Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Quiz!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by aabi2cool View Post
    to phir ye bhi usool bana lain k jab koi mamber pouchay gay sawla ka jawab dy to sawal karnay wala forn akar btay k saheeh hy ya ghalat aur agar saheeh to phir jawab denay wala khud bakhud agla sawal pouchay..
    koi question karna wala member answer ka wait karna beth nahi sakta .. well koi b male member confirm kar sakta hai kai answer theek hai ya ghalat .. so game continue rakhni chahiy

    Comment


    • #17
      Re: Pegham Quiz!

      Originally posted by fari View Post


      Sawal ya ha kah
      Ap ko 2006 mai jin logo ko Nobel prize mila ha un 3 kay naaam batanay ha ?

      Larkay logo Soo kiun gay jawab do ?Kitnay nalaiq ho

      Comment


      • #18
        Re: Pegham Quiz!

        Sub se pehlay Mohammad Younis is (Grameen Bank) for Peace

        Edmund S. Phelps for Economics

        Roger D. Kornberg for Chemistry

        ub mujay green signal do ke mein question ker sakon
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Pegham Quiz!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Sub se pehlay Mohammad Younis is (Grameen Bank) for Peace

          Edmund S. Phelps for Economics

          Roger D. Kornberg for Chemistry

          ub mujay green signal do ke mein question ker sakon
          :khi:itni dair lagai jawab dhondnay ma:zuban:

          Ap ka jawab drust ha:tasali:

          Ap sawal pouch saktay ha

          Comment


          • #20
            Re: Pegham Quiz!

            Duniya ke sub se ziada kadeem aur musalsal aabad sheher ka naam bataiye.

            Tell me the name of the oldest continuously inhabited city in existence.
            Last edited by Mr. Sialkoty; 12 June 2007, 07:16.
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Pegham Quiz!

              Originally posted by fari View Post
              :khi:itni dair lagai jawab dhondnay ma:zuban:

              Ap ka jawab drust ha:tasali:

              Ap sawal pouch saktay ha
              zahir he jub sawaal dekhna tha tub he jawaab dena tha :zuban:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Pegham Quiz!

                Nalaiq kuriyo 24 hrs. honay walay hein aur aap ka jawaab nahi aaya. ub sawaal mujay phir change kerna paray ga aur hum point gain ker jaein ge
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Pegham Quiz!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Duniya ke sub se ziada kadeem aur musalsal aabad sheher ka naam bataiye.

                  Tell me the name of the oldest continuously inhabited city in existence.

                  Damascus

                  Comment


                  • #24
                    Re: Pegham Quiz!

                    Originally posted by aquari View Post
                    Damascus
                    Acha tha ke mein pehlay he sawaal ker leta, jis ka der tha wohi hua :tauba

                    Mujay 99.9% yakeen tha ke is ka answer aap he dein gi.

                    chalein ub aap sawaal keejiye (Swawali bun ker)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Pegham Quiz!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Acha tha ke mein pehlay he sawaal ker leta, jis ka der tha wohi hua :tauba

                      Mujay 99.9% yakeen tha ke is ka answer aap he dein gi.

                      chalein ub aap sawaal keejiye (Swawali bun ker)
                      chalein ub aap sawaal keejiye (Swawali bun ker)
                      __________________
                      sawali baney pr aetiraz koi nahii mujhey bus khalii na lautayea gaa :dua


                      app ki yakkeen ko bhala tur sakti hoo main
                      waisey app ko yeh yaqeen ku tha kunk main tu aisey hi idher agai or just abhi sawal dekha or jawab dey diyaa :blush:

                      Q...Spain jis waqt muslamanoo k zer-e-hakoomat thaa us waqt us ka naam or capital batayeaa (capital ka bhi wohi poorana naam batana haii )?
                      Last edited by aquari; 13 June 2007, 06:30.

                      Comment


                      • #26
                        Re: Pegham Quiz!

                        Originally posted by aquari View Post
                        sawali baney pr aetiraz koi nahii mujhey bus khalii na lautayea gaa :dua


                        app ki yakkeen ko bhala tur sakti hoo main
                        waisey app ko yeh yaqeen ku tha kunk main tu aisey hi idher agai or just abhi sawal dekha or jawab dey diyaa :blush:

                        Q...Spain jis waqt muslamanoo k zer-e-hakoomat thaa us waqt us ka naam or capital batayeaa (capital ka bhi wohi poorana naam batana haii )?
                        Hamaari aukat bohat choti he, hum to khud sawaali hein

                        sawaal aap ka bohat mushkil nahi he...i think mujay pata he lekin dimaag pe thoora sa zoor dena paray ga :tauba
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Pegham Quiz!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Hamaari aukat bohat choti he, hum to khud sawaali hein

                          sawaal aap ka bohat mushkil nahi he...i think mujay pata he lekin dimaag pe thoora sa zoor dena paray ga :tauba
                          :)
                          yes kafi asan hai..take ur time waisey bhi poorey 23hrs baqi hain:blush:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Pegham Quiz!

                            Originally posted by aquari View Post
                            sawali baney pr aetiraz koi nahii mujhey bus khalii na lautayea gaa :dua


                            app ki yakkeen ko bhala tur sakti hoo main
                            waisey app ko yeh yaqeen ku tha kunk main tu aisey hi idher agai or just abhi sawal dekha or jawab dey diyaa :blush:

                            Q...Spain jis waqt muslamanoo k zer-e-hakoomat thaa us waqt us ka naam or capital batayeaa (capital ka bhi wohi poorana naam batana haii )?
                            Spain ko Ghaliban Andulus kahte thay aur us ka capital I think Gharnata tha
                            Last edited by sccorpion81; 13 June 2007, 08:23.
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Pegham Quiz!

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Spain ko Ghaliban Andulus kahte thay aur us ka capital I think Gharnata tha

                              pehley app ghaliban or i think k barey main koi hatmii rayi dey dain phir main correct answer batati hoon

                              Comment


                              • #30
                                Re: Pegham Quiz!

                                Originally posted by aquari View Post
                                pehley app ghaliban or i think k barey main koi hatmii rayi dey dain phir main correct answer batati hoon

                                :khi: Suno Aquari jo answer ha us ko as it is accept karo I think aur ghalban ko ignore karo aur agar ghalat ha tu galht aur sahi ha tu sahi :lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X