Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

baat kay pakkey ....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • baat kay pakkey ....?

    Assalamalikum
    aaj ham logoo ki jis qisem kay baray main baat karain gay woh hotay hian apni baat kay pakkye :lpop: yani kisi say keh dia kay yeh kaam ham kar dain gay to har haal main woh kaam kartay hian chaye un ka apna nuqsaan hi kio na hoo jaye .....kuch loog aisay bhi hian kay kisi say koi wada kia to sari omar usi waday ko nibhanay main guzaar daytay hian ....

    is logoun kay baray main aap logoo ka kia nazreya hai kay yeh loog waqai main practical kisem kay loog hotay hian ya bewakoof ki kisi keye leye apni life bhi kharab kar daytay hian ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: baat kay pakkye ....?

    iss topic per hum kal baath karengen:thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: baat kay pakkye ....?

      Originally posted by sensible View Post
      iss topic per hum kal baath karengen:thmbup:
      ji sure :rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: baat kay pakkey ....?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        aaj ham logoo ki jis qisem kay baray main baat karain gay woh hotay hian apni baat kay pakkye :lpop: yani kisi say keh dia kay yeh kaam ham kar dain gay to har haal main woh kaam kartay hian chaye un ka apna nuqsaan hi kio na hoo jaye .....kuch loog aisay bhi hian kay kisi say koi wada kia to sari omar usi waday ko nibhanay main guzaar daytay hian ....

        is logoun kay baray main aap logoo ka kia nazreya hai kay yeh loog waqai main practical kisem kay loog hotay hian ya bewakoof ki kisi keye leye apni life bhi kharab kar daytay hian ?
        baat ka pakka hona achi baat he...lekin kabi kabi negotiation ker leni chahiye...like...ager do khandan larkay larki ki engagement ker dete hein...aur kuch saalon baad larka ya larki kisi bhi wajah ke bina per shadi nahi kerna chahtay aur rishta toorna chahtay hein, to aisay moaamlay mein negotiation ho sakti he...aur yeh moaamlaat reayat talab hotay hein...jo loog ana parasti ki had tak chalay jatay hein, aur bagair kisi ka nafa nuksan soochay her surat apni baat manwana chahtay hein, mein un loogon ki favour mein nahi hoon.

        Is liye mein kahon ga ke baat ko bohat sooch samaj ke karo...aur kooshish karo ke baat pe kaim raho...lekin ager is se kisi ki zinadagi ko nuksaan ho to aap aisi surat mein withdraw kerne mein koi muzaika nahi.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: baat kay pakkey ....?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: baat kay pakkey ....?

            :blush:
            :thmbup:

            Comment

            • #7

              farz kijye ke ager aap ke saath aisa koi maslah ho tu kya aap withdra kar leinge khud ko????

              Comment

              • #8
                Re: baat kay pakkey ....?

                meyrey liye to ye bohot touchy topic hai iss liye behtar hai key mey khamosh rahun :)
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: baat kay pakkey ....?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Assalamalikum
                  aaj ham logoo ki jis qisem kay baray main baat karain gay woh hotay hian apni baat kay pakkye :lpop: yani kisi say keh dia kay yeh kaam ham kar dain gay to har haal main woh kaam kartay hian chaye un ka apna nuqsaan hi kio na hoo jaye .....kuch loog aisay bhi hian kay kisi say koi wada kia to sari omar usi waday ko nibhanay main guzaar daytay hian ....

                  is logoun kay baray main aap logoo ka kia nazreya hai kay yeh loog waqai main practical kisem kay loog hotay hian ya bewakoof ki kisi keye leye apni life bhi kharab kar daytay hian ?
                  baath ka pakka hona aik achcheh musalmaan ki nishaani hai,baath ka pakka hona mutlab ehed ka pakka hona hai,aur hadees hai k jiss ka ehed nahi woh hum may sey nahi.
                  hum nikah kartey hain tho aik ehed kartey hain,uss may phhir koi chuun chaan agar magar nahi,kiukeh nikah mashroot nahi ho sakti,hum islaam qabool kartey hain tho aik ehed kartey hain uss may phhir koi uzar nahi hoti aur agar uzar aagai tho woh musalmaan nahi.
                  hadeeson sey riwaayat hai k lain dain aur kaarobaar may baath ka pakka hona(ehed) bohoth zaroori hai.
                  issliye agar aap ko apney aap per yaqeen nahi tho aik koshish karney ka waada karna chaahiye pakki baath nahi karni chaahiye.
                  Last edited by Mujahid Khan; 28 May 2007, 15:35.

                  Comment

                  • #10
                    Re: baat kay pakkey ....?

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    meyrey liye to ye bohot touchy topic hai iss liye behtar hai key mey khamosh rahun :)
                    same here...:)

                    Comment

                    • #11
                      Re: baat kay pakkey ....?

                      aysay bhi log hotay hain main khud aysi hon koi bhi kam ager koi kah day to chahay is main mayra nuqsan hi kyuon na ho ker dayti hon.kyuonkay mayra mana hay koi bhi khoshi aap kay kisi apnay ki khoshi say bher ker nahi hoti.

                      Comment

                      • #12
                        Re: baat kay pakkey ....?

                        Originally posted by neha_ahmad View Post
                        aysay bhi log hotay hain main khud aysi hon koi bhi kam ager koi kah day to chahay is main mayra nuqsan hi kyuon na ho ker dayti hon.kyuonkay mayra mana hay koi bhi khoshi aap kay kisi apnay ki khoshi say bher ker nahi hoti.
                        good:thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: baat kay pakkey ....?

                          baat k pakky hona achi baat hai
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment

                          • #14
                            Re: baat kay pakkey ....?

                            Meray khayal mein tu achi baat hai

                            Comment

                            • #15
                              Re: baat kay pakkey ....?

                              baat ka paka hona or apne erady par qaim rehna aik achi baat hey

                              Comment

                              Working...
                              X