Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apnay muuun miyaan mithoo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: apnay muuun miyaan mithoo

    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
    Apko yahan commentary k leye raha hoewa hai kia :slap::slap::slap:
    Mein chahay yeh karon
    mein chahay wo karon
    meri merziiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :zuban:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: apnay muuun miyaan mithoo

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Mein chahay yeh karon
      mein chahay wo karon
      meri merziiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :zuban:
      haan apki marzi hi hai

      kyun k marzi to sirf,,,,,,,,,,,ki hi hotti hai :khi:

      Comment


      • #18
        Re: apnay muuun miyaan mithoo

        Originally posted by sham-e-mehfil View Post
        haan apki marzi hi hai

        kyun k marzi to sirf,,,,,,,,,,,ki hi hotti hai :khi:
        Khali jagah pur karo
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: apnay muuun miyaan mithoo

          Originally posted by desiprincess View Post
          jee bilkul Alveena jee..yeh baat clear kar dein plz

          waise hum un ka kam dekhte hein agr woh is kabil hoon to...koi baat nahi unhe haq hai ....lekin agr woh is kabil he nahi aur woh yeh sab kuch dosroon ki kamzorieon ko dekhane ke liye kar rahe hein to bohat he buri baat hai...so jo tareef ke kabil hota hai us ki log bhi tareef karte hein..usey apne mun meyan-meetho banne ki koi zaroorat bhi nahi hoti...lekin jo log dosroon ki kamjoe karne ke liye karte hein..yeh ghalat baat hai..aur bohat he buri baat hai

          WELL SAID DEAR :thmbup:

          Main bhi as parttime professional trianner hoon,as a intro apni acehievments bataney ka maqsad thori si encourgment bhi hoti haii tak studants is field ki taraf encourage hoon app un k liya ek jeeti jagti example hotey hoo or woh is cheez ko bauht sensitively lety hain k jub yeh kamyab hosakti hain tu hum ku nahi..haa baqi aksar yeh dekha gaya hai k seniour trainners apney half sey zayda lecture main apni tareef hi kr rahey hotey hain baat sahi kahii desiprincess ney k ager woh kisi ko necha dekhaney k lya akr rahey hai tu soo bad or jo achey hotey hain woh khud nahi bolteyy un k barey main hum khud hi achi rai qayim krltey hain kunk maineyy khud bauht si training session lya hain,or abb khud bhi deti hoo tu is cheez ki bari wazeh misalain bhi milti hainn or saath hi farq bhi nazar or samjh ata haii k kon kaha kis sense main apney mou mian mithoo ban raha haii

          Comment


          • #20
            Re: apnay muuun miyaan mithoo

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Khali jagah pur karo
            bohat shoq hai sab ko appna sal name batany ka

            Comment


            • #21
              Re: apnay muuun miyaan mithoo

              Originally posted by sham-e-mehfil View Post
              bohat shoq hai sab ko appna sal name batany ka
              to Asal naam kia he mera :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: apnay muuun miyaan mithoo

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Khali jagah pur karo
                kis ka sath :phool: ? ?

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #23
                  Re: apnay muuun miyaan mithoo

                  Originally posted by champion_pakistani View Post
                  kis ka sath :phool: ? ?
                  tum se nahi pocha jo danda dekha rahy hoo:khi:

                  Comment


                  • #24
                    Re: apnay muuun miyaan mithoo

                    acha acha app ko khan jana hai !

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                    Comment


                    • #25
                      Re: apnay muuun miyaan mithoo

                      champion where u wana go with sham

                      :donno:BYE :donno:

                      Comment

                      Working...
                      X