Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Quiz!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    oh itna mushkil sawal ka jawaab mein ne aik he saans mein de diya aur aik he saans mein drust bhi ho gaya :blush:

    my next question is

    Human cell mein aik aisa component paya jata he jis ki shape Double Helix Strand jesi hoti he...naam bataiye :bwink:

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Sooch liya

    15 august 1948 se aik saal aur aik din pehlay :p
    Aap ka jawab hoa durust.................inaam key taur pey agla sawal kijiye

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Sooch liya

    15 august 1948 se aik saal aur aik din pehlay :p

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    soooch k batata hoon :p
    :donno:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    soooch k batata hoon :p

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Next Sawal:

    Pakistan kab bana? :donno:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by aquari View Post

    :comfort:

    Leave a comment:

  • aquari
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Janaab jawaab ghalat he...Ferum aur Chromium aap ne bata diya, lekin is mein Carbon kis ne daalna tha :lpop: carbon ke bagair to stainless steel koon teyaar kerta he :khi:

    Mn (Maganese) Si (Silicon), P(Phosphorus) S (Sulphur) yeh sub mein ne daalnay thay :lpop:

    aur yeh titanium, vanadium bohat special kism ke steel mein dala jata he....yeh jo hamaray haan milta he us mein inni mehngi metals nahi daali jatein :lpop:

    jawaab ghalat he :lpop:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by aquari View Post
    Stainless Steel mai main element tu hota hia Iron(Fe).then Chromium (Cr) or is ko mazeed effective or usefull bananey k lya sometimes Copper,Titanium ,vanadium or nickel bhi milaya jata haii .

    Stainless Steel mein koon koon se elements hotay hein

  • fari
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    :khi: ya ap dono aik sawal per 4 din kiun laga rahay hain???

    ap koi larka sawal karay ga

    Leave a comment:

  • aquari
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yeh kia baat hui...innay saaray sawaal pooch daalay ub aap keh rahi ho ke aik ke jawaab se sara jawaab sahi ho jata

    ohoh i mean app sirf codes ko decode kr detey explanation tu sirf mainey knowledeg deney k liyaa di haii

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by aquari View Post
    app sirf terms k mutlab likh deteyy... ager app sirf HOLDING CONFIRM hi likh detey tu app ka jawab 100% sahi mana jata :blush:
    itni explanation app ki general knowledge barahaney k lyaa dii haii :eye:
    hr code ka ek hi answer thaa
    Yeh kia baat hui...innay saaray sawaal pooch daalay ub aap keh rahi ho ke aik ke jawaab se sara jawaab sahi ho jata

    Leave a comment:

  • aquari
    replied
    Re: Pegham Quiz!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap ne itnay saaray sawaal kiye thay is ke jawaab bhi to dhair saaray thay...ager mein in mein se Holding confirm likh deta to mera jawaab kitnay percent sahi maana jata :lpop:

    sawaal wo kia karein ke jis ka jawaab aik he ho...is baar moaaf ker deta hoon...ainda ghalti ki to number kaat loon ga :lpop:

Working...
X