Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Net par Muslims kay kelaf

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Net par Muslims kay kelaf

    Originally posted by Shiza422 View Post
    :jazak: kay ap nay aisi baton ki tasdiq kar kay sab ko bataya. bilkul ham sab ko aisi ghalat batoon say bachna or dossroon ko bachana chayay .or Aaalah ham sab ko Islam samhajny or niak or thik tariqay say amal karnay ki tofiq ata farmay. may ye batain zaroor doosroon ko samjhany ki koshish karoon gi. Khush rahiay Amin:rose
    :jazak:
    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


    ~Mujay Vote Dain~
    پاکستانی کا خواب

    Comment


    • #17
      Re: Net par Muslims kay kelaf

      Originally posted by Abdul Qudoos View Post
      JI main nay Al Hamduliallah een sab batoon ki Tasdeek ki hay.
      Main aik amm insan hon. Phir b maain app say kahoon ga kay apnay toor par app b tasdeek karain. aur ager main kisi maqam par Galt hon tu Bary Karam meri Tosi farmain aur Meray liay Dua karain kay Allah Muj ko elam ata farmain.
      behtar hai key aap apni search yahan laga deiN ...... like apna proof key ye sab ghalt hai :thmbup:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: Net par Muslims kay kelaf

        Bahi main keya yahaan par post karon???
        main nay Dic main yah word search keay hain. tu muj ko ISLAMIC words hi jawab main milay hin. ees kay elave main nay Encylopedia's main Search ki hay aur oder b same hi hay. aur ees kay elava main nay Srcopin Bahi say bat ki tu onhoon nay b yahi kaha kay main bay DIC main check kar choka hhoon muj ko b kaheen nahi mila.

        app main say ager kisi ko asi koi cheez kaheen par milay tu Post kegay ga
        hosakta hay woh cheezean jin main say main nay dayka hay woh Galt hon
        تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
        تو لہریں شور مچاتی ہیں،
        لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


        ~Mujay Vote Dain~
        پاکستانی کا خواب

        Comment


        • #19
          Re: Net par Muslims kay kelaf

          Assalam o Alaikum

          Mere passs bhi yeh mails kaee dafa aa chuki hain aur main nay bhi in per search ki thee...kaee dictionaries main dhoondnay ki koshish ki laikin in alfaz ka koee matlab nahien dhooond paya...so main nay wo mails Delete ker deeen

          Thanks abdul qudoos
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Net par Muslims kay kelaf

            App ka Sukira Sccorpion bahi
            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


            ~Mujay Vote Dain~
            پاکستانی کا خواب

            Comment


            • #21
              Re: Net par Muslims kay kelaf

              Nice sharing lakin aisa kuch bee nahi hy...........meri kuch doctors sy chating huti hay germny main ..
              main ny yeh post on ko dekhai to wo khudh hiran reh gay k aisa to kuch nahi hay .......wo kehna lagay k yeh sab aap k ander k chand muslim kee soch hay...aur wo kehny lagy k main ny khudh study kia hay islam ko koi anch nahi to tum loag kiun darty hu....................so dont need to be upset

              Comment


              • #22
                Re: Net par Muslims kay kelaf

                yahi tu main kah raha hon
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment


                • #23
                  Re: Net par Muslims kay kelaf

                  Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                  Bahi main keya yahaan par post karon???
                  main nay Dic main yah word search keay hain. tu muj ko ISLAMIC words hi jawab main milay hin. ees kay elave main nay Encylopedia's main Search ki hay aur oder b same hi hay. aur ees kay elava main nay Srcopin Bahi say bat ki tu onhoon nay b yahi kaha kay main bay DIC main check kar choka hhoon muj ko b kaheen nahi mila.

                  app main say ager kisi ko asi koi cheez kaheen par milay tu Post kegay ga
                  hosakta hay woh cheezean jin main say main nay dayka hay woh Galt hon
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Net par Muslims kay kelaf

                    Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                    Asslam u Alikum
                    Bary Karam ees Post ko bary Tahmal aur Bardas say parie ga aur soch samj kar gawab deagay ga

                    1. Please always remember to use correct terminology and words in Islam
                    as Arabic words are very sensitive unlike English and other languages.

                    2. Never say Mosque - say " MASJID " The meaning of Mosque is
                    Mosquitoes.

                    3. Never write Mecca - It means "House of wines" so, write "MAKKAH"

                    4. Don't write the name of Our Prophet (S.A.W) or your name In short as
                    "MOHD or MD." It means "The dog with big mouth" so write " MOHAMMAD"
                    or "MUHAMMAD"

                    5. The Holy Prophet (Sallalahu Alaihi Wasallam) said, Stop doing
                    everything during the Azaan (Call for prayer), even reading the Quran.
                    The person who talks during the Azaan will not be able to say the
                    Kalima E Shahada on his/her death bed.

                    muj ko yah msg pahlay b kie bar mil choka hay. main pahlay din say soch raha tha kay ees kay bary main search karon ga lakin nahi kar pa raha tha. lakin Ajj Allah nay Tofeeq di aur main nay ees barayy main Search ki.
                    aur main nay yah Paya kay yah sab Ghot par mabni hay aur ees main koi hakeeqat nahi hay. muj ko duk b howa aur Khusi b
                    Kusi ees bat ki kay yah Ghot hay aur Duk ees bat ka kay hamray Muslim Dost ees kay bary main kuch sochay aur smajauy bageer ees msg ko share kar rahay hain aur woh b Naeyki ka kam samjtay howay.
                    main koi Molvi sholvi nahi hon. Lakin phir b app say request karon ga kay khud b ees ko parnay ki try karain and apnay dostoon ko b ees kay bary main samjeen kay yah wrong hay
                    W/alaikum assalam g :)

                    muje bhi iss tarah ki email bohat forward huwi wee hay but mainay bhi isliye agay send nahi kii thi kyun k i wasnt sure:)
                    :jazak: aap nay bohat acha kia sub research kar k sahi baat ponchayee bilkul aik responsible Muslim k tarah:)

                    Allah hum sub ko naiki ki hadayat day.Ameen SumAmeen:)
                    Finding truth - Finding love
                    These diamonds sparkle from lights above

                    Lorraine Venner

                    Comment


                    • #25
                      Re: Net par Muslims kay kelaf


                      ہم مسلمانوں کا اجتماعی پرابلم ہے کہ ہم لوگ بغیر تصدیق کیے اور بغیر کوئی سند مانگے کسی بھی بات پر اسلام کے نام پر یقین کر لیتے ہیں اور سمجھتے ہیں کہ یہی اصل اسلام ہے. جبکہ حقیقت اس کے برعکس ہوتی ہے. میرا برادرانہ مشورہ ہے کہ کسی بھی بات پر یقین کرنے سے پہلے اپ اس کی سند اور دلیل مانگیں قرآن اور حدیث سے. اگر مل جاتی ہے تو بسم اللہ وگرنہ اس کو رد کر دیں.

                      اللہ ہم سب کو صیح اور نیک راہ پر چلانے کی توفیق دے. (آمی
                      ن)
                      تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                      تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                      لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                      ~Mujay Vote Dain~
                      پاکستانی کا خواب

                      Comment

                      Working...
                      X