhi hon wo sab janty hain laikin to kaya hy ye sab ko main bata don ga smajha k naheen..? aur ye jo tonay likha hy na k to mazaq bardashat karlayta hy ghussa naheen karta to tera ye likhna hi taray ghussa karny ki alamat hy kaya samjhy bacha?
    Last edited by aabi2cool; 14 June 2007, 17:21.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #92
      Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

      Originally posted by aabi2cool View Post
      :khi:
      beta pehli baat to ye hy k aaj se pehly kaya tonay kabhi mary sath koi aysa mazq naheen kiya? aur kaya to ye sabit karsakta hy k main nay kbahi teri zalil harkaton ka bura manaya ho..?
      aur main jo bhi hon wo sab janty hain laikin to kaya hy ye sab ko main bata don ga smajha k naheen..? aur ye jo tonay likha hy na k to mazaq bardashat karlayta hy ghussa naheen karta to tera ye likhna hi taray ghussa karny ki alamat hy kaya samjhy bacha?

      Dekh mujay tere saath accomodate kerne mein koi aitraaz nahi...tu mujay jis level pe lana chahta he mein aanay ko teyaar hoon...yakeen maan mujay koi masla nahi hota...lekin mujay Asad ne he bataya tha ke tu ghussa ker jata he...ager nahi yakeen to us se pooch lena :tauba aur waise mein nahi chahta ke tu ghusa karay...mein to bus yehi chahta hoon ke tu acha doost bun ke rahay aur wo bhi pyaar muhabat se :hug:

      Agay hoon jeevein toon aakhein :lpop:
      :thmbup:

      Comment

      • #93
        Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Dekh mujay tere saath accomodate kerne mein koi aitraaz nahi...tu mujay jis level pe lana chahta he mein aanay ko teyaar hoon...yakeen maan mujay koi masla nahi hota...lekin mujay Asad ne he bataya tha ke tu ghussa ker jata he...ager nahi yakeen to us se pooch lena :tauba aur waise mein nahi chahta ke tu ghusa karay...mein to bus yehi chahta hoon ke tu acha doost bun ke rahay aur wo bhi pyaar muhabat se :hug:

        Agay hoon jeevein toon aakhein :lpop:
        dekh bachy agar tujhy asad nay ye bataya hy to asad ne ghalat bataya hy baat darasla ye hy k mari aik adat bohat buri hy jab kabhi bhi main kisi mozu par kisi se baat karta hon aur wo baat jeet agar mubahisa ki shakal akhtayar karjay to qudarti tour par meri awaz loud hojati hy main bari koshish karta hon is msala par qabu paon magar mujhy se kabhi kabhi ye ho naheen pata.. aur us waqt mary boly ka jo andaz hota hy us ko dekh samny wla yehi samjhta hy k main bohat ghussa main bol raha hon halank aysai koi baat naheen hoti main puray hosh o hawas main hota hon bus qudrati tour par meri awaz loud hojati hy shayed issi cheez ko dekh kar asad nay mary ghussay hojany ka tujhy kaha .. laikin mary khial main ye aik alag surte hal hy..
        main kabhi bhi ksi aysai mehfil main ghussa nhaheen hua jahan sab dost aik dosray ko jugat karrahy hon main bhi sab k sath normali jawab deta hon aur jab kabhi mujhy mehsoos ho k ab ye 2, ya 4 larkay aik taraf hogay hain aur mujhy mazeed bayizat kareen gay to main wo sab khuch khanda paishani se bardashat karta hon is liye to zara na ghabra...
        is liye mary nazdeek aik dosray k sath mazak karna aik laag surtehal hy aur kisi mubahisay main baat karna aik alag baat..
        main har kisi k sath us had tak mazak karta hon jis had tak agla bardashat karsaky aur main khud bhi..samjhy
        baqi tu ye ASAD aur khalil ko telefone kar kar k meri cid layna chaor de aur khas tour par mary baray main coments pass karna bhi chorr de yehi taay liye acha hy last time jo tony aik khas masly par maray baray main pani ray ka izhar bazria telefonic khitab kiya tha na us ki aik aik juziayt mary ilam main achukki hain us k bawajood bhi main tujhy apna dost hi samjhta hon kaya samjhy..?:tauba
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #94
          Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

          oo je oya.....
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment

          • #95

            O eltaf husain k mammy bus ker:kr:

            Comment

            • #96
              Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

              Originally posted by Khalil View Post
              O eltaf husain k mammy bus ker:kr:
              oh mama tonay hameeesha ki tarah kon sa parha hoga:khi:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #97
                Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                Originally posted by aabi2cool View Post
                oh mama tonay hameeesha ki tarah kon sa parha hoga:khi:
                yaar wo telephonice para tha last main ...........bus:khi:

                Comment

                • #98
                  Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                  Originally posted by ASAD View Post
                  oo je oya.....
                  oye asdiya to ye kaya kaya munday ko mary baray main dasta rehta hy zara mujh ko we to bata
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #99
                    Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                    Originally posted by Khalil View Post
                    yaar wo telephonice para tha last main ...........bus:khi:
                    achaaa shukar hy itna to parha:wk
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      kahin tumhari english bhi aisi to nahi, ya perhi nahi ja rahi, i think tum isse punjabi samjh keh perh raho gi na:comfort: , chalo bhi aamir is ski help kero, inhe bhi aisie english seekhni hia :kr:
                      nahi mujhy amir say nahi sekhni :na:
                      i think k app ko itna pta hay is bary main
                      daikho na kitni assani say smajh gay hain
                      k main is ko kistrhaan perh rahi hoon or etc
                      to app sekha do plz app ko ziyada ati ho ge:comfort: :comfort:
                      main is trhaan de perh k mrna ay:tauba :tauba

                      Comment

                      • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Nahi tumhara sir perha ja raha he :kr: :kr: :kr:
                        to is main itna hansny walli kon c baat hay:kr: :kr:
                        waisy mera sir to apny ghr hay:tauba
                        us ko kasiy prh lia app nay:mm: :mm:

                        Comment

                        • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                          Ab bus karo buhat ho chuka............etna hee dende cat buhat hay murghy sialkoti ko.

                          Comment

                          • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                            Originally posted by Khalil View Post
                            Ab bus karo buhat ho chuka............etna hee dende cat buhat hay murghy sialkoti ko.
                            kion g meri wari i tay bs karoo oohh kion

                            Comment

                            • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                              :mm:

                              Comment

                              • Re: Dedicate to Munda Sialkoti.....

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                is mein hasnay wali kia baat he..
                                teri bisti ho rahi hay very:khi:
                                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                                ~Mujay Vote Dain~
                                پاکستانی کا خواب

                                Comment

                                Working...
                                X