Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Quiz!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by yellowsky View Post
    hmmm :mm:




    Jawab hua





    theek !

    Thank God, i am narrowly escaped by ur hint :D

    Chalein aap yeh bataein ke Wimbildon Tannis Tournament mein kul Aisam Ul Haq second round mein knock out ho gaye...is se pehlay bhi pakistan ke aik player wimbildon tournament mein partiipate ker chukay hein aur aik baar nahi do baar unhein yeh aizaaz mila he...un ka naam bataiye :lpop:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Pegham Quiz!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Thank God, i am narrowly escaped by ur hint :D

      Chalein aap yeh bataein ke Wimbildon Tannis Tournament mein kul Aisam Ul Haq second round mein knock out ho gaye...is se pehlay bhi pakistan ke aik player wimbildon tournament mein partiipate ker chukay hein aur aik baar nahi do baar unhein yeh aizaaz mila he...un ka naam bataiye :lpop:
      Q passed to Pegham intelligent kuris :D

      :khi:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: Pegham Quiz!

        Originally posted by yellowsky View Post
        Q passed to Pegham intelligent kuris :D

        :khi:
        Mujay to ub pata chala ke larkiyon ko sports ki maar maarni chahiye :khi: yeh wo area he jahan pup ker ke beth jaein gi :D
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Pegham Quiz!

          Hint deta hoon....kul THE NEWS mein us ki biography per aik article bhi aaya he
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Pegham Quiz!

            hmm

            chalein bata deytey hein ............:mm:



            Haroon Rahim!


            (bas 1 sec. ki search thi :D
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • Re: Pegham Quiz!

              Ziada efficiency show kerney key liye year bhi bata deytey hein :hehe:

              1975 n 1976
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • Re: Pegham Quiz!

                Originally posted by yellowsky View Post
                hmm

                chalein bata deytey hein ............:mm:



                Haroon Rahim!


                (bas 1 sec. ki search thi :D
                Originally posted by yellowsky View Post
                Ziada efficiency show kerney key liye year bhi bata deytey hein :hehe:

                1975 n 1976

                Lekin yeh to general knowledge ka sawaal tha...search ke bagair aap ko jawaab ka pata hota to ziada acha hota na :D

                jawaab darust he...aap agla question ker sakti hein :)
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Pegham Quiz!

                  ^^yep! magar sports aur music/ movies in sab mey totally



                  Agla sawal: (ye bata dun key ye aik confusing Q hai meyrey liye to deykhtey hein key aap kya jawab deytey hein)

                  kaun sa mazhab dunya mey sab sey pehley aya

                  1- Islam
                  2- Hinduism
                  3- Christianity
                  4-Budhism
                  Last edited by Z.; 29 June 2007, 15:04.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • Re: Pegham Quiz!

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    ^^yep! magar sports aur music/ movies in sab mey totally



                    Agla sawal: (ye bata dun key ye aik confusing Q hai meyrey liye to deykhtey hein key aap kya jawab deytey hein)

                    kaun sa mazhab dunya mey sab sey pehley aya

                    1- Islam
                    2- Hinduism
                    3- Christianity
                    4-Budhism

                    We Muslims have firm belief that Islam was the first religion revealed on the face of earth with Hazrat Adam (AE). Of course it is nothing else but Islam.
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Pegham Quiz!

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      ^^yep! magar sports aur music/ movies in sab mey totally



                      Agla sawal: (ye bata dun key ye aik confusing Q hai meyrey liye to deykhtey hein key aap kya jawab deytey hein)

                      kaun sa mazhab dunya mey sab sey pehley aya

                      1- Islam
                      2- Hinduism
                      3- Christianity
                      4-Budhism
                      Apart from the answer ub mein aap ko aik do cheez clear ker doon. Ke christianity to saaf toor per islam se baad aai....yaani ke Hazrat Ibrahim AE ki paidaish Hazrat Eesa AE ki pedaish se bhi koi 500-600 saal pehlay hui...so it is very clear ke Ager Mazhab Islam bakool doosray mazahib ke Hazrat Ibrahim se bhi shuru kia jaye to bhi Chrisitianity se purana he. Aur Hazrat Eesa AE to khud Muslim thay :)

                      Hindu kehtay hein ke un ka dharm Hinduism kai hazar saal purana he, Hinduism keh lein yeh Christianity se puranay hein. Ager dekha jaye to pata chalta he ke Hinduism koi mazhab he nahi he...yeh aik geographical name he...yaani yeh wo loog hein jo Indus valley mein aa ker aabad huay...Yeh Vedas ko maantay hein to is liye inhein Vedantism kehna ziada acha ho ga...vedantism christianity se purana he...lekin yeh aik proper mazhab nahi ban paya...is mein bohat saari mukhtalif aara rahein...Vedas, Bagwat Geeta, Ramayan, in mein bohat saari aapis mein he controversaries pai jati hein...bible ki tarah in mein bhi waqtun fooktun amendments ki gaein...aur aaj kul aap ko new version milein ge is ke :D

                      Bhudism bhi basically Asia se he nikla he aur ziada yahi phala phoola...lekin der-hakeekat yeh kub emerge hua is ke baray mein kuch paka nahi keh sakta...ub yeh point zehan mein rakh ke study karon ga :D
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Pegham Quiz!

                        ^^yep!

                        mey ney bhi her jaga Hinduism perha hai key ye sab sey paurana religion hai....

                        you can continue the Quiz inshAllah
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • Re: Pegham Quiz!

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          ^^yep!

                          mey ney bhi her jaga Hinduism perha hai key ye sab sey paurana religion hai....

                          you can continue the Quiz inshAllah
                          Yeh sirf Hindu kehtay hein ke un ka mazhab sub se purana he...halanke aisi koi baat nahi.

                          sawaal to ub larkiyon ki taraf se banta he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Pegham Quiz!

                            okay Next Question:

                            Aik chota fruit hai Zespri jissey kiwifruit bhi kaha jata tha........iss sey bhi aik paurana naam iss key liye isteymaal hua hai .....kya aap bata saktey hien key kaun sey mulk ney aik iss sey bhi paurana naam iss sey relate kiya hai??
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • Re: Pegham Quiz!

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              okay Next Question:

                              Aik chota fruit hai Zespri jissey kiwifruit bhi kaha jata tha........iss sey bhi aik paurana naam iss key liye isteymaal hua hai .....kya aap bata saktey hien key kaun sey mulk ney aik iss sey bhi paurana naam iss sey relate kiya hai??
                              aap ka sawaal mujay kuch wazeh nahi laga.

                              kia mujay zespri ya kiwifruit ka purana naam batana he?

                              ya

                              us ke puranay naam per aik mulk ka naam he us mulk ka naam batana he?
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Pegham Quiz!

                                ^^ aap ney uss mulk ka naam btana hai jis ney iss sey bhi paurana naam iss fruit key sath relate kiya hai.:thmbup:
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X