Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

baat kay pakkey ....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: baat kay pakkey ....?

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    aaj ham logoo ki jis qisem kay baray main baat karain gay woh hotay hian apni baat kay pakkye :lpop: yani kisi say keh dia kay yeh kaam ham kar dain gay to har haal main woh kaam kartay hian chaye un ka apna nuqsaan hi kio na hoo jaye .....kuch loog aisay bhi hian kay kisi say koi wada kia to sari omar usi waday ko nibhanay main guzaar daytay hian ....

    is logoun kay baray main aap logoo ka kia nazreya hai kay yeh loog waqai main practical kisem kay loog hotay hian ya bewakoof ki kisi keye leye apni life bhi kharab kar daytay hian ?
    Wellll, nice topic, Bewakoof tou naheee hotay albataaa such kind of people are calld "The Great" jo k doosroo sey kia hua wadaaaaa wafaa karty hain asal log tou wohii hotay hai, apnay liey tou sabheee jeeetay hain magar jo banda doosro k liye kuch karta ya karnay ka jazbaa reakhta hai asal mai inssssn wohii hai....

    Comment

    • #17
      Re: baat kay pakkey ....?

      hamary khiyal main ap kee baat kisi hadd tak theek bee hay

      baat ka paka huna ya pher erady ka paka huna yeh alag chezain hain...

      aur main yeh kehti hun k ager ap ko baat ka paka huna hee hay to sab sy pehly home wrk karna chayee k kia ap wo kaam kar sakty hian aur es main door andaishi bee buhat kaam ati hay

      @ mondy sialkoti kee baat achi hay

      Comment

      • #18
        Re: baat kay pakkey ....?

        baat kaa pakkaa honaa eik bohtt hee achhhee aadat haii magar aaj kal kee door main aisee loog shaz o nadir hee miltay hain joo baat kee pakkay hooonnnnnn......
        aoor hhhaan zubann yaa baat kaa pakkaa honaa positive meaning main hoo to achha haii aoor agar negative meaning main hoo to buraaa
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment

        • #19
          Re: baat kay pakkey ....?

          Salam
          wah g aanchal g kya baat hay kya thought provoking qism ka topic uThaya hay...
          khair baat ka pakka hona ya zabaan ka khara hona bohat zyada determination aur doosroN ka khyaal rakhnay walay logoN ka kaam hay, yai koi guDDay guRya ka khail nahi hota k baat kar li kal bhool gaey aur parsoN naee baat... bohat dafa yai masla uss waqt saamnay aataa hay jabb koi yai mehsoos karay k maiN to theek kar raha hoon magar meray saamnay wala iss maamlay maiN sanjeeda nahi hay ya darmyaan maiN aap k koi teesra shakhs aa k maamla bigaar daita hay... bahar haal aaj kal apni baat pay qaim rehna bohat himmat aur hoslay ki baat hay, laikin zaroor daikhaiN k iss say koi faaeda hay b ya bass hawa maiN teer chal gya hay.. naa samnay walay ko koi faida hua aur na hi khud ko to yai aik laa hasil koshish ho gi....
          Baykamal Raza

          kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

          Comment

          • #20
            Re: baat kay pakkey ....?

            Originally posted by baykamal View Post
            Salam
            wah g aanchal g kya baat hay kya thought provoking qism ka topic uThaya hay...
            khair baat ka pakka hona ya zabaan ka khara hona bohat zyada determination aur doosroN ka khyaal rakhnay walay logoN ka kaam hay, yai koi guDDay guRya ka khail nahi hota k baat kar li kal bhool gaey aur parsoN naee baat... bohat dafa yai masla uss waqt saamnay aataa hay jabb koi yai mehsoos karay k maiN to theek kar raha hoon magar meray saamnay wala iss maamlay maiN sanjeeda nahi hay ya darmyaan maiN aap k koi teesra shakhs aa k maamla bigaar daita hay... bahar haal aaj kal apni baat pay qaim rehna bohat himmat aur hoslay ki baat hay, laikin zaroor daikhaiN k iss say koi faaeda hay b ya bass hawa maiN teer chal gya hay.. naa samnay walay ko koi faida hua aur na hi khud ko to yai aik laa hasil koshish ho gi....
            Baykamal Raza

            Wa Alaikum Aslam

            yeh mein kia dekh raha hoon tu abi tak zinda he :D
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: baat kay pakkey ....?

