Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

    Asalamaalaikum....
    ummid hai aap sub khairiayt se honge... akser hi humari zindagi mein kuch aise lamhe aate hain jis ke baad humara zaihan aik dum se blank ho jata hai.. .woh situation kuch aisi rehti hai ke hum sumjh nahi paate ke ab kya karein.. kaun sa dicision lein.. kon sa step lein.. yeh sub aik lamhe ke liye sojahi nahi deta... hum saare hi apni life mein kabhi na kabi kisi aisi situation ko face karte hain.. yahan aap ne wahi sahre karna hai ke aap ke saath kub aisa howa tha?? kyun?? aur baad mein aap ne khud ko us situation se kaise baher nikala...:thmbup:
    paihle hum batate hain.... :)
    "aik saal paihle hum ne final B.A ka exam diya.. jis ke second paper mein hum paper submmite karne ke yaani paper timing ke khatam hone ke theek 50 min paihle pata chala ke hum ne jo paper kiya hai woh old syllabus ka hai aur hum new syllabus ke hain.. pairon ke neeche se zameen nikalna.. yeh kya hota hai hume us roz pata chala.. aik min ke liye hume her cheez black lagne lagi.. kuc hdikahi nahi de raha tha...exam room mein sub ko pata chal gaya ke hum old syllabus ker chuke ghlati se... 100 marks ka paper... hum bata nahi sakte woh kya sitaution thi.. per khair.. hume laga ke sub khatam.. humara career aur kuch bacha hi nahi... phir examiner pass aaye.. new paper sheet di hume.. hum ne unhe daikha... my hand was shivering.. formalities pori ki.. paper le ker likhna start kiya.. humare pass 40 mins aur the.. per 100 marks ka paper.. itne kum waqt mein na-mumkin hi tha ke pura ho.. khair.. hum ne jis taizi se qalam chalaya hai.. sub bhool bhal ke hume aaj bhi khud per hairat hoti hai ke hum ne kaise deal kiya... hum ne 40 mins mein 75 marks ka paper kiya.. time khatam ho chuka tha.. paper le liye gaya.. aur jub month baad result aaya tu I scored 70..:alhamd: ".

    chaiye ab aap log bataiye ke aap ki life mein aisa kub howa? kyun? aur phir aap ne us situation ko kaise face kiya.. aur us ka out put kya raha??

    khush rahiye..
    Allah haafiz..

  • #2
    Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

    Originally posted by ummid View Post

    ji ummid biklul sahi kaha ap ny ....aise waqat mein hum ko faisla waqat per chor dena chahiye ,..k KHUDA bahter hi karein gy :insha:

    aur ap ny itny achy marks score kiye ..weldonn dear:masha :)

    Comment

    • #3
      Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

      Originally posted by ahsaas View Post
      ji ummid biklul sahi kaha ap ny ....aise waqat mein hum ko faisla waqat per chor dena chahiye ,..k KHUDA bahter hi karein gy :insha:

      aur ap ny itny achy marks score kiye ..weldonn dear:masha :)
      ji chanda... ab aap bhi share kijye hum sub se koi aisa hi incident...:)

      Comment

      • #4
        Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

        nice topic Umeed. aur hats off for ur writing speed that day :)

        abhi tou aik dam se kuch esa yad nahi aa raha lakin jaldi ham bhi share karen gey :)
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • #5
          Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

          nice topic ummid or esa wakai hota he life me kabhi kabhi

          Comment

          • #6
            Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

            Originally posted by ummid View Post
            Asalamaalaikum....

            ummid hai aap sub khairiayt se honge... akser hi humari zindagi mein kuch aise lamhe aate hain jis ke baad humara zaihan aik dum se blank ho jata hai.. .woh situation kuch aisi rehti hai ke hum sumjh nahi paate ke ab kya karein.. kaun sa dicision lein.. kon sa step lein.. yeh sub aik lamhe ke liye sojahi nahi deta... hum saare hi apni life mein kabhi na kabi kisi aisi situation ko face karte hain.. yahan aap ne wahi sahre karna hai ke aap ke saath kub aisa howa tha?? kyun?? aur baad mein aap ne khud ko us situation se kaise baher nikala...:thmbup:
            paihle hum batate hain.... :)
            "aik saal paihle hum ne final B.A ka exam diya.. jis ke second paper mein hum paper submmite karne ke yaani paper timing ke khatam hone ke theek 50 min paihle pata chala ke hum ne jo paper kiya hai woh old syllabus ka hai aur hum new syllabus ke hain.. pairon ke neeche se zameen nikalna.. yeh kya hota hai hume us roz pata chala.. aik min ke liye hume her cheez black lagne lagi.. kuc hdikahi nahi de raha tha...exam room mein sub ko pata chal gaya ke hum old syllabus ker chuke ghlati se... 100 marks ka paper... hum bata nahi sakte woh kya sitaution thi.. per khair.. hume laga ke sub khatam.. humara career aur kuch bacha hi nahi... phir examiner pass aaye.. new paper sheet di hume.. hum ne unhe daikha... my hand was shivering.. formalities pori ki.. paper le ker likhna start kiya.. humare pass 40 mins aur the.. per 100 marks ka paper.. itne kum waqt mein na-mumkin hi tha ke pura ho.. khair.. hum ne jis taizi se qalam chalaya hai.. sub bhool bhal ke hume aaj bhi khud per hairat hoti hai ke hum ne kaise deal kiya... hum ne 40 mins mein 75 marks ka paper kiya.. time khatam ho chuka tha.. paper le liye gaya.. aur jub month baad result aaya tu I scored 70..:alhamd: ".

            chaiye ab aap log bataiye ke aap ki life mein aisa kub howa? kyun? aur phir aap ne us situation ko kaise face kiya.. aur us ka out put kya raha??

            khush rahiye..

            Allah haafiz..
            Wa alaikum Aslam!

            jesi situation mein aap uljein aisi situation mein mein bhi ulja tha...FSc. mein mein ne composite exams dene thay, saath walay kuch by parts walay bhi thay aur hamein aik he haal mein bithaya gaya...ghalti se mujay by parts ka paper diya gaya aur mein ne wo solve ker diya, syllabous to same tha, is liye mein dehaan nahi de paya...Akal maari gai thi...paper to bohat zabardast hua lekin bahir aa ke pata chala ke mein apna paper solve ker ke nahi aaya...us waqt to jaan nikal gai thi :D but i still fail to understand ke mujay us paper mein bhi bohat achay marks milay :D shayad paper checking kerne wala bhi meri tarah ghalti ker gaya :khi:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

              me ko har waqat lagta hai k assi hi sort hall hai

              k na peroon nechee zameen na dar par asman hai

              Comment

              • #8
                Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

                Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                me ko har waqat lagta hai k assi hi sort hall hai

                k na peroon nechee zameen na dar par asman hai
                :tasali:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

                  thanks i need :tasali::tasali::tasali::tasali::tasali:

                  Comment

                  • #10
                    Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

                    very good.. mogambow khush hoya...
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: OoooOOOOoooPppPpppsSSssss.....

                      Ais k jawab main ham kaheen gay walaykum oooooooooooppppppppppppsssssssssss
                      :lpop: :lpop: :lpop:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      Working...
                      X