Salam frnds.....:wk
kasay hain sab?....me tu buhat achi hoon
kher yahan per app sab apnay apany words batao jo app buhat zaiyda boltay ho.....yani keh jab bhi baat kertay ho wo lafz zaroor boltay ho....
me bhi dason gi lakin baad main....me kay buhat saray hain..:khi:

, wesay opar dass ditta aiy kay is ka kia matlab tha :lpop:
kam az kam insaan ko apnay baray main sochnay ka moqa to millay ga :thmbup:
bas je kabhi gharoor nahi kia matlab waqai ghroor nahi kia :khi:, wesay yeh baat kam logoN nay note ki hogi kay main matlab ka lafz bohot istemal karta hoon
par aaj shakh-e-tamana ki wajah say apna he bhanda phoR dia :hathora
Comment