Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pehlay or aaj kay zamanay ki tameeraat main faraq ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • pehlay or aaj kay zamanay ki tameeraat main faraq ?

    Assalamalikum
    pehlay zamanay main (buhat zaidaaaa door jangloo ka zamana nahi us kay bad ka :hehe:) jo makan waghera tameer keye jatay they woh achay khasay paidaar hotay they kay kai kai saal beet chukye hain abhi bhi achi shakal maoin moujood hain... aap loog Mughlia Badshaon ki tameeraat deekh saktay han ...ya aam loog hain jin kay poranay ghar hain un main material itna acha use kia gia hai kay ab tak mazboot hain .....
    lekan ...
    aaj kal aisay kio nahi hotay ? har saal to makan ka paint badlna parta hai kaharab hoo jata hai jaldi :khi: ...aaj ka zamana to science ka zamana hai is mamlay main pehlay ki nisbat zaida taraqqi honi chaye they na :) ...pehlay zamanay main yeh sab kesay kar laytay they ?
    waja ab kia yeh hai logoo ko gharoo pay zaida pesa laganay ka shook nahi raha ?
    pesay ki kami?
    achay metrial ki kami ?
    ya bemani zaida hoo rahi hai kay engineer pesa lay kay ghalat material use kartay hain ...waghera waghera ...

    ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: pehlay or aaj kay zamanay ki tameeraat main faraq ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    pehlay zamanay main (buhat zaidaaaa door jangloo ka zamana nahi us kay bad ka :hehe:) jo makan waghera tameer keye jatay they woh achay khasay paidaar hotay they kay kai kai saal beet chukye hain abhi bhi achi shakal maoin moujood hain... aap loog Mughlia Badshaon ki tameeraat deekh saktay han ...ya aam loog hain jin kay poranay ghar hain un main material itna acha use kia gia hai kay ab tak mazboot hain .....
    lekan ...
    aaj kal aisay kio nahi hotay ? har saal to makan ka paint badlna parta hai kaharab hoo jata hai jaldi :khi: ...aaj ka zamana to science ka zamana hai is mamlay main pehlay ki nisbat zaida taraqqi honi chaye they na :) ...pehlay zamanay main yeh sab kesay kar laytay they ?
    waja ab kia yeh hai logoo ko gharoo pay zaida pesa laganay ka shook nahi raha ?
    pesay ki kami?
    achay metrial ki kami ?
    ya bemani zaida hoo rahi hai kay engineer pesa lay kay ghalat material use kartay hain ...waghera waghera ...

    ?
    mera khayal hai k yeh baimaani aur rishwat khori ki wajah say naapaaedaar hai.

    Comment

    • #3

      lol @ jangloN ka zamana :D

      meyrey khayal mey Milawat.............beymani............ye saari chezeeiN hein jo bohot massla ker rahi hein

      warna jahan tak Paisey ki baat hai to akser log preffer kertey hien key beyshak paisa lag jaye magar kaam acha ho ...........jo key kabhi acha nahi hota hai :khi:

      ALlah T'ala heydayat dey sab ko! Ameen
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: pehlay or aaj kay zamanay ki tameeraat main faraq ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        pehlay zamanay main (buhat zaidaaaa door jangloo ka zamana nahi us kay bad ka :hehe:) jo makan waghera tameer keye jatay they woh achay khasay paidaar hotay they kay kai kai saal beet chukye hain abhi bhi achi shakal maoin moujood hain... aap loog Mughlia Badshaon ki tameeraat deekh saktay han ...ya aam loog hain jin kay poranay ghar hain un main material itna acha use kia gia hai kay ab tak mazboot hain .....
        lekan ...
        aaj kal aisay kio nahi hotay ? har saal to makan ka paint badlna parta hai kaharab hoo jata hai jaldi :khi: ...aaj ka zamana to science ka zamana hai is mamlay main pehlay ki nisbat zaida taraqqi honi chaye they na :) ...pehlay zamanay main yeh sab kesay kar laytay they ?
        waja ab kia yeh hai logoo ko gharoo pay zaida pesa laganay ka shook nahi raha ?
        pesay ki kami?
        achay metrial ki kami ?
        ya bemani zaida hoo rahi hai kay engineer pesa lay kay ghalat material use kartay hain ...waghera waghera ...

        ?
        Kahin aap ne mugliya door mein istamaal honay walay material ki dukaan to nahi khool li :kr: :kr: :kr:

        now comming to the topic...mere khyaal mein wajoohaat madarja zail hein.

        Puranay zamanay mein amarat (building) ko choori aur patli einton (bricks) se banti thein jinhein hum tiles kahein to ziada behtar he, aur in ko heat-treatment (temper) ziada di jati thi... jis se amarat ki deewaron ko strength milti thi aur wo deewarein aaj kul ke deewaron ki nisbat kafi mooti hoti thein jo ke almost water-resist hoti thein.

        Aaj kul deyaar ki larki bohat mehangi he, is ki aaj Rs. 1500-2000 per square foot cost he, is larki ko deemak nahi lagta aur yeh kai soo saal chal sakti he...is liye us ke alternative shehtoot, peepal aur sheesham ki larki istamaal ki ja rahi he, jo ke nisbatan susti aur gair meyaari hoti he. Puranay zamanay mein deyaar ki larki bohat sastay daamon dasteyaab thi is liye puranay zamanay mein larki ziada paidaar hoti thi.

        choonke deewarein pakki tiles se bani hoti thein, is liye yeh mosture proof hoti thein, jis ki waja se ander ka paint kharaab nahi hota tha.

        waise kuch flaws old technology mein bhi thay...khasoosan arthitecture area mein...jo ub nahi hein :lpop:
        :thmbup:

        Comment

        Working...
        X