jub bhi koi shakhs koi aisi ghair mutawaqqo harkat ya baath aap k mazaaj k mukhaalif kartha hai tho uss k radd-i-amal may aap ko ghussa aana aik fithri amar hai,tho jub aap ko ghussa aata hai aap kia kartey hain.
mujeh jub ghussa aata hai tho main woh jagah chhord daita hun,haan main nay aik aadat banaai hai k jagah chhord kar main apna khayal badalney k liye apney mun pasand khaaney ka order daideta hun aur itna khhalaita hun k hosh nahi rehta aur phhir aaraam sey jaakar lait jaata hun aur phhir jub uthhtha hun tho ghussa damagh sey ghaaib ho chuka hota hai,woh isliye k main phhir ziadah khhaney ki wajah sey pareshaan hota hun:khi:

Comment