              Originally posted by ummid View Post
              farz kijye ke ager aap ke saath aisa koi maslah ho tu kya aap withdra kar leinge khud ko????
              aap muj se hameesha phasanay walay sawaal he kyoon poochti hein :khi:
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: baat kay pakkey ....?

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                aap muj se hameesha phasanay walay sawaal he kyoon poochti hein :khi:
                aisa is liye ke jo bari baatein karte hain... woh khud hi us per amal nahi ker sakte... isey kaihte hain diplomacy...:lpop:

                Comment

                • #23
                  Re: baat kay pakkey ....?

                  Originally posted by ummid View Post
                  aisa is liye ke jo bari baatein karte hain... woh khud hi us per amal nahi ker sakte... isey kaihte hain diplomacy...:lpop:

                  :tauba
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: baat kay pakkey ....?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    :tauba

                    Comment

                    • #25
                      Re: baat kay pakkey ....?

                      Originally posted by ummid View Post
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: baat kay pakkey ....?

                        Originally posted by ummid View Post
                        aisa is liye ke jo bari baatein karte hain... woh khud hi us per amal nahi ker sakte... isey kaihte hain diplomacy...:lpop:

                        Jeeti raho :thmbup: ............. tumharey sirf is reply per mei is post mei reply kerne per majboor ho gayi :lpop:
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: baat kay pakkey ....?

                          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                          Jeeti raho :thmbup: ............. tumharey sirf is reply per mei is post mei reply kerne per majboor ho gayi :lpop:
                          You are most welcome :lpop:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: baat kay pakkey ....?

                            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                            Jeeti raho :thmbup: ............. tumharey sirf is reply per mei is post mei reply kerne per majboor ho gayi :lpop:
                            love you...:hug:

                            Comment

                            • #29
                              Re: baat kay pakkey ....?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Assalamalikum
                              aaj ham logoo ki jis qisem kay baray main baat karain gay woh hotay hian apni baat kay pakkye :lpop: yani kisi say keh dia kay yeh kaam ham kar dain gay to har haal main woh kaam kartay hian chaye un ka apna nuqsaan hi kio na hoo jaye .....kuch loog aisay bhi hian kay kisi say koi wada kia to sari omar usi waday ko nibhanay main guzaar daytay hian ....

                              is logoun kay baray main aap logoo ka kia nazreya hai kay yeh loog waqai main practical kisem kay loog hotay hian ya bewakoof ki kisi keye leye apni life bhi kharab kar daytay hian ?

                              w salam dear,

                              u cant really call them practical or fools either ....... kiu ke mei bhi aisey logo mei se hi hoon ......... meri her kisi se koi wada nahi kerti ......... buhut soch samajh ke kerti hoon aur jo wada kerun ousey her haal mei poora kerti hoon yeh bhi sahi hai akser humein khud nuqsan bhi outhana perta hai ........ magar yeh sab depend kerta hai ke hum kis se , kis situation mei kya commit ker rahey hain ........ kuch log humarey buhut qareebi hotey hain ounhein hum mana nahi ker saktey to oun ki khatir humein yeh sab kerna perta hai ... so u cant call it practical ..... neither fool kiu ke kuch rishtey kuch log aap ki zindagi mei buhut ehmiyat rakhtey hain to oun ke liyeh aisa kerna bewaqoofi nahi hoti.
                              Bewaqoofi yeh hoti hai ke aap bina sochey samjhey kuch bhi commit ker lo aur phir ous se jaan bhagney ke tareeqey dhoondein with out having courage to face results.
                              sigpic

                              Comment

                              • #30

                                jaanta hoon :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X