Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Philosophy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Philosophy

    Originally posted by fari View Post
    souch lain :tasali: ap Anti Philosopher group kay khilaf honay ki kosish ma hain hum se koi bhi ya bardasht nahi karay ga
    mey ney to aap key khilaaf kuch bhi nahi kaha hai :comfort:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Philosophy

      Originally posted by Zindgi View Post
      its my subject..........aur yeh kaam wo loag ker sakty hain jo hakeekat pasand hun aur khawabon ko dunia sy bahir hun.
      wakee yeh aik hard and tough topic hay ...
      yeh lafz hay philo sofia... sofia aik khobsurat khatoon ka naam tha...
      waisy esy ap keh sakty hian k kisi chez kee androni khobsurati ko jan'na jo bazair nahi hay....
      ager kisi ko aur malomat chayee to muj sy rabta na kary:kr:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: Philosophy

        Originally posted by Zindgi View Post
        its my subject..........aur yeh kaam wo loag ker sakty hain jo hakeekat pasand hun aur khawabon ko dunia sy bahir hun.
        wakee yeh aik hard and tough topic hay ...
        yeh lafz hay philo sofia... sofia aik khobsurat khatoon ka naam tha...
        waisy esy ap keh sakty hian k kisi chez kee androni khobsurati ko jan'na jo bazair nahi hay....
        ager kisi ko aur malomat chayee to muj sy rabta na kary:kr:
        main ney tho mazaqan bohoth kuchh keh dia hai pilosphy pe,laikin mujeh yaqeenan iss key baarey may kuchhh bhi nahi pata,agara aap mujeh waaqai may thhorda bohoth sumjha dain tho bohoth mehrubaani hogi!:)

        Comment


        • #19
          Re: Philosophy

          Originally posted by fari View Post
          Assalam-o-Alikum!!!

          Log philosophy kasay parhtay hain:donno:
          maina kal Kuliyat-e-Khalil jibran ki kitab kay 3 topics parhay aur mera dard sir hogiya mera matlaab ha mera sir ma shadeed dard honay laga!!!!:pagal:
          Logg philosophy kasay parh latay hain?:budhu: aik hi chiz kay itnay phaloo parh parh kar Pagal nahi hojatay:tauba
          App sab ka Philosophy ma kitna interest ha:donno: aur kasay ha ? :mm: kiun ha?:cc:
          Wa Alaikum Aslam


          :bhago:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Philosophy

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam


            :bhago:

            Shabash :comfort: tu passs ho gya hai..tera jawab sab say acha hai aur sab ko baat samjh bhi aa gaee hai very good weldone...lage raho
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Philosophy

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              Shabash :comfort: tu passs ho gya hai..tera jawab sab say acha hai aur sab ko baat samjh bhi aa gaee hai very good weldone...lage raho
              thank you so much :salam:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Philosophy

                mai ne kabhi philosophy ke book nahi parhe, bt maire khayaal se its interesting........:mm:
                sigpic


                Comment


                • #23
                  Re: Philosophy

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Wa Alaikum Aslam


                  :bhago:


                  app bhoot hain ya tu humay :blush:pata ha dekhanay ki zaroort nahi ha:na:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Philosophy

                    Originally posted by Wafa View Post
                    mai ne kabhi philosophy ke book nahi parhe, bt maire khayaal se its interesting........:mm:

                    :na: parhnay kay baray ma souchna bhi mat:lpop:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Philosophy

                      Originally posted by sensible View Post
                      main ney tho mazaqan bohoth kuchh keh dia hai pilosphy pe,laikin mujeh yaqeenan iss key baarey may kuchhh bhi nahi pata,agara aap mujeh waaqai may thhorda bohoth sumjha dain tho bohoth mehrubaani hogi!:)
                      mian ny jo pehly tareef kee thee jo old thee lakin
                      Jadeed science main Philosophy ko aik aur nazriye sy dekha jata hay...

                      kis chez ko os k ander tak samjna philosophy hay...jaisy k baal kee khaall utar daina.

                      aur philosphy k bary main aik kisi ka qoal kahon gee.

                      Thora philosophy jahalat hay aur mukamal philosophy Khuda k nazeek ker daiti hay...

                      aur kabi kbai to yeh huta hay hy

                      Philophy ko behas main khuda milta nahi
                      doar ko sulja raha hay aur sira milta nahi.

                      khair batian buhat hian lakin time kee kammi hay pher kabi bataongii:shh:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Philosophy

                        aray janab kutch batain ayi hoti hain jo aap k adil bolta hay jis main damgh ka kam nahi hay.us waqtt aysay batain bol jatay ho jo aam tor per samnay walay ko samjh nahi atin or kaha jata hay zayda falsfa na jharo.is leay mujhay to aysi batain bohat pasand hain jin ki phonch dor tak hay.jin kay maini her kisi ko samjh na aain.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Philosophy

                          Originally posted by neha_ahmad View Post
                          aray janab kutch batain ayi hoti hain jo aap k adil bolta hay jis main damgh ka kam nahi hay.us waqtt aysay batain bol jatay ho jo aam tor per samnay walay ko samjh nahi atin or kaha jata hay zayda falsfa na jharo.is leay mujhay to aysi batain bohat pasand hain jin ki phonch dor tak hay.jin kay maini her kisi ko samjh na aain.
                          aap tho janab hain he philospher,kiunkeh aapki baathen philosphyana hain, ya tho samjh may aati he nahi aur agar aati hain tho bohoth dair baad.

                          Comment


                          • #28
                            Re: Philosophy

                            Originally posted by fari View Post
                            app bhoot hain ya tu humay :blush:pata ha dekhanay ki zaroort nahi ha:na:
                            tum khargooshni ho aur yeh hamein pata he :blush:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Philosophy

                              Originally posted by Zindgi View Post
                              mian ny jo pehly tareef kee thee jo old thee lakin
                              Jadeed science main Philosophy ko aik aur nazriye sy dekha jata hay...

                              kis chez ko os k ander tak samjna philosophy hay...jaisy k baal kee khaall utar daina.

                              aur philosphy k bary main aik kisi ka qoal kahon gee.

                              Thora philosophy jahalat hay aur mukamal philosophy Khuda k nazeek ker daiti hay...

                              aur kabi kbai to yeh huta hay hy

                              Philophy ko behas main khuda milta nahi
                              doar ko sulja raha hay aur sira milta nahi.

                              khair batian buhat hian lakin time kee kammi hay pher kabi bataongii:shh:
                              aap to chaa gain hein :blush:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Philosophy

                                Originally posted by fari View Post
                                Assalam-o-Alikum!!!

                                Log philosophy kasay parhtay hain:donno:
                                maina kal Kuliyat-e-Khalil jibran ki kitab kay 3 topics parhay aur mera dard sir hogiya mera matlaab ha mera sir ma shadeed dard honay laga!!!!:pagal:
                                Logg philosophy kasay parh latay hain?:budhu: aik hi chiz kay itnay phaloo parh parh kar Pagal nahi hojatay:tauba
                                App sab ka Philosophy ma kitna interest ha:donno: aur kasay ha ? :mm: kiun ha?:cc:
                                philosphy.. lolzz...aap tu jante hi hain... ke hume philosphy sumjh hi nahi aati.. na khud ki na dosron ki... :embarasse :khi:

                                Comment

                                Working...
                                